Market agar short time period me quickly up ya down move kary to hamy ye samjny me der nahi karni chaye key market ki volatility increase ho gai hay market ki volatility ko indicators signals se be measure kia ja sakta hay, every market session me market ki volatility different note ki ja sakti hay, agar market quickly up down short time period me move nahi karti to volatility ki average kam ho sakti hay volatility indicators market ki volatility key indication dety hey popular volatility indicators me Bollinger bands aur ATR indicator market ki behter volatility information de sakty hey.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим