Successful trading ka golden rule

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful trading ka golden rule
    Luck par depend na karny ka rule hona chaye ye esa rule hay jo key hamy market ki analyzing aur mazeed learning karny par majboor kar sakta hay, luck par depend karny ki waja se ham hardworking karny se to khud ko mehfooz kar lety hey magar es ka effect hamary open key gaye trades par ho sakta hay, jo be trade luck par up direction ya down direction me open kia ho 10% hi ye koch time key ley profit me zaror ja sakta hay magar market analyzing na hony ki waja se esy orders loss me aur account wash hony key sath auto close ho jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Successful trading ka golden rule

    G han jnb aap nain bht achi bt share ki hai main aapki bt sy agree krta hun kisi bhi account ko wash honain say bacha nain k liyre ya grwoth k liye kuch golden rules hain jin ko follow karnan bht zaroori hain.
    1 without analysis k koi trade put nan karain.
    2 trade put karnain k baad bhi market ko analyse kartay rahen.
    3 trade put kartay waqat lot size ka khiyal karain aur apnain capital k mutabiq rakhnain.
    4 sl or tp laazmi set karain.
    5 correct entry point aur exit point mind main rakhnain.
    Umeed hai aapko post achi lagi hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Successful trading ka golden rule

      je ap ne boaht hi informative baat ki ha k hamain luck pe bilkul bhi depend ni karna chaye q k forex aik proper business ha jis ma hamain aik professional trader ki tarah kaam karna chaye aur forex k rules aur regulations ko follow karna chaye, agar ham luck pe depend karain to hamain forex ma bohat hi loss ho sakta ha aur hamari trading skill effect hoti hai is lye hamain forex ma kam karnay ma darj zail rules ko follow karna chaye
      == trend ko identify kye bagair market ma bilkul bhi entry na lain
      == trading signals ka wait karain
      == good movement ka wait karian
      == take profit aur stopp loss k use lazmi karian
      == kabhi bhi big lot size ki trade mat lagaye
      === greed se avoid karain
      • #4 Collapse

        Re: Successful trading ka golden rule

        Luck pr tou depend krna hi nhi chahiye forex mein. Luck pr agr trading krni hai yeh tou ek tarha ka satta hai. Kaam wohi hota hai jo mehnat sy or akalmandi sy khud kiya jaye. Jo trade analyze kr k ki jati hai or jis k bary mein market ka pata hota hai wohi successful rehti hai. isi liye tou forex mein different indicators or charts hoty hain k luck pr trade krny sy gurez kiya jaye or achi trha soch smjh kr learn kr k or apny previous experience ki bhi madad sy trade ki jaye us sy loss k chances bht kum ho jaty hain. Mera khyaal hai trade hmesha tb krni chahiye jb hum market k bary mein pooray confident hoty hain k yeh hamary haq mein hi jaye gi. agar dil mein doubt ho k kuch bhi ho sakta hai tou aisi soorat mein wait krna ziada behtar or mufeed rehta hai. is k sath sath ziada profit k lalach mein ja k pips barha dena bhi bewakufi hoti hai. kum profit ki safe trading hi best rehti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Successful trading ka golden rule

          dear yehi bat ha kiyon kay bohat say log luck pay depend rehty hein is liye market mein rules ko follow kar kay work kiya jaye bohat he achi earning ki ja sakti ha isi tarha trading mein golden rules i think kay
          1 demo practice ka hona jabhi apkay pass acha practice ho to ap is mein achi earning kar skaty hein
          2 forex mein achi earning karna koi mushkil kam nahi lekin acha backup ka hona bohat he zarori ha jabhi acha backup hoga ap achi earning kar sakty hein
          3 forex mein learning knowledge hona bohat he zarori ha kiyon kay knowledge hogga tabhi ap market mein trading perfecdt kar sakeen gay toolls ko use karna bohat he important ha jesy kay stop loss ek golden rule ha jo kay har trad mein lgana bohat he zarori ha
          • #6 Collapse

            Re: Successful trading ka golden rule

            If you rely on Forex and intend to make serious attempts, you should show your seriousness and plan. Do not start trading without developing a strategy and money management techniques. Regardless of your skill or natural instinct in trading, remember that you will lose, and you will lose more than once. The important question now and this is what distinguishes the novice from the experienced, how will deal with these losing deals? Will you force your account to close because you have faced 5 losing deals? If you say yes, you are wrong. If you decide to risk 10% of your total account in each transaction, with a simple equation you will lose everything after 10 losing trades. Now imagine that you did the same but risked only 5% of your total transaction. You have doubled your chances of profit or reduced your chances of covering coverage by half.
            • #7 Collapse

              Re: Successful trading ka golden rule

              success par rely na karny ka rule hona chaye ye esa rule hay jo key hamy marketplace ki studying aur mazeed gaining knowledge of karny par majboor kar sakta hay, success par depend karny ki waja se ham hardworking karny se to khud ko mehfooz kar lety howdy magar es ka effect hamary open key gaye trades par ho sakta hay, jo be alternate good fortune par up course ya down direction me open kia ho 10% hello ye koch time key ley earnings me zaror ja sakta hay magar market reading na hony ki waja se esy orders loss me aur account wash hony key sath automobile close ho jaty hello.
              • #8 Collapse

