Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna
    Traders ko Psychology set karny key ley work karna bahot zarori hay trading me key jany waly mistakes ko avoid karny key ley zarori hay key traders ki psychology achi ho jo us ko mistakes ko avoid karny aur control karny me helpful ho saky, traders ka complete aur solid trading plan key base par traders safely trading karny me kamyab ho sakty hey, useful aur amazing tools ka knowledge hona chaye jo trading performance ko behtar kar saky, traders key powerful aur solid trading plan hi us ki psychology ko set kar sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

    ye baat to aapne suna hi hoga trend is friend of the trader isliye traders ko chahiye pe Hamesha friend ke sath trading Kare aur turant ke against TM arey lekin apni Puri planning karne ke baad hi trading Karni chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

      Dears, Aap is plateform pe jub bhi aaein to fresh mind or alert mind k ssath is plateform ko join karain. Q k tasveer ka doosra rukh lazmi nahi k acha ho. Aapko aik second main kai cheezon ko bareek beeni se obsrve krne k baad, koi faisla lein. Q k gae raqam dobara wapis nahi aaegi.Trading main sabar ka unsar hona bahut ehmm ha. Is k sath sath apko apni emotions ya feelings ko qabu ma rakhna ha. Agar koi mistake ho jati ha, to aap next time usko avoid karain, maazi ki ghalti se seekhain, dobara us ko na dohraya jae. Mentally mazboot ho jaein , ta k mistakes par qabu pa sakain. Or apni shaksiat ko tajar'aana bananey k liay relevent videos ya lectures se istafada hasil krte rahain.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

        Forex trading main successful trading kay liye trader ki psychology ka bara amal dakhal hota hay. is liye kay ager trader ki psychology trading kay lehaz asy aik aisay level per set hay to wo hamesha us level ko hi follow keray ga. aur ager dekha jaye to jo demo trading main practice hoti hay wo trader ki psychology ko hi aik achay level per set kernay kay liye ki jati hay kay bar bar practice ker kay trader ki aik psychology ban jaye aur isi ko skill kehtay hain. psychology ko set kernay kay liye trader kuch tools ka sahara bhi ley sakta hay. is liye trader ko trading tools ka knowledge bhi hasil kerna chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

          Forex trading men mistakes ko aviod kranay kay liay right tools ka istmal karna boht zarori hay forex kay right tools istamal karnay say forex trading man mistakes kay chance boht kam ho jatay han Forex men ziada mistakes trading men loss kay bais banmtay han. aik aam trader aksar right tools say nawaqif hota hay jis say woh in right tools kay istamal say aari hota hay jankeh aik successful trader right tools say achi taran waqif hota hay aor tarading men right tools ka istamal kar kay mistakes say avoid karta hay aor aik kamyab trading karta hay. Lehaza successfull trading business kay liay right tools ka istamal karna lazmi hay. Right tools hi successful business ki buniad han.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

            forex aik online or real business hain ham is learning ky sath earning be hasil kar sakty hain jab is main kam kay duran ham sy koi be mistake ho jaye to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chaey balky hamy apni mistake ko improve kar ky is main apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main right tools ko use kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai kabe be band na hony wala bohat bara international or real or unique business hain yai online ki dunya main aik king business hain ham isy apna life time profession be bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

              Hum Sab Logon Ko forex market Mein kam se kam mistake Karni chahiye Agar Hum Log Jyada mistake Karenge to hum logon ko bahut hi jyada nuksaan Hoga Aur Hum Log Apna account bhi wash karwa sakte hain isliye kam se kam mistake Karni chahiye
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

                Agar Hum logo ko forex market Mein kamyabi Hasil karni hai to iske liye Hum Sab Logon Ko Jo mistake Hum Log karte hain isko avoid karna chahie Agar Hum Log Aisa Nahin Karenge to is Hamara hi nuksan hoga Aur Hum Logon Ko loss Hoga Jis Se Hum Log nahi ban sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

                  forex trading main jitny bhi tradors mistakes karty hain un k liye avoide karny k liye mahnt karni bohtz arori hai q k jub hmain kisi bhi point k bary main ilm nahi hoga tu hum apni trading ko boht bahtr tarriky se kar skty hain or hmain yahn esi bat par zor dena chahye k hum ny apni trading leraning ko starong karana hai or jitna ho sky otna he knowledge gain rna chahye ta k hmain trading se loss an ho or hum apni trading ko bhi bahtr tariky se kar skaen aik galtiun ko avoide karny k ayh bhi hall hai k jub hmain hmari galti se lloss hota hai tu hmain so galti ko khtm karna chahye ta k hamain loss na ho or hum os k bad wo galti na karen ayse hum acha kam kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

                    Forex aik aisa business ha jis ko karnay k lye ap ko bohat sari baton ka khayal rakhna zaruri ha is lye ka forex trading karna aik complicated kaam ha is ma hamain badi soch samajh kar k trading karni padti ha aur nafsiati tor pe alerta rehna padta is lye hamian is ma khoob mehnat karni chaye aur is ma koi aisi mistake ni karni chaye k is ka hamain loss ho to is lye nafsiati tor pe hamain har soorate hal se tayar rehna chaye
                    == clever mind
                    == present mind
                    == sharp mind
                    == analytical mind
                    agar yeh mind set ho ga to ham forex ma boht jald kamyabi hasil kar skaty hain aur trading karna koi mushkil kam ni ha to hamain har waqt trading se pehly tyar rehna chaye k hamaray har step ka postive aur negative end kia ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

                      G ap ny sahi kaha hai ap agar trading kar rahy hai ya koi b or kaam kar rahy hai to ap sy mistakes ho hi jati hai lekin ap ko un ko avoid karna chahiye ap sahi sy analysis kary k kon sy tools ap k liye sahi rahy gy or kon sy nahi.
                      Or mistakes agar ap sy hui hai is sy pehly to ap ye dekhy k mistakes hui q hai or kaha hui or phir ap us mistakes sy bachny k hal dekhy ta k dobara wo mistakes na ho or ap ki trading achi ho jaye.
                      Agar ap bar bar mistakes karty rahy to ap ki trading achi nahi ho gi bal k ap ki trading pehly sy b khrab ho jaye gi or ap ko loss hi hoga har dafa or ap trading nahi kar pao gy phir.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes ko avoid karny key ley right tools ka use karna

                        Screen Ko Hum Pakistan mein currency bank isliye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in skrill ke account mein balance Bada Rahe aur aur baad mein main screen ki currency Jyada ya kam hoti rehti hai agar screen ki currency jitni Jyada Hogi Hamein Jyada milega

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X