Bearish movement ki waja se strong se strong support level be break ho sakta hay aur jab esa level break ho jata hay to market ka ye resistance level ho jata hay aur market new support level ki talash me mazeed down ja sakti hay jab tak market ko new support level ko find karny me kamyabi nahi mil jati market kabi be ye resistance level ko break nahi kar sakti, market key dono levels support and resistance jab define ho jaty hey to market movement ki range esi dono levels key darmeyan me hi rehti hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим