stop loss and take profit ka istimaal.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss and take profit ka istimaal.
    main ye kehna chahte hun k ap is main stop loss aur take profit tools ko kab istimaal kar sakty hain. wese mere khayal sy jab ap aik lamby time k liye apny trade sy left huny jaa rahy hun to us waqt apko is main in tools ko use karna chahye q k jab ap leave ho jaaty hain to ap ko idea nahi hota k markete kis side par move kar rahi hoti hai.
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss and take profit ka istimaal.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
    main ye kehna chahte hun k ap is main stop loss aur take profit tools ko kab istimaal kar sakty hain. wese mere khayal sy jab ap aik lamby time k liye apny trade sy left huny jaa rahy hun to us waqt apko is main in tools ko use karna chahye q k jab ap leave ho jaaty hain to ap ko idea nahi hota k markete kis side par move kar rahi hoti hai.
    hamesha yaad rakhen ke rokkk thaam nuqsaan paisa managment ka aik hissa hai agar aap ke pesey ke intizam mein ghareeb to phir koi hikmat e amli aap ko faida nahi day ga. nuqsaan band karo –apne account ko margin cal se bachaaye ga. aap kisi bhi jagah jaaney ke liye azad ho saktay hain ke agar aap –apne stap nuqsaan ko muratab karen aur faida athayin. misaal ke tor par agar aap stap nuqsaan ka istemaal nah karen to aap ko –apne pi si ke samnay baithna hoga aur –apne account ko bachanay ke liye poooray din market daykhna hoga. agar aap ko munasib tareeqay se faida uthany aur munasib paisa managment ke lea munasib tareeqay se istemaal karte hain to is ke nuqsaan ko behtar nataij miley .
    • #3 Collapse

      Re: stop loss and take profit ka istimaal.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
      main ye kehna chahte hun k ap is main stop loss aur take profit tools ko kab istimaal kar sakty hain. wese mere khayal sy jab ap aik lamby time k liye apny trade sy left huny jaa rahy hun to us waqt apko is main in tools ko use karna chahye q k jab ap leave ho jaaty hain to ap ko idea nahi hota k markete kis side par move kar rahi hoti hai.
      Stop loss order take profit or trading name what he used to obtain aap Jab Bhi trading current or stop loss of a process Jarur use kare stop loss Lagane ke bahut jyada advantages Hai Is Se traders ko Kabhi Bhi Jyada lost nahi hota aur traders account ke baad marne ke chances chances khatam ho Jate Hain stop-loss Ek acche. Why use karna bahut jyada important agar aap trading karte huye stop loss news nahi karte ho aap ka pant boys hone ke chances in serious ho Jate Hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: stop loss and take profit ka istimaal.

        bhai jan ap ne bilkul theek hi sawal kia he dekho bhai jan jab ham trading karte hen to usi time hamen take profit aor stop loss ka istmal kar sakte hen ye hamen is liye karna hota he ke agar ligt bhi na ho ya phir koi aor majboori ho jaye to hamen trade ka koi bhi preshani nhe hota ....
        • #5 Collapse

          Re: stop loss and take profit ka istimaal.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
          main ye kehna chahte hun k ap is main stop loss aur take profit tools ko kab istimaal kar sakty hain. wese mere khayal sy jab ap aik lamby time k liye apny trade sy left huny jaa rahy hun to us waqt apko is main in tools ko use karna chahye q k jab ap leave ho jaaty hain to ap ko idea nahi hota k markete kis side par move kar rahi hoti hai.
          Assalamualaikum bhai aapne Ek bahut accha Sawal Kiya Hai Uska reply major post hongi usse bahut Sare logo ko information Milegi isliye main aapko appreciate Karti Hoon bhai stop loss or take profit ka use Forex trading Mein Jab Hum trade Lagate Hain toh bahut jyada important Samjha Jata Hai Star Plus trading ka ek Aisa Dil Hai Jis Ke through Hum Apne log ko stop kar sakte hey mean stop loss Agar Hum Apni trading Mein Laga Le Tu Hame loss kaam Hoga ya Shayad nahi hoga aur Agar Hum take profit ka use apni trading Mein karte hain tu usse Hame profit Jyada Hoga Yehi reason hai kis stop loss or trade profit Dono tools trading mein bahut important sakte hain Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: stop loss and take profit ka istimaal.

