major mistake of beginner traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    major mistake of beginner traders
    Beginner traders ki major mistakes bahot se hoty hey beginner trader news ki help nahi ley me es ko traders ki major mistake samjta hon, news ko ignore kar dena esi mistake hay jo key traders kar sakty hey es ki waja ye hoti hay key beginner traders ko news ki reading aur understanding easy nahi hota, other mistakes ko per be cover key ja sakty hey magar news key sath touch na rehny ki waja se hamy market ka correct information nahi mil sakti agar news ki reading ki jaye to ko ham apny faidy key ley use kar sakty hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: major mistake of beginner traders

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Beginner traders ki major mistakes bahot se hoty hey beginner trader news ki help nahi ley me es ko traders ki major mistake samjta hon, news ko ignore kar dena esi mistake hay jo key traders kar sakty hey es ki waja ye hoti hay key beginner traders ko news ki reading aur understanding easy nahi hota, other mistakes ko per be cover key ja sakty hey magar news key sath touch na rehny ki waja se hamy market ka correct information nahi mil sakti agar news ki reading ki jaye to ko ham apny faidy key ley use kar sakty hey
    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha dignity adult or senior today be lost ya nuksaan Ka Shikar Hote Hain Jab Koi mistake karte hain aur Agar Hum mistake se bache aur proper Desh Ke Sath trading current O Hume kabhi bhi Insaan nahi ho sakta new trader ek baat Apne mind mein rakh leni chahiye k news ko ignore kar dena Ek bahut badi mistake hoti hai aur beginner readers hi wajah se jyada achha profit Hassan nahi kar sakte hain aur bhi bahut sari mistakes karte hain double minded Hoga trial Karte Hain patience bohot Hai zaroori Cheez Hai Forex trading Main Agar patience se kaam nahi karte to aap ko trading business Mein Kafi pareshani ka Samna karna padta hai
    • #3 Collapse

      Re: major mistake of beginner traders

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Beginner traders ki major mistakes bahot se hoty hey beginner trader news ki help nahi ley me es ko traders ki major mistake samjta hon, news ko ignore kar dena esi mistake hay jo key traders kar sakty hey es ki waja ye hoti hay key beginner traders ko news ki reading aur understanding easy nahi hota, other mistakes ko per be cover key ja sakty hey magar news key sath touch na rehny ki waja se hamy market ka correct information nahi mil sakti agar news ki reading ki jaye to ko ham apny faidy key ley use kar sakty hey
      Assalamualaikum bhai Forex main main bahut Sare new traders aur beginners ko bahut jyada loss face karte huye dekha hai jo bhi beginners aur new traders loss ka Samna karte hain woh Chand bahut kam galti kar Baithe Hain for example laalach karna was Yadav profit Ke Chakkar Mein laalach karte hain Unki trade profit Mein ja rahi ho to wo Aur Zyada profit Hasil karne ke laalach Main Apni trade ko loss Mein bhej Dete Hain aur kuch traders apni load bahut badi Lagate Hain Jaise buddy lot Lagane se profit Jyada hota hai Waise Hi buddy load Lagane se Agar aapki trade co loss Ho Raha Hu Tu Wo bhi double Hota Hai isliye Meri new traders ko ye hai naseehat hai ke wo Jab Bhi trade Lagaye the Woh Soch Samajh Kar Le Gaye aur choti load Kar Le Gaye aur laalach Na Kare Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: major mistake of beginner traders

        G han apny mistakes ko ignore kar dena aur market par tawajo na dena traders key main mistakes hoty hey, mistakes ki information traders ko loss hony key sath ho jati hay esi kesi be mistake ko ignore karny se zeyda acha hay key us ki clarification aur stop karny key ley work kia jaye, traders mistakes khud nahi karty ye mistakes ho jati hey magar traders ko kam se kam apny mistake ka knowledge zaror hona chaye, kesi koi be mistake nahi hay jo control na ho saky, mistakes ko avoid esy traders kar sakty hey jo weekly apni trading performance par nazar rakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: major mistake of beginner traders

