Forex trading strategies

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading strategies
    Trading strategies ko use karny se pehly ye define karna bahot zarori hay key strategies ko use karny ka maqsad aur es key fawayed kia hony chaye, technical strategy ho ya per fundamental trading strategy traders market me currency pair ko buy sell karny ka weather ko determine karny me kamyab ho jaty hey, Trading strategies market me risk aur reward ratios ki wazahat be kar sakty hey jes se traders ko risk leny me aur profitability ko determine karny me bahot asani ho jati hay, strategies agar strong aur achi ho to traders ko market ka future information hasil karny me bahot asani ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading strategies

    Forex trading kay liay strategies yeh honi chahiay k trading kab aor kahan karni chahiay. Kamyab trading kay liay eik strong strategies ka hona boht zarori hay jis men trading kay usol o zawabat, maqasad o fawayd shamil han. Forex trading strategies asi honi chahiay jis men ye sab knowledge ho k Forex trading business kia hay? is business men kia karna parta hay?, risk kon kon say han? Profit ki sharah kitni hay? Forex trading account kholnay ka tareqa aor use shamil hay. Account men raqm bhejnay aor niklwany ka treqa aor best Forex broker ka choice hay. Eik kamyab Forex trading business kay pechay eik achi Forex trading strategies hay. Jis ko use kar kay eik trader successful business mane ban jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading strategies

      Forex trading strategy ko bananay say pehlay trader ko forex trading ka knowledge hasil kerna boht zarori hota hay us kay bad trader demo account per trading kerta hay aur us trading say wo different trading idea banata hay jis kay teht wo trading ker raha hota hay. in boht saray trading ideas main wo idea chuna jata hay jo kay trader kay liye sab say acha result peda ker sakta hay. trader dobara phir us idea ko kuch aur update kay sath demo account per final test kerta hay. jis say wo us idea kay kuch rules banata hay. aur wo rule us trading strategy kay mutabiq trade kernay walay kay liye boht ahm hotay hain. que kay un rules per hi amal ker kay trader us trading strategy say kamyab trading ker pata hay. us kay bad trader apni trading strategy ko live account per apply kerta hay hay phir time to time is ko update kerta rehta hay. ta kay mazeed achay result hasil ho saken.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading strategies

        Mera ye opinion hay key jab tak trading strategy ko test na kia jaye es ko real account me ya bonus trading account me use kar key trading karna mistake se kam nahi, Trading ki strategies ko use karny ka maqsad ye hota hay key traders apny account ki protection kar saken aur reasonable profit ki earning without ya kam se kam loss key base par karny me kamyab ho saky, koi be trading strategy 100% profit nahi de sakti es key ley traders ko apni own trading strategy ka banana bahot zarori hay, demo account me jo trading strategy 80% ya 90% profit ka result de sakti hay traders ko chaye key demo account me es ki testing key bad es ko real account me use kary ta k traders ko zeyda profit kam se kam profit key base ho saky.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading strategies

          Dear, har kissi ka apna tareeka or andaaz hota ha kissi kaam ko karney ka. Jissay uska work plan ya strategy kehte hain. Forex trading ma kafi sari ehmm strategies ka istemaal kia jata ha. Money management and risk management. Money management ka ka matlub ha k kitnay pips main maime order open karna ha. Mera stop loss or take profit kia hona chahiye. Sari calculations k baad or markeet ki future health ko bareek beeni se analyse karne k baad order open krte hain. Demo account practices bhi achi strategy hai. TP or SL ka use, and wait for Good entry point bhi achi strategies hain. Risk management ko bhi yaad rakhain. Kisi bhi trade main 1 percent se zayada risk na lein or issay asool bana lein.
          Last edited by ; 07-04-2019, 06:07 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading strategies

            Assalamu Alaikum real Forex trading number Pakistan Forex forum main aapko different terms strategy planning formulas emotional trading swing trading scalping trading trend trading technical and fundamental analysis technical aspects of trading mil jaati hai aap ko Pehchan liya karte hue market mein trading Karni hoti hai Forex trading mein sabse pahle aapko market CarTrade Maloom karna chahiye Chahat Ki madad se trendline Maloom karo trendline Breakout se aapko acchi trade mil sakti hai reversal trading main aapko support and resistance ascending order use karte hue trading Karni chahiye aap ko Maloom hona chahiye the sport kya hoti hai aur usko Kaise Maloom Kiya jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading strategies

              forex trading main har trador apni trading ki skils or apni trading ability ki base par apni trading krta hai es liye hmain apni trading ko karny k liye apni trading ki ability ko mind main rkhna chahye q k jub tak hum bary risk ko mange karny k qabil nahi hoty hain tab tak hum achi trading nahi akr skty hain or na he bary risk ko afford kar skty hain tu hmain chahye ka ghr hum apni trading main koi startgy bna len ta k hmain ilm ho k hum ny kin baisc points ko chek kar k trading karni hai or yah sub ki alalg alalg strtgy hoti hai har trador pany hisab se forex ko handle krta hai tu ap ki trading achi ho es k liye apki startgy strong honiz arori hai jis se ap trading ko acha bhi karty hain or apko acha profot bhi milta hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading strategies

                Strategy ap bnaye tab jab ap ko pata ho kk ye kaam kary gi yani us ko ap test kar lo or test karny k liye ap demo account bnaye or us me ap apni strategy ko test kar ly ta k ap loss sy bach sakky.
                or agar ap ki strategy sahi work kar rahi hai demo account me to us ko live account me laye or kam lot size sy us ko try kary agar kamyaab hoti hai to ap ko is ko use karna chahiye.
                Agar ap ki strategy achi hogi to ap ko profit b acha hoga lekin agar ap ki strategy achi na huwi to ap ko profit nai ho ga bal k ap ko loss huwa kary ga is liye ap ko apni strategy par kaam karna hoga or focus karna hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading strategies

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar skty hain hum is mai agr tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be katem na hony wala business hain forex aik world wide business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hamy is mai ache strategy bana kar mahnet sy kam karna chahey forex aik real business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading strategies

                    Forex trading strategies her trader kay liye bohat zaruri hoti hain. Jaisay kisi bhi imtehaan kay liye pehlay say tayari ki jaati hai. Jaisay kisi bhi conventional business kay liye bohat si cheezoo ko daikha aur parkha Jata hai. Issi tarah forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn traders kay paas achi strategies hoti hain aohi trading say acha business bhi earn kertay hain. Forex trading business mai strategies banatay waqt traders ko yeh bhi daikhna chaiye kay jo strategies Bana rahey hain woh unkay account aur unki learning aur experience say match bhi kerti hai ya nahi. Strategies wohi achi aur faidamand hoti hain jo qaabil e ammal bhi hoti hain.

                    Forex traders ko strategies banatay waqt sub say pehlay aik ya do pairs aur commodities ko final ker laina chaiye jiss mai unhoo nay trading kerni hoti hai. Iss Tarah achi strategy Banai jaa sakti hai. Trading terminal MT4 pay traders ko iss baat ko zehan nasheen ker laina chaiye kay market ko movement, trends aur time frames mai big slots kay saath analysis kernay kay baad apnay entry aur exit point unhain confirm ho jain. Strategy ki zarurat aisay he hain jaisay likhnay kay liye qalam ki zarurat hai aur trading kay liye balance ki zarurat hoti hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X