            Trading kay doran market ki movement kay hisaab se traders apnay trades ko modify kar saktay hain, jis kay liye stop loss aur take profit use ho sakta ha. Stop loss and take profit ko fixed hona bhi nahi chahiye kyun kay ye lazmi nahi ha kay market 100% stop loss ya take profit ko hit karay gi. Traders market ki move dekh kar bhi apni trades ka future jaan saktay hain aur agar unhain ye feel ho kay market un kay against ho gai ha to trade ko close kar dena behtar hota ha, bajaye market kay reverse honay ka wait karnay kay kyun kay is tarhan loss barh jata ha.
            • #7 Collapse

              Re: stop loss and take profit ka istimaal.

              Take profit aur stop loss ka istemal har trade me karna traders key rules me hona chaye, traders key ley ye dono tool account ki safety aur protection key sath risk management me be help de sakty hey, support and resistance level se above ka na to take profit point rakna chaye aur na hi stop loss ka, risk ki calculation kar key per trade ka stop loss aur reward calculation kar key take profit kam se kam point par sett karna chaye, take profit aur stop loss ki setting se pehly news se market key rise hony ya fall hony ka idea lena chaye anady ka take profit aur stop loss use karna traders ko opposite result de sakty hey.
              • #8 Collapse

                Re: stop loss and take profit ka istimaal.

                forex trading main stop loss or take profot do ayse tools hain jin se trading main risk ka factor kam ho jta hai jub k en k without trading main apko loss hony k chances boht zayda hoty hain tu hmain chahye k hum apni trdaing main stop loss or take profit k sath karen ta k hum apni trdaing main risk ko kam kar k trading kar saken.
                stop loss lgany ka fida:
                forex trading main stop loss ko hum es liye set karty hain q k es k istmal se hum apni trading main loss ko lock kar dety hain r kuj point par loss set kar dety hain jis se loss osi point main hota hai zayda loss nahi hota hai or es ka faida yah hota hai k stop loss se hmara ccount bhi wash nahi hota hai .
                take profit k faidy:
                forex trading main take profit ko hum market k hisab se set karty hain market jis point par hmain trend show karti hai osi trend se kuju points main hum apni trading main take profot set kar dety hain jis se market hmary point par any par hmain profit deti hai jis se hum apni marzi se profit ko hasil kar lety hain
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss and take profit ka istimaal.

                  dear stop loss or take profit 2no ek aysy tools hein jin kay bagair ek experience trader kabhi inko use kiye bagair work nahi kary ga is liye is mein acha or hard work karnay kay liye zlarori ha kay is mein hard work kiya jaye then he is mein achi earning ki ja sakti ha is liye hard work or acha experience he apki life change kar sakta ha or is liye apko is mein achi earning kay liye zarori ha kay ap is mein bohat he achi learning hsil kareen or apni har trad mein risk free trading mtlb stop loss ko use kar kay work kareen then ap market mein say bohat he achi earning hasil kar sakty hein so hard work to get sucess easy in forexllllllll
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss and take profit ka istimaal.

                    forex trading main stop loss ki bhi boht ahmiyat hai or take profit ki bhi apni ahmiyat hai or yah donu tools he hmari trading main achy sabit hoty hain tu hmain chahye k apni trading main aghr money mangemnt ko qaim rakhna chahty hain tu apni trdaing main stop loss or take profit ka lazmi use karen jis se hmain darj zeel faidy mil skty hain.
                    1: stop loss se hum apni trading main loss ko lock kar dety hain.
                    2: account wash nahi hota hai.
                    3: take profot se hum apni trading ko proftalbe bna skty hain.
                    4: ap apni trading main money mangemnt kar skty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss and take profit ka istimaal.

