Re: Selling orders me stop loss kesy level par lagana chaye?
trader nay jab bhi koe trade lagani hoti hay to us ko koe indicator ya koe pattern dekh ker hi andaza hota hay kay yeah entry point hay aur wo us jaga say market main entry leta hay. same usi tarah say jab trader entry ker leta hay to us ko yea andaza bhi hona chaye kay ager market reverse ho gai to kis level ta mutwaka hay kay wapas a jaye gi aur phir trade ki favor main chali jaye gi. aur ager us level sa nechay gir gai to phir meri trade exit ho jani chahye que kay phir wapsi kay chances boht kam ho gay. trader ko is kay liye study kena hoti hay aur us kay bad aisay level bhi hi stop loss lagaya jata hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим