Fundamental analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis
    Fundamental analysis

    Fundamental analysis key base par agar ye idea ho jaye key country ki currency aur future economy ki health aur picture strong hay to es country ki currency ki strengthen (mazboti) ka andaza ho jata hay, Fundamental analysis key through hi currencies price ki strengthen key base par profitable trading mumken ho sakti hay, news events ki information ye decide karny me help provide kar sakti hay key currencies par kon si news zeyda effect kar sakti hay, daily base par news calendar ki information hasil karna traders ki market analyzing power behar kar sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Fundamental analysis

    Fundamental analysis key base par agar ye idea ho jaye key country ki currency aur future economy ki health aur picture strong hay to es country ki currency ki strengthen (mazboti) ka andaza ho jata hay, Fundamental analysis key through hi currencies price ki strengthen key base par profitable trading mumken ho sakti hay, news events ki information ye decide karny me help provide kar sakti hay key currencies par kon si news zeyda effect kar sakti hay, daily base par news calendar ki information hasil karna traders ki market analyzing power behar kar sakta hay.
    As-salamu alaykum Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha Agar Hamare fundamental analysis Honge aur healthy Honge to Hame ek strong profitable picture Na Aayegi fundamental analysis currency price check karne par profitable trading ho sakti hai Yeh aapko Forex p news Kesari essay information on Hasil Hogi Jo keh Daly basis aapko FX book ke Dariya se Aasan Ho Jati Hai jis mein aap ko Maloom Hota Hai ke is Waqt kaun se pair Ki Kya value Hone Wali Hai
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis

      Jo traders Aisa Karte Hain ke pehle Apne seniour say say trading calling karte hain aur Baad Hi Main Hoon hi seniors ke sath competition karne lag Jate Hain essays in junior traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka Hai Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful nahi ho Sakenge isliye Apne seniors all teachers ko respect the
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis

        Trade open krnay se pehle markeet ka tajzia kia jata ha, or uski bina par trading ki jati ha. Analyse 2 tarah ka hota , 1. Technical Analysis 2. Fundamental Analysis. Fundamental Analysis main aap ye daikhtey hain jis currency ko aap follow kar rahay hain, wo currency jis country ki ha uske halaat kia hain, uski export imports ki ratio kia hui ha, agar wo currency weak hui ha to hum usko sell karain ge, aor issi tarah agar wo currency strong hui ha to hum ussay buy karain ge. Is analysis k liay trade news ka ilmm rakhain. Dunya ma tijarati mahool se aware rahain. Thesis or peshangoi ko lazmi sunein . Issi ko fundamental analysis kehte hain. In short, is main kissi bhi mulk k political and economical issues and condition ko samney rakha jata ha.
        Last edited by ; 08-04-2019, 05:08 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis

          je bilkul har trader ka apna tareeqah hota ha trading karnay ka to chart ko analyse karnay k main do tareeqah hain aik technical analysis aur dosra fundamental analysis. Jahan tak taluq ha fundamental analysis ka wo to is ka trading ma bohat ahm role ha, fundamental analyse k bagair ap trading theek tarah se kar hi ni saktay hian, fundamental analysis woh hota ha Jis ma ham Kisi bhi currency ki anay wail News aur os country ki economic conditiona dekh kar andah laga saktay hain k market ne next kidhar move karna ha is lye ziadah tar traders fundamental trading pe inhisar kartay hain aur profit earn kartay hian, lakin fundamental analysis pe trade karna khasa risky hota ha to hamain chaye k News pe trades ni karni cahye jab new guzar jaain aur market stable ho jaye tab hi market ma entry leni chaye otherwise market k trend clear honay ka wait kar lena h behtar ha
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis

            g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main jub hum apni trading analysis k sath karty hain tu hmari trading aik achy point par karny k moky hmary samny aty hain q k yah aik online trading bsuiness hai jis main har point ko analysis kar k karna zarori hoti hai jis se hmain apni trading main acha result milta hai tu zarori hai k apni trdaing ko bahtr bnnay k liye anaysis ka use karen or aghr hum fundamentla anlaysis ki bat karen tu yah news ko janny k liye boht acha analysis hai jis main hum market ko achi trha se jaiza kar skty hain r any wali news ko bhi follow kar skty hain jesa k hum sub janty hain k kisi bhi trha ki new trading main asar nadaz karti hai es liye es ko update karna bohtz arori hota hai jis k liye fundamental analysis best option hai
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis

              Han g bilkull esa he hy asan lafzon mein ye k forex markit mein news jo hy yani fundamental aynalises jo hein bohut he ziyada ehmiyat rakhty hein aur in k bina kuch bhi acha trad nahein ki ja sagti
              😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Fundamental analysis woh hoty hain jo news ki base pay hoty hain. jab ap news ko follow karty hain or apny pair ki currencies kay hisab sy un ko chose karty hain tu ap in ko short term or long term dunu mai use kar sakty hain or sath main ap apni trade ko behtar karny kay leye ap scalping be seekh kar kay practice karain or ap achi tarha sy jab high impact news ko folow karty hain tu ap aik time ata hai ap bhout kam time mai scalping kar kay faida otha sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X