new trader ko chaya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new trader ko chaya
    forex main mara phalay bonus ki trader ho rahe hay or jo kuch main na seekha hay who ap say share kerna chati hoon ka new trader ko chaya k who kabi bhi zeyada profit ki koshish na karay
    ager profit point main bi ho to is ko lay lana chaya jasay k point 10 say eik do point bi uper jaya to is trader ko close ker lana chaya
    is say na sarif hummaray experience main ezafa ho ga bulkay hum apna kadum is business main jama sakha ga oar trade kana ka tarika aaya ga

    forex main trade laga na or is say profit hasil kerna eik mushkil kaam hay mager ager hum thora thora profit latain hain to who din b aaya ga jub hum zada bari trade lagana main kabil ho jaya ga
    forex eik assa busniss hay jis main experience bahot zaroori hay her eik k liya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new trader ko chaya

    g han apki bat se main sehmat krta hun frex trading main kamyb hony k liye zarori hai k hum os main apna pahly expiernce gain karen jo hmary akm ata hai or hum apny expiernce se acha profit eran kar skty hain or aghr ew tradors ki bat karen tu unhain kbhi bhi apny profit ka lvel itna high nahi rhkna chahye jis se un ki market un k profit tak kbhi pohmch he na saky es liye profit ka level bhi otna he rakhen jis se apko acha profot mil skay or market k ap k take profit ko hit kar sakey or aghr yahi greed k sath trador zayda points main profot set kar dety hain k hmain acha profot mily ga tu wo kbhi bhi trdaing main kamyb nahi ho skty hain forex aik risky business hai es main bari chalang hmaisha apko nuksan dlati hai
    • #3 Collapse

      Re: new trader ko chaya

      G han new traders key ley Forex business me career key starting me kabi be greed ko apni trading me involve nahi karna chaye aur zeyda profit ki earning ka aim us ki learning aur expernice key bad ka hona chaye, career ko build karny key ley ye bahot zarori hay key zeyda profit earning ko avoid kar dia jaye aur minimum profit ki earning apny analyzing base par hasil karny ki koshish ki jaye agar traders ka aim starting se hi zeyda profit earning ka ho ga to wo kabi be apny career ko build nahi kar saken gey, koshish yahi honi chaye key kam profit earn kia jaye magar regular base par hi earn kia jaye.
      • #4 Collapse

        Re: new trader ko chaya

        forex markit main jo banda bhi kam krta hy usy kam krty waqt tmam forex markit k qwanin ka khayal rakhna chahy tab hi woh us markit main kam yab ho kr naffah kma sakta hy or khas twr par forex markit main trader ky lie bari sosh samanjh kr kam karny ki zarorat hoti hy or bher jo ho bhi abhi new to us ky lie yeh marhala or zara mushkel hy to new tardar ko chahy trad lgany sy pehly mukamal trad ky bary main maelomat ly woh chahy onlain videos dikh sun kar sikhy ya adios likchars sun kar maelomat ly ya keci bok ka shara li jo khas twr py forex markit main trade lga kar paisa kmany ky bary main lekhi gae ho but in sary tariqon sy jo ziyada acha or asani ky sath trade sikhny ka tariqah hy woh hy kamel ustad ka hona zarori hy jo samny baith kar sara tariqah btae keh trade forex markit main is taim lgani chahy or is tariqy sy lgani chahy takeh insan ko naffah hasel ho saky ustad ky mashwry sy chalna chahy
        • #5 Collapse

          Re: new trader ko chaya

          New trader ko chahiay k trading karny kay pehlay trading kay baray men full knowledge hasil karay. Forex kay rules and regulation ko poori tarah jany. Forex trading men honay walay profit aor loss dono ko manege karna sekhay. Kisi kisam ki trade laganay say pehlay us ka bary men mukamil knowledge liay baghair bil kul trade na lagay warna bohat baray loss ko face karna par sakta hay. New trader ko first of all trading aor Forex trading ki qualitative books ka mutalia karna chahiay. New trader ko chahiay k trading kartay waqt small trade karay keun k big trade big rick hay jis men loss kay ziada chance han. New trader ki Successful trade wahi hoti hay soch samajh kar aor juld bazi say na ki jay lehaza usay chahiay k woh trading karty waqt soch samajh kar trade karay aor jald bazi na kary. Trading kay liay kisi achay online broker ka choice zaror karay.
          • #6 Collapse