          dear forex trader asslam o alikum umeed karta hoon ap kheriyat say hon gay ap nay achi baat share ki main ap ki baat say agree karta hoon ap nay achi baat ki hay bahiut si aisi mistakes hain jo new anay waly members atay hi start kar daty hain aur loss mai chalay jaty hain jis ki waja say wo chor kay chaly jatay hain ya phir loss hi loss main jaty hain un sab maiun say first hamray pass greedy hay kun kay new anay waly members raaton hi raaton main ameer hinay chakron main a jaty hain jis ki waja say loss main chaly jaty hain us kay ilwa hamray pass ye hay hay ham apnay capital ko daikhty hiuay trading nahi kartay jis ki waja say hamra poray ka pora account wash ho jata hy aur is kay ilawa hamray pass information ki kami hay kay knowladge na honay ki waja say bigners trading sahi nahi kar patay aur loss main jatay hain aur is kay ilkawa hamray new biggners k pass experience to hota nahi hay jis ki waja say wo loss main jatay hain to ye chand baten hain jo ka mistakes hain new members ki
          • #6 Collapse

            Re: major mistake of beginner traders

            Major Mistakes of new trader :
            Wesay new trader to boht c mistakes kertay hain. lakin un main say major mistakes nechay bayan ki ja rahi hain:

            a. Knowledge:
            New trader kay pas forex trading ka knowledge nahi hota. wo kabi bhi forex ko seekh ker nahi kerta wo bus chand chezon ko seekhta hay aur trading shoro ker deta hay.

            b. Software:
            New trader ko trading software ka bhi mukamal use nahi ata. wo software kay tools ko na use kerna seekhta hay aur na hi un ka ilam hota hay.

            c. Trading practice:
            New trader trading kay liye demo account per ya to pora time nahi deta ya phir demo trading kerta hi nahi hay jis say wo kamayab trading nahi ker pata.
            • #7 Collapse

              Re: major mistake of beginner traders

              Forex bohat hi complicated sa work ha jis ma hamain soch samajh k order lagana hota ha hamari choti si mistake se ham bohat sa loss kar jatay hian to new traders generally forex market ma loss kartay hain is ki kuch reasons hain like
              == market ko analyse na karna sab se badi mistake hoti ha forex market ma loss ki, q k new traders jaldi ma orders lagatay hian is lye woh loss kartay hian
              == big lot size ka use karna bhi aik important factor h jis ki wajah se new traders loss kartay hian to woh lalch ma loss kar jatay hain
              == stop loss ka use na karna: new traders stop loss laganay pe tawajah ni detay jis ki wajah se woh trading ma market opposite direction pe chal padti ha jis ki waja se loss hota ha
              == Greed: new traders thoday se time ma ziadah profit kamana chahtay haiin aur greed kartay hian jis ki wajah se on ko loss hot ha
              • #8 Collapse

                Re: major mistake of beginner traders

                Dear forex friends, Beginner to one hundered and ten percent ghalti krte hain jiski waja se woh nuksaan ka samna krte hain, uski waja ha, k woh markeet ki future health ko nagi dekhte or order laga dete hain, markeet sudden change se unko loss ho jata ha. Second ye k sometimes aap double mindness ka shikaar bhi hoty hn, esi soorat ma ruk jaein, khud ko fresh karain,or cool mind ho k trade ko again join kar lein kuch dair baad. Third Laluch aap ki aqal ko kha jati ha or ye ho jata ha. Aap trends or events o analyse nhi krte , phir bhi loss ki soorat hi samne aati ha. Or trade relevent news ki awareness bahut bahut ehmm ha. Tabhi to aap markeet ki future health or apna plan decide karain ge agar aapko in baaton ka pata hoga . Aakhri baat beginner k lie, k aap savar k sath or discipline k sath chalain to profit yakeeni ha.
                • #9 Collapse

                  Re: major mistake of beginner traders

                  Jei han major mistake of beginner trader yeh hay k woh Forex trading kay poori tah knowledge kay baghair trading start kar datay han aor trading kay rules and regulation say waif na honay ki waja say loss uthatay han. Forex knowledge ka hona har beginner trader kaliay bay had zarori hay us ko yeh janana boht zarori hay k trading kab aor kesay karni chahiay kis cheez par aor kab trade lagani chahiay kon si trade profitable hay aor kon si trade loss able jab k new trader aksar yeh mistake zaror kartay han k woh bas thora sa forex kay bary men sun suna kar aor kisi senior say mashwara kiay bagair, Internet say hi thora bohat jan kar trading karna shuru kar detay han jis say woh ghalt trade laga detay han jis say trading men loss ho jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: major mistake of beginner traders

