Effective technical indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Effective technical indicators
    Every traders ko ye information honi chaye key esy four effective indicators be hey jo key market ko correct analyzing key ley use key ja sakty hey, khas kar new traders ko esy indicators ka zeyda faida ho sakta hay,

    1. MACD
    2. RSI
    3. Moving average
    4. Stochastic Slow

    ye esy indicators professional traders ne discover key hey jo key bahot hi acha result de sakty hey aur market me trading par asaar andaz hony ki complete capacity rakty hey, ye four indicators ko download karny ki zarorat be nahi instaforex ne ye facility MT 4 terminal me hi provide ki hoti hay, simply ye indicators chart me use key ja sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Effective technical indicators

    Oscillators are the most common technical indicators, generally linked to a given range. Often there is a full range between two values that represent peak buying and selling conditions. There is usually a type of line or indicator that lets you know when the market may be a bit far away in one range or another. It may include some examples of the Stochastic Oscillator, the MACD and the CCI. While it may measure the conditions of saturation in buying and selling with different formats, it eventually works the same way.
    • #3 Collapse

      Re: Effective technical indicators

      G han jnb aap nain bht achi bt share ki hai yeah 4 indicator is waqat forex main bht effective hain inko use kar k hum effective trading kar saktay hain in main say Jo sub easy aur best indicator hai woh hai RSI.
      Is main simply aapko do value Di hoti hain aik ko hum 0 kehtay hain jub k doosri ko 100 kaha jata hai.
      Lakin is main Jo value maximum trader select kartay hain in main say aik 30 hai aur second one 70 hai. Jub bhi trade 30 k pass phonchayga to yeah buy main nikal jayegi trade aur jub yeah 30 ko Cross kar k 20 pr phonch jayegi to yeah overbought hogi.
      Similerly jub yeah value 70 k pass phonchayga to udher say sell ko niklaygi aur aur jub yeah 70 ko Cross kar k 80 pr phonchayga to over sell ho jayegi.
      Umeed hai aap ko post achi lagi Hogi.
      • #4 Collapse

        Re: Effective technical indicators

        Oscillators are the most not unusual technical signs, generally related to a given variety. regularly there may be a full range between two values that represent peak shopping for and selling situations. There is usually a form of line or indicator that helps you to realize when the market can be a piece a long way away in a single range or some other. it can encompass some examples of the Stochastic Oscillator, the MACD and the CCI. whilst it may degree the conditions of saturation in buying and promoting with distinct codecs, it in the end works the identical way.
        • #5 Collapse

          Re: Effective technical indicators

          G han jo be effective indicators hey ye easily Terminal me hoty hey, RSI key sath trend indicators aur momentum indicators be hey jo key market conditions key different technique se calculation kar sakty hey, har indicator ka formula different hota hay RSI market key esy levels ka bata sakta hay jaha se market ne reverse move leni ho, moving average ki agar ham bat karen to market ki kesi be strong new trend ko find karny me es indicator ki technique ko popular samja jata hay jab key MACD indicator new trend ki finding key sath es ki conformation ko zeyda strong technique key ley use kia jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Effective technical indicators

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Every traders ko ye information honi chaye key esy four effective indicators be hey jo key market ko correct analyzing key ley use key ja sakty hey, khas kar new traders ko esy indicators ka zeyda faida ho sakta hay,

            1. MACD
            2. RSI
            3. Moving average
            4. Stochastic Slow

            ye esy indicators professional traders ne discover key hey jo key bahot hi acha result de sakty hey aur market me trading par asaar andaz hony ki complete capacity rakty hey, ye four indicators ko download karny ki zarorat be nahi instaforex ne ye facility MT 4 terminal me hi provide ki hoti hay, simply ye indicators chart me use key ja sakty hey.
            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne Jine indicators ke baare mein Bataye Hai Yeh Sab indicator Hai best hain lekin Agar Hum indicators to use karne ke Baje Aapne aap main Bali Tor par Forex trading ki knowledge ko Hasil Karte Hain To Hame Bhi Jyada accha Andaaz all gane ka mauka De Deti Hai professional traders jyadatar Apne manually indicating system ko use karte hain Jisko wo Forex Chahat ke zariye analyse Karte Hain aur Mere Khayal mein bhi Aisa karna dost ho sakta hai agar aap Forex Chahat Se Apne analysis Kare aur indication Hasil kare
            • #7 Collapse

              Re: Effective technical indicators

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Every traders ko ye information honi chaye key esy four effective indicators be hey jo key market ko correct analyzing key ley use key ja sakty hey, khas kar new traders ko esy indicators ka zeyda faida ho sakta hay,

              1. MACD
              2. RSI
              3. Moving average
              4. Stochastic Slow

              ye esy indicators professional traders ne discover key hey jo key bahot hi acha result de sakty hey aur market me trading par asaar andaz hony ki complete capacity rakty hey, ye four indicators ko download karny ki zarorat be nahi instaforex ne ye facility MT 4 terminal me hi provide ki hoti hay, simply ye indicators chart me use key ja sakty hey.
              Forex trading Mein trading karne ke liye bahut Sare indicators maujood hai RSI alligator borisaler Barbie market mein bahut Sare indicators hai bahut Sare traders trading karne ke liye indicators for use karte hain Woh Humse help lete hain lekin traders ko ek baar apne mind mein rakhni chahiye ki koi bhi indicator hundred percent right nahi hota Kisi bhi indicator for use Karke traders call loss ho sakta hai isliye ek baat Apne Mann Mein Rakhe Kisi bhi indicator 200% rice Na Samjhe
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Effective technical indicators

                Forex trading main Developers ne apnay clients or workers ki asaani k liay bahut saray indicators or symbols ko mutaraf karwaya ha, Jin ki waja trading ma profit hasil karne k liay asaani paida hui ha. Important technical indicators ye hain:
                Fibonacci indicator: price levels main ooper ya neechay chalti ha, in levels ko ham Fibonacci kehte hain, ye percentage ma hota ha i.e 38.2 %
                MACD indicator: ye histogram main sabaz rang ki lines hoti hn.
                SAR indicator
                SCOCHISTIC : iski reading hoti ha jo k 0 se 100 tak hoti ha. Or selling or buying condition show krti ha yani 22 se neechay ho to over sold or agar 80 se oper jae yo over bought ho jata ha.
                Last edited by ; 13-04-2019, 03:13 AM.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Effective technical indicators

                  Forex market main wohi traders kamyab hoty hain jo market ko accurate analyze karny ke salahiyat rakhty hain aur especially market ke future movement ko predict karny ke quality rakhty hain. Market ka sahi andaza lagany kay liye technical indicators sab say ziada kam aty hain aur trader ke is ziman main boht help karty hain. Technical indicator jo kay mery hisab say boht he ziada effectice hain aur jin ke aksar new traders ko bhi smajh a jati hay aur un ko ba asani use bhi kiya ja sakta hay wo yeh hain. 1.Relative Strength Indicator(RSI), 2.Stochastic Indicator 3.Moving Average. yeh 3 indicators boht he shandar kirdar ada karty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X