                Re: Successful trading ka golden rule

                Trading main asool ko follow kia jata ha jisko khilaaf warzi apko nuksaan deti ha. Is mai kuch golden rules hain jin pe amal karna bahut faida mand ha.
                1. Create Demo account or practically experience karain.
                2. Dosroon ki ghalti se seekhain or unko dohranayki ghalti na karain.
                3. Stop loss SL tool ka lazmi istemaal karain, ye apke account ka muhafiz ha.
                4. Profit ka daily target set karain or usko achieve karain. Near about achieve karna bhi kaafi samjhain.
                5. Laluch se bechain. Or apni feelings ko control ma rakhain.
                6. Trends or indicators ko follow karain. Markeet k mukhaliff na jaein.
                7. Two ya three indicators ko combine karain. Agar wo difference dikha raha hoon to trade na lagaein.
                8. Update rahain markeet news se. Or future health ko bareek beeni se analyse karna chahiye apko .
                9. Trading techniques or fundamentals k baarey main lazmi ilmm rakhain.
                10. Wait for good entry point . Sabar se achay waqt ka intekhaab karain.
                11. Risk ko under control rakhain. Barha risk na lein.

                In pe amal kar k aap stable reg sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Successful trading ka golden rule

                  Successful trading kay golden rules to ziada behtar senior member jantay hon gay albata jo maray knowledge main han woh darj zail han.
                  1. Sab say pehlay trading start kanay kay liay trading ka poori taran knowledge hasil kar lena chahiay trading kay baray main mukaml ilam rakhna successful trading kay liay boht zarori hay.
                  2. Pehli dafa trading start kartay waqt kabhi bhi big trade nahen lagani chahiay kun k kam knowledge aor experience na honay ki waja say trading thek nahen hoti jis say loss kay khatrat ziada hotay han.
                  3. Trading main kabhi bhi big profit ka lalach na karen kun keh ziada profit hasil karanay kay lalach main aksar trader mistakes kar bethtay han jis say loss hi hota hay.
                  4. Trade lagany say pehlay market ki movement dekhna bohat zarori hay.
                  5. Agar market ki movement low hay to kabhi bhi trade na lagayn aor market ki movement up honay ka wait karen.
                  6. Trading main jaldbazi ka kam mat len.
                  • #10 Collapse

                    Re: Successful trading ka golden rule

                    forex trading main loss hony ki boht se ajohat ho skti hain jis main loss hony ki sub se bari wjah hmari laprwahi hoti hai jis se hum os point ko sahi traiky se analysis nahi karty hain or apni trading k bad yah akh dety hain k lck hoi tu hmain profit mil jya ga jub aysa karny se ne tu hum apni trading ko bahtr bna skty hain or na her hum main trading ko sikhny ki capibility barhti hai tu hmaisha pani trdaing kko bahtr banny k liye mahnt karen or jitna ho skta hai otna he apni trading ko sikh kar karen luck par depend karny se apko apni trading main kbhi bhi profit nahi milta hai es k liye apko mahnt karna parhti hai or ap os main aik trah se bahtr tarky se trading karny k bad acha profit bhi earn karny main kamyb ho jaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Successful trading ka golden rule

                      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon forex trading main successful hon k ley sab sy pehly ap ko learning karni ho ge ap ko seekna ho ga k analysis kase karty han phr is k mutabiq trade open karni ho ge jab tak ap learning no karny gy analysis Ni karny gy to successfull ni ho sakty han ap apna he loss karwa dan gy is ley learning both zarori ha jab ap k pass knowledge or experience ho ga to easily ache analysis kar saken gy phr ap ache trade open kar k ache earning kar saken gy is ley sab sy pehly knowledge or experience hasil Karny luck pe trading kabi bi na karny luck aik ya do bar sath da day ge par next time ap ko both bara loss da day ge or ho sakta ha ap ka account he wash karwa dan
                      • #12 Collapse

                        Re: Successful trading ka golden rule

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Luck par depend na karny ka rule hona chaye ye esa rule hay jo key hamy market ki analyzing aur mazeed learning karny par majboor kar sakta hay, luck par depend karny ki waja se ham hardworking karny se to khud ko mehfooz kar lety hey magar es ka effect hamary open key gaye trades par ho sakta hay, jo be trade luck par up direction ya down direction me open kia ho 10% hi ye koch time key ley profit me zaror ja sakta hay magar market analyzing na hony ki waja se esy orders loss me aur account wash hony key sath auto close ho jaty hey.

