What is the US Dollar Index?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the US Dollar Index?
    What is the US Dollar Index?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is the US Dollar Index?

    Forex market main jitnay bhi trading kay liye currencies hoti hain wo pair main hain. ager aik currency ko sell kia jata hay to us kay badlay main dosri ko bauy kerna perta hay. jis ki waja say currency kay pair hotay hain.

    US doller Index :

    US doller ka baik tamam currency kay lehaz say aik pair banta hay jis main bakir tamam currency aur US doller ka pair hota hay. is say doller ki value ka pata chalta hay kay doller tamam currency kay lehaz say over all week hay ya strong hay. aur yeah pair trade bhi kia jata ahy.

    Boht say trader trading kay liye doller index ko boht ahm samagtay hain jo kay use less hay. que kay doller ki move baki tamam currency kay lehaz say aur aik khas currency kay lehaz say mukhtalif hoti hay. is liye is pair ko kisi aur pair kay analysis ya trading kay liye use kerna meray khayal main sahi nahi hay.
    • #3 Collapse

      Re: What is the US Dollar Index?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: samy4 پيغام ديکھيے
      What is the US Dollar Index?
      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne Jaiswal Kiya Hai Iske baare mein aapko batata chalunga forex market Mein jitne bhi trading ke liye currencies used hote hain UN Mein Ek pair banta hai aur us mein jo pyar banta hai usse Pehle US dollar Laga hota hai usse Hum US dollar index kehte hain Agar currency Kaushal Kiya jata hai to us Ke Badle Doosre ko by karna padta hai Jiski wajah se currency compare Hote Hain US dollar currency Kaise banta hai currency pair USD Laga Hoga Samaj Leke US dollar index Euro USD GBP USD Islam bahut sara Pyar Hai Jinke Saath USD Laga hota hai iska matlab yeh hai ki yeh dollar index hai
      • #4 Collapse

        Re: What is the US Dollar Index?

        US dollar index

        US Dollar index me group currencies (currencies basket) se US dollar ki price value ko measure kia jata hay, US dollar index ko 1973 me start kia gia, US dollar index ka basic concept ye hey key US dollar index ki waja se traders ko US dollar currency ki value ko monitor karna allow ho saky, US dollar index me group currencies ko US dollar key sath compare kia jata hay aur six major currencies ki price value key sath es ki calculation ki jati hay, US dollar index me group currencies ki prices me US dollar aur es se related currencies ki movement ka andaza lagaya ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: What is the US Dollar Index?

          Us index ka matlab ha k US dollar ko measure karnay ka lye US index separate pair bnaya jata ha jis ma US dollar ki strength ka andazah lagaya jata ha q k most of currencies ma US dollar ko use kar k pair banaya jata ha to is lye os pairs ma US dollar ki strengh ko janany k lye US index alehada banya gia ha k US dollar ma kiti trade howi ha aur US dollar ki power kitni ha to US index ma spread bohat zidah hota ha
          == traders US index ko baqi currencies k trend ko identify karnay k lye use kartay hian
          == kuch currency US dollar k against move kartay hian is lye asani k sath un ki movement ka andazah ho jata ha
          == US index pe bhi trade hoti ha lakin is ma risk ka ziadah chance hota ha
          • #6 Collapse

            Re: What is the US Dollar Index?

            US dollar index :

            Jesa kay nam say hi nazar a raha hay kay yeah aik index hay aur us ka mukablay doller say hay. asan alfaz main yeah kaha ja sakta hay kay market main tamam currencies kay mukablay main dollar ki jo value hay wo is chart say ya dollar index kay chart say pata chalti hay.

            Dollat index aik trading pair hay aur boht say trader is ko trade bhi kertay hain. que kay yeah pair doller vs all forex currencies kay sath mil ker banta hay.

            Boht say trader forex trading main kisi currency per trade lenay say pehlay aur khas ker kisi major pair per jis mai doller hota hay perhlay doller index ko dekhtay hian aur us say idea letay hain kay doller k over all strength kia hay. aur wo us ki strength kay lehaz say market kay us pair main entry letay hai. Dollar index kay pair ko aik tool ki trah say bhi istamaal kia jata hay.
            • #7 Collapse

              Re: What is the US Dollar Index?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: samy4 پيغام ديکھيے
              What is the US Dollar Index?
              US dollar index isko kehte hain Jahan Pe US dollar ke baare mein information de rahi Hoti Hai wahan pe aapko chat bhi Nazar aayega please main aap US dollar ki history ko dekh sakte hain ke US dollar kab up gaya tha aur kab down gaya tha Uske ilava wahan pe US dollar ki 52 weeks ki puri Chaat Diya hota hai jis mein uska highest or lowest likha Hota Hai US dollar index ke boss se analyst City analysis video Hote Hai Ke US dollar ki next kya position ho sakti hai ya Ye Kaha Tak Ja sakta hai US dollar index trading Mein coffee helpful Sadiq ho sakta hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: What is the US Dollar Index?

                Forex trading mein currencies ki solo strength kay bajaye currencies ko aik dusray se compare kiya jata ha, jis ko currencies index kaha jata ha. Euro Index aur Dollar index 2 sab se strong indexes hain, jin mein central currency ko dusri currencies se compare kar kay index ki price set hoti ha. US dollar index bhi trade able ha, is ki value usually 80-100 kay darmiyan move karti ha. Dollar aur dusri strong economies ki currencies ki waja se ye index price aik limit mein rehti ha, kyun kay dollar bohot strong currency ha, aur is kay index mein dusri currencies ki waja se is ki price balanced rehti ha.

                اب آن لائن

                Working...
                X