            Re: new trader ko chaya

            Han g ap ny sahi kaha hai jo new traders hai un ko chahiye k jo b un ko knowledge mila hai ya jo ap ny trading ki hai us ko dusro k sath \roor share kary ta k agar ap koi galti kar rahy hai ya ap ko koi galt information mili hai to ap us sy bach saky or agar ap ko koi information deni ho to dusry ap ko dy.
            Agar ap share kary gy to hi log ap ko koi mashwra dy gy ya ap ko koi new knowledge dy gy or agar ap ko start par thora sa b profit ho raha hai to us ko zaya nahi karna chahiye chahy wo withdraw na ho lekin ap ko trade close kar deni chahiye jab ap ko trading agai to tab ap ly lena zeyada profit.
            • #7 Collapse

              Re: new trader ko chaya

              dear members forex trading me rozana ki buniaad pr naey log shamil hote hain or hr koi different sources se is ki maloomat hasal kr k shamil hone ka irada krta ha. Is liay aik new trader k lia sab se important factor ta ha learning. jitna ziada is kam k bare me knowledge ho ga or jitna ziada is ko seekhne ki lagan ho gi. utni he use trading pr command hasal ho gi. is ko seekhe bger ziada profit hasal krne k chakar men emotional trading krna aik bare nuqsaan k do char kr do char kr sakta ha or ye bat mayoosi ka sabab bnti hai is lia new trader k cahaheay k phle puri tawaja se is kam ko seekhe phr kre
              • #8 Collapse

                Re: new trader ko chaya

                Dear new comers welcome. Ye plateform best plateform ha trading k liay iski wja ha k yahaan faraud or dhoka dahi nahi ha. If you are new, to aap sab se pehle demo account banaein, or us pe paractice karain . Shuru ma aap postein karain or bonus wali amount se trading practicall practice karain. Aap chart observe karna or read karna seekhain. Aap ko indicator learning bhi aani chahiye. Firstly aap ko apne emotions pe control karna, constantly move karna ha. Routine work karain. Discipline k sath chalain. Jitna ho sakay helper k through, video k zariye ya kissi article k through apna knowledge improve krte rahain.
                • #9 Collapse

                  Re: new trader ko chaya

                  yes dear new trader kay liye demo account or forum ki help bohat he best ha or yeh free of cost ek bohat he acha plat form ha jis ki wja say bohat he achi earning ki ja sakti ha is liye i think yeh ek acha or kamyab business ha or new trader ko is mein forum mein hard work kareen learning zyada say zyada hasil kareen or bonus bhe free mein earn kafi acha kar sakty hein uskay bad is mein wait karna chaheye market mein koi bhe trad open karnay say pehly us trad ko judge karna zarori ha jabhi ap sure houn tabhi trad open kareen or hamesha trading tools ko use kar kay jesy kay take profit or stop loss ha inko use kar kay work krna bohat he zarori ha
                  • #10 Collapse

                    Re: new trader ko chaya

                    Ap ki baten kisi had tak thek hain kay trader ko thori thori trading kerni chahye aur trading per tawajah deni chahye na kay profit per. trader ko choti lots say zayada trading kerni chahye na kay bari lot say aik bari trade ki aur us kay bad profit ya loss lay kay khatam ker dia. aisay trading nahi hoti. trader jab choti choti trading keray ga to wo trading kay sath sath experience hasil keray ga. ager wo zayada trade kerta hay to us ka trading main experience bhi zayada hota hay. aur wo usi lehaz say zayada skill hasil kerta hay. jis say trader ki skills polish hoti rehti hain aur trader ko market ka knowledge ata rehta hay. aur wo market ki har traha ki situation say waqif ho jata hay que kay wo har time trading ker raha hota hay. aur jo trader bari lot say trade ker kay 5 ya 10 trade main account khatam ker leta hay us ko kabi bhi wo experience hasil nahi hota jo aik hi account per 100 small trade kernay walay trader ko hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: new trader ko chaya