                        how are you fellows, kamyab trading k liye kuch bunyadi qanoon ko follow karna boaht zarori hota hai,kisi bhe kam ko rules k bagair karnay say koi b kam sahi tor py nahe kiya ja sakta es liye sab say pehlay hamein ye sochna chahye k kiya ham forex market main trading karnay k ehel hain k nahe,agr hamein trading karna nahe ati tu phr ham kion apna paisa invest kar rahay hain,es liye sab say pehlay es sawal ka jawab talash karna chahye k what is forex,jab hamein es baat ka jawab mil jay tu phr hamein trading k liye koi strategy banani chahye jisey follow kar k ham profit bana sakein,forex market main sab say aham role money management ka hota hai,hamein soch samaj k trades lagani chahyein,agr hamara balance kam hai tu phr hamein aida barri lots nahe lagani chahyein,hamari lot size ka taluq hamari equity say hona chahye,esay ham risk management kehtay hain,es k baad forex market main hamara target clear hona chahye,for example ham kitna profit kamana chahtay hain or ham kitna loss bardasht kar saktay hain,kisi bhe ek lot main ham puri life k liye paise nahe kama saktay es tarha kisi bhe ek trade ki waja say hamar pura account wash nahe hona chahye
                        forex main trade close karnay k baad sab say aham marhala ata hai agr hamein profit hoa hai tu hamein happy hona chahye or jis tarha trade ki hai os way ko maazed strong karna chahye or agr hamein loss hojay tu hamein apni galti talash karni chahye k ham nay aise kiya galti ki hai jis wajah say hamein loss ka samna hai,apni galti ko tasleem karna forex market main sab say zaida aham hota hai,es liye ye habbit apnana bohat zarori hai,hamein har waqt apni accountability karni chahye,takay ham behter say behter hotay jayein,
                        emotional control
                        forex market main apnay brain py mukammal control hona bhe bohat zarori hai,agr ham forex main anay wali waqti taizi ki wajah say apnay faislay badal laitay hain tu phr ham ek kamzor trader hain,acha trader wo hota hai jo jaise bhe halaat hon sabit qadam rahy or waqt or halaat ko apni strategy say hara daay,jo log emotional ho k trading kartay hain wo aksar loss ka samna kartay hain,es liye apnay jazbaat py qabo hona bohat zarori hota hai

                        Responsibilty

                        Achay trader ki zimmadari hoti hai k wo jo sochta hai wohi karay ,agr ap ka plan or action apas main match nahe kartay hain tu phr ap achay trader nahe ban saktay or agr ap apnay trading plan py amal kartay hain or results achay nahe atay hain tu phr ap ki planning thek nahe hai es liye ap apni planning ko mazeed behter karein or zimmadari ka saboot dain,forex market main agr ap galti kareingay tu ap ko es ki saza mil k he rehti hai es liye,apni trading ko ek tarteeb main layein or jitna ho sakay apnay ap ko organised karein yehi ek behter trader ki nishani hai k wo responsibility laita hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Successful trading ka golden rule

                          Successful trading ka golden rule yeh hay kay trading ko start karny say pehly is kay bary main khoob knowledge hasil kiya jay aur phr demo account par datt kar mehnat ke jay taky trading ko practically seekha jay saky. Is kay baad trading start ke jay aur learning ka safar kabhi khtam ni hona chahye.Sakht mehnat karni chahye aur sabit qadmi say kaam karna chahye, Sirf aur sirf luck par depend ni karna chahye balky mehnat par yaqeen rakhna chahye. Boht ziada munafa ka lalach ni karna chahye. Thora thora munafa kama kar account ko strong karna chahye. Aur hamesha minimum lot size select karna chahye aur take profit aur stop loss ka use bhi lazmi karna chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Successful trading ka golden rule

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Luck par depend na karny ka rule hona chaye ye esa rule hay jo key hamy market ki analyzing aur mazeed learning karny par majboor kar sakta hay, luck par depend karny ki waja se ham hardworking karny se to khud ko mehfooz kar lety hey magar es ka effect hamary open key gaye trades par ho sakta hay, jo be trade luck par up direction ya down direction me open kia ho 10% hi ye koch time key ley profit me zaror ja sakta hay magar market analyzing na hony ki waja se esy orders loss me aur account wash hony key sath auto close ho jaty hey.
                            Assalamu alaikum bhai trading Mein golden rule Mere Nazariya ke mutabik to ya hona chahiye ki Hame sirf apni lakh par Hi Bharosa nahi karna chahiye Dil Ki iske sath sath Jo Hame koshish karne chahi Hamari learning Hamare Nilesh Hamari knowledge achi honi chahiye Taki Hum market ki movement ka Sahi andaza Laga sake aur kamyabi Hasil kar sake Shukriya
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Successful trading ka golden rule

                              g han bhai apki bat bilkul thek hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main kamyb hony k liye hmain hard work krna boht zarori hota hai or aghr hum lluk par depend karen tu hum kbhi bhi forex trading ki leraning nahi kar skty hain or na he hum kowledge gain kar skty hain es liye aghr ap apni trading main acha profot eran krna chahty hain tu apko apni trdaing main leraning karna chahye or haard work krna chahye q k hard work se aik tu ap trdaing ko sikhny main bhi intrest rakhty hain or sath he ap a[pny profit ko bhi incesae karty hain esi dar se k hmain kahen loss na ho jay tu har trador k liye zarori hai k wo apni trading ko achi trha leran karny k bad karen ta k un ko loss na ho or wo achi trading karny k bad kamyb ho saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X