high profit goals ki chasing
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    high profit goals ki chasing
    Mostly beginners ki trading me dekny me aya hay key us ka trading plan aur trading performance bilkul be correct positive result de raha hota hay aur wo kesi kisam ki koi ghalti be nahi karty magar 1 week tak musalsal profit targets ko pora karny se un ka confidence enta over ho jata hay key next week wo apny profit targets limits me ezafa kar lety hey high profit targets ko chase karny key ley esy traders short period me over trading ki waja se us ka previous profit be loss ho jata hay ye bilkul be ghalat hay traders ko apny profit targets rules aur strategies me es time tak changing nahi karni chaye jab tak trading performance me kami na aye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: high profit goals ki chasing

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    Reading karte huye Jyada profit banana Mushkil Hota Hai traders ko chahiye K trading Karke Hamesha Itna profit banane ke try Kare Jo reasonable deho for Jiske Liye bahut jyada risk Bhi Na Lena Pade trading Karke Jab aap reasonable profit profit Banayenge to profit banana Aasan Ho Jayega aur trading karna Bhi asaan Hoga aur reasonable profit agar aap consistency kaise banaye to Woh Bada profit 1 time Banane se bahut jyada Bada Hota Hai isliye try Karenge training karte huye reasonable profit his Banaye
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: high profit goals ki chasing

      je bilkul hamain trading kartay waqt boht sari baton ko zehn ma rakhna padta ha tab hi ham profit bana saktay hian is lye hamari choti se mistake se ham boaht baday loss ma ja saktay hian is lye hamain chaye k koi bhi step lain to hamain bohat care k sath uthana chaye
      == hamesha lambay profit k chakar ma ni padna chaye
      == market ko watch kar k analyse kar k support aur resistance levels ko check kar k hamain profit ki limit rakhni chaye
      == kabhi bhi high profit ki taraf ni jana chaye thoday se profit ko hi ghaneemat samjhna chaye
      == greed se avoid karna chaye q is se hamain loss ho skata ha
      == capital k hisab se hamain trading ma lot size ko select karna chaye
      == best signals k lye hamain wait karna chaye jahan signals milain waha trades lagana chaye
      • #4 Collapse

        Re: high profit goals ki chasing

        g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun ap ny jo bat ki hai har tradors main yah adat hoti hai k wo aik sequence se profit earn karty hain tu un ko lgta hai k wo aik boht he kamyb tradr bna chuky hai jis k bad un ka jo confidence level hota hai wo boht he barh jta hai jis se wo apni trading main risk ka factor boht high rakhty hain jis se n ko profit k bad loss hona satart ho jta hai or main en sub points ko lalach ka name deta hun q k jub hmain thora milny lag jta hai tu hum boht ki chahat main mazzed koi na koi galat qadm otha lety ai jis se hmain masla bnta hai tu hmaisha apny trading targets ko level par rakh kar karen jis se apko loss nahi hta hai or ap bgair lalach k kamyb hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: high profit goals ki chasing

          Dear, Forex main aap jo goals banatey hain, to yaad rakhain k uske liay sath Plan bhi karain. Money management plan , your trading sequence sub kuch plan ho. Uske sath kitna Lot lagate hain aap, ye bhi profit k liay depend karta ha. Agar apka account heavy ha to aap big lot select karain. Q k laluch aap ko chain se nahi baithnay deta, isko jitna ho sakay trading se door rakhain. Aur FOR EXAMPLE, aap ne profit target 10 dollars rakha ha, agar 8 dollars profit k baad markert oppositely move karna shuru ho jati ha to aap mukhtassar profit pe manage kar lain. Ye na ho k ye profit bhi loss ho jae. Yahan is plateform pe aap bahut sari earning kar sakte hain apni zahanat k istemal se.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: high profit goals ki chasing

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Mostly beginners ki trading me dekny me aya hay key us ka trading plan aur trading performance bilkul be correct positive result de raha hota hay aur wo kesi kisam ki koi ghalti be nahi karty magar 1 week tak musalsal profit targets ko pora karny se un ka confidence enta over ho jata hay key next week wo apny profit targets limits me ezafa kar lety hey high profit targets ko chase karny key ley esy traders short period me over trading ki waja se us ka previous profit be loss ho jata hay ye bilkul be ghalat hay traders ko apny profit targets rules aur strategies me es time tak changing nahi karni chaye jab tak trading performance me kami na aye.
            Bilkull ap ki bat sahi hy jo traders bar bar kisi bhi trading stregities mein changing karta hy wo kabhi profit nahein kar sagta sahi sy kiyon kesa ap ny kaha stregities per chalny sy kuch profit to ata hy lekin jub profit ata hy to lalach ata hy tub ja k stregities mein changing ati hein us k bad jo bhi profit howa hota hy wo bhi loss ho jata hy
            😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍

            اب آن لائن

            Working...
            X