                      Ager new trader trading kernay say pehlay study ker kay demo account per trading kerta hay to wo apni trading strategy ko hi follow kerta hay aur wo us kay mutabiq hi trade kerta hay. jo trader direct trading main a jatay hain wo aisay 5 aur 10 pip ko lenay kay liye pora account risk per lagaty hain. que kay jis trader ki trade 10 profit main chali jati hay to wo us ko close kenay ki bajaye break even ker deta hay aur market mazeed trade ki favor main chali jati hay to us say trader ka zayda fyeda ho ga. aur ager market revers ho gi to us say trader ki trade break even point per exit ho jaye gi jis syana loss ho ga aur na hi profit. is liye ager 10 trade 10 pip kay profit say close ki jaen aur dosri taraf 10 trade main say 2 trade long move ker jaen aur 8 break even ho jaen to is say idea lagay ja sakta hay kay zadya fyeda dosray tarikay main hay. que kay jab market move kerti hay to wo 100 pip to jati hi hay. is liye ager trader ki accuracy sirf 20 percent bhi ho to bhi account profit main hi ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: new trader ko chaya

                        g han ap ne bilkul darust kaha k forex trading se profit hasil karna boaht hi mushkil kaam ha is ma hamain bohat mehnat karni chaye forex ko seekh kar aur phr demo pe ashi tarah se practice karni chaye tab hi ham forex trading ma kamyab ho saktay hian is lye jo new traders hain woh forex se jaldi zidah se ziadah profit hasil karna chahat hain aur greed ma loss kar jatay hain to un ko chaye ka araam araam se kam karian shurum ma ziadah profit ka lalach na karian balke thodi thodi trades lagaye aur small profit pe hi inhisar karian q k profit hail karna bhoat hi muskhkil ha aur loss karna bohat hi asan hota ha is lye hamesha new traders ko chaye ko woh small lot size ki trade lagaye aur aik limit rakahay profit ki ta k woh forex traiding am aik successful trader ban sakain aur forex trading ma asha profit earn kar sakain
                        • #13 Collapse

                          Re: new trader ko chaya

                          Asalam o alikum sister ap ny bilkal tek kaha hy forex m hamy trading krty wakt jald bazi ni krni chaiy zyada profit hasil krny ki koshish ni krni chaiy hmasha thora or aista aista profit lyna chaiy q k thora profit dar pa hota hy or zyada profit ki koshish m ham bari trade open krny ki wja sy hmasha loss hi rahta hy forex m zyada profit lyna mushkil hy is liay thory pr hi guzara krna chaiy agr hmary pas forex sy mutaliq knowledge or experience ho ga to ham kbi b loss ni kr skty hmasha successful ry k profit hasil krty han to koshish karan zyada sy zyada experience hasil karan tb forex join kr k trading Karan is tra ap perfect trader ban skty han
                          • #14 Collapse

                            Re: new trader ko chaya

                            Forex trading business mai new traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur aik new aur junior trader kay liye aik proper procedure adopt kerna zaruri hota hai. Kiyu kay jabb takk proper procedure adopt na kia jaey uss waqt tak learning aur practice ka sequence nahi banta aur uss kay baghair proper learning bhi nahi ho sakti hai. New aur junior traders ko learning aur knowledge gain kerna chaiye. Phir uss kay baad demo trading account mai practice laazmi hoti hain takay experience aur skill ko behtar ker Lia jaey takay real trading mai uss say faida ho sakey.

                            Forex traders ko apni trading kay start mai trading kertay huay apni trades mai bohat planning aur strategies Banatay hain. Phir trades ko bohat tareekay say manage kerna zaruri hota hai. New aur junior traders ka experience bohat Kamm hota hai jiss ki wajah say unhain kabhi bhi jald baazi nahi dikhaani aur kerni chaiye. New aur junior traders ko Josh ki bajaey hosh say kaam laina chaiye aur over trading say khud ko bohat bachaana chaiye iss Tarah achay business ki base bann jaati hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: new trader ko chaya

                              Dear friends Forex trading Mein new traders ko sabse pahle professional traders ke interviews unke tips or unke kamyabi ke reason Ka Pata Lagana chahie study karna chahie Uske bad University trading main Aakar senior se acche acche question puchne chahie aur unhen study karna chahie Jitna Zyada knowledge gain Karega aur use knowledge ko trading Mein use Karega to experience badhta jaega secondly real account per jaane se pahle demo account mein aur daily base pay practice lazmi hy Takay Jab real account mein jakar trading karen to unhen mushkilat ka Samna Na Ho issi wajah se sequence ke hisab se Aage Aage Jana chahie Takay Zyada nuksan na Karen aur experience strategy planning Kaise istamal karte hue Achcha trader bane.
                              Aur apne liye Achcha Bole Hasil kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X