                      dear forex trader asslam o alikum umeed karta hoon ap kheriyat say hon gay ap nay achi baat share ki main ap ki baat say agree karta hoon ap nay achi baat share ki kay stop loss or take profit ka use Forex trading Mein Jab Hum trade Lagate Hain toh bahut jyada important Samjha Jata Hai Star Plus trading ka ek Aisa Dil Hai Jis Ke through Hum Apne log ko stop kar sakte hey mean stop loss Agar Hum Apni trading Mein Laga Le Tu Hame loss kaam Hoga ya Shayad nahi hoga aur Agar Hum take profit ka use apni trading Mein karte hain tu usse Hame profit ziada Hoga is liay ham ye donu tool use kartaqy hain jis say hamen bahut ziada faida hasil hota hy is say ham easily trading kar sakty hain kun kay stop loss main ham aik value seat kaar daty hain jis say hamen ziada time bhi nhi daina parhta aur loss bhi kam hotaq hy aur easily ham profit earn kar sakty hain ye donu tool bahiut hi zabardast hain in o use karnay ka treeka ana bahut zaruri hay mry khayal say in kay bagair trading na honay kay brabar hay
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss and take profit ka istimaal.

                        Agar hum trading kerty hien or jab hum as mien aa ker online na hoty hien to hamain as mien forex ki taraf say aik advantage milta hai k hum apna target set ker sakty hien or jab hamain hamara target set ho ker milta hai or jab market wahan per jati hai to hamari trade khud ba khud close ho jati hai stop loss mien hamain loss mien close hoti hai or take profit mien profit mien close ho jati hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss and take profit ka istimaal.

                          Dears, Trading ma stop loss and take profit ka bara ehmm kirdaar ha. Stop loss ka maqsad ye ha k aap agar apne aik order lagaya ha trading ka, or markeet opposite move karti ha to aap ko nuksaan na ho. Or aap jaise thy waisy he rahain. Yani na faida or na nuksaan. Doosri waja ye ha k order laganay k baad agar hum screen ko left kar dete hain to us soorat ma bhi stop loss kaaam aata ha. = You know, aksar log trading mobile phone pe karte hain, kiun k easy to carry ha anytime any where. Agar mobile dead ho jata ,gum ho jata ha, Battery off ho jae, to phir stop loss apka loss nhi honay deta. Or aap safe rehte hain. Take profit aapke profit ma mazeed profit lagata ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss and take profit ka istimaal.

                            Dost main stop loss use karny k haqmen bilkul b nahin hun lekin han take profit ka istemal karna best hai. Q k is k istemal se jab ap market men nahin b hotay to b apki trade profit men he close hoti hai. Jab k stop loss ka mtlb hai k apki trade loss men he close ho gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss and take profit ka istimaal.

                              je bilkul hamain stop loss aur take profit ko hameshah apni trades ma use karna cheye is k bagair hamari trades na mukamal houn gi, stop loss uar take profit money management ka hisah shumar hotay hain, forex market aik risky market ha jahan pe loss ka hamesha option rehta ha to ziadah loss se bachanay k lye traders ko stop loss ko use karna chaye ta k on k account wash honay se bach sakay chun k loss har business k hisah laikin ziadah loss bhi khatarnak hota ha kisi bhi business k lye is lye loss se bachnay k lye hamain stop loss ko use karna chayejahan tak taluq ha take profit ka to apnay profit ko book karnay aur mehfooz karnay k lye hamain take profit k function ko use karna padta ha k market kabhi kabhi aik khas level se wapas ajati ha to is lye apanay profit ko mehfooz bnanay k lye ham take profit ka istmal karna chaye q forex market ka koi kuch pata ni hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X