                    Beginner traders ke major mistakes boht ziada hoti hain jin ke waja say wo achanak boht ziada loss kar kay forex market ko hamesha kay liye chor jaty hain. sab say bari mistake yeh hoti hay kay aksar new traders knowledge hasil kiye baghair aur demo account par practice kiye baghair he live trading start kar dety hain jo kay un ky loss kay sab say bari waja banti hay. aur doosri major mistake yeh hoti hay kay market ko analyze kiye baghair he small account balance hony kay bawajood volume size bara select kar lety hain aur chand he lamhon main apna loss kar bethty hain. aur ek aur major mistake ye karty hain kay stop loss aur take profit ka istemal ya to siry say ni karty ya phr lagana bhool jaty hain jis ke waja say bhi aksar loss ho jata hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: major mistake of beginner traders

                      Bilkull sir g news aik big fact hy forex trading market mein hum tecnical aynalises ko gor sy kiye bina bhi dekh sagty hein but news news aik esa fact hy trading ka jis ko agar chora jaye to bohut ziyada loss ho sagta hy isi liye news is very important
                      😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                      • #12 Collapse

                        Re: major mistake of beginner traders

                        beginner traders Hamesha news ko ignore karte hain aur na hi learning aur experience per focus rakhte Hain Forex trading business course join kurti new traders earning ka sochte Hain Aise traders Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki unke pass knowledge aur information Nahin Hoti Jis ko use Karke profitable trade select ki Ja sakti hai Hamesha dusron per depend karte hain aur FIR loss ki vajah se dusron ko blame Karte Hain Aise traders ko chahie ki vah pahle apni learning aur knowledge ko improve Karen then earning ka Sucho aur sath sath market news ko analysis karte hue future forecast Karen aur profitable trade select Karke Achcha profit answer Karen knowledge or experience on news analysis ke Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: major mistake of beginner traders

                          beginner traders Hamesha news ko ignore karte hain aur na hi learning aur experience per focus rakhte Hain Forex trading business course join kurti new traders earning ka sochte Hain Aise traders Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki unke pass knowledge aur information Nahin Hoti Jis ko use Karke profitable trade select ki Ja sakti hai Hamesha dusron per depend karte hain aur FIR loss ki vajah se dusron ko blame Karte Hain Aise traders ko chahie ki vah pahle apni learning aur knowledge ko improve Karen then earning ka Sucho aur sath sath market news ko analysis karte hue future forecast Karen aur profitable trade select Karke Achcha profit answer Karen knowledge or experience on news analysis ke Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: major mistake of beginner traders

                            bhai jan mera tu yah khyal hai k jo new mambers hoty hain un ki sub se bari galti yah hoti hai k wo aty he es liye hai k hum apni trading kar k aik he din main yah aik he rat main amer ho jaengy os k liye wo apni trdaing ko bary poin par rakh kar karty hain bari lot k stah trading karty hain jub wo aysa karty hai tu un ko aty he loss ho jata hai r baz tu kuj he trades k bad apny account ko he wash krwa lety hain tu hmain chahye k hum apni trdaing main ayse point par rah kar api trdaing ka agaz kare k hum aghr proft eran nahi kar pa rahy tu koi bat nahi laken loss bhi na ho q k new commers ko loss hota bhi zyda hai tu aghrap chahy hain k ap apni rdaing main kamyab hona chahty hain tu apko apni trdaing ko bahtr krna hoga jitna ap apni trdaing ko bahtr kar k karengy otna he ap apni trdaing main kamayb bhi hungy or apko loss bhi nahi hoga tu paly trdaing ko sikhen os k bad apni trdaing karen ayse loss hony k chnaces boht kam ho jaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: major mistake of beginner traders

                              Dear friend jo bi new trader aata ha forex trading main proper money management or risk management sy trading ni karta ha balky tohra both seek k phr start karty han market ka andaza ni hota ha kase kase movement karti ha or is k alawa jo bi new trader aata ha wo rat o rat ameer bana chahty ha is ley bagar knowledge or experience or forex trading ko samjny bagar trading karty han to uny ziada sy ziada loss hota ha is ley jo bi new trader ho usy chae ha pehly small lots sy trading karny or is k ley sath main proper stop loss or take profit istamal karny gy to ap ka account bilkal safe ho ga or ap ko ziada sy ziada loss ni hota ha or behtar trading kar k ache earning kar sakeny or

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X