Authentic knowledge book se na kay forum se?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Authentic knowledge book se na kay forum se?
    Main aksar post perta hon to us main new trader is forum say hi seekh rahay hotay hain. wo is forum main ki gai guftago ko aur jo trader apna experience share ker rahay hotay hain us ko hi haq such man ker study kertay hain aur wo books kay pas tak nahi jatay aur na hi un ko study kernay ki zehmat kertay hain. jis ki waja say un ki forex ki bunyadi taleem kamzoor reh jati hay.
    Mera sawal yeah hay kay kia trader ko sahi aur asal ilam is forum say milta hay aur forex ki kisi tasdeeq shuda kitab say? Apni raye zaror den. Shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

    Dear ap ne forex trading ky bary mein apny experience ko bahut biyan kiya hai. Ap ki baat teek hai ky hum o bhi new traders trading kk join kerty hain aur khas ker jo hum forum ky through aty hain. Hum trading ka sara knowledge forum per jo posts hoti hain. Un se hasil kerty hain.
    Halan keh forum per taqreeban new members hi posts ker rahy hoty hain apna bonus hasil kerny ky liye. Un ky pass khud knowledge ki kami hoti hai. Aur new trader wo jo bhi post kerty hain. Us per hi apna knowledge fix ker laty hain.
    Ager ap forex trading mein apna knowledge bharana chahty hain to ap ko trading ky bary books mojood hain un ko zaroor study kerna chaye.
    Dosra bara zerya hai vedio lacture. Wo ap ko ba asaani YouTube se hasil ker sakty hain.
    Ap trading ka knowledge jahan se bhi hasil kerein wo ethanticated jaga se hi hasil krein.
    Forum per bhi jo seniors apna experience share kerty hain un ko bhi zaroor study kerein. Us se bhi ap ko bahut faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
      Main aksar post perta hon to us main new trader is forum say hi seekh rahay hotay hain. wo is forum main ki gai guftago ko aur jo trader apna experience share ker rahay hotay hain us ko hi haq such man ker study kertay hain aur wo books kay pas tak nahi jatay aur na hi un ko study kernay ki zehmat kertay hain. jis ki waja say un ki forex ki bunyadi taleem kamzoor reh jati hay.
      Mera sawal yeah hay kay kia trader ko sahi aur asal ilam is forum say milta hay aur forex ki kisi tasdeeq shuda kitab say? Apni raye zaror den. Shukria
      Main jo Apne personal experience ke hisab se hi aapko jawab De sakta Hoon Main jitni bhi trading learn ki hai woh Forex forums Se Hi learn Ki Hai Main Jab Bhi post Karta Hoon Tum Mujhe Kuch naya zaroor sikhne Ko Milta Hai isliye Mere Liye to Forex trading ki knowledge gain karne ke liye sabse best Forex forums in Hai Jahan Se Mujhe Forex trading ke baare mein bahut sari cheezo ka seekhne ka Mila Main Apni trading ki basics aur us Se Badhkar sab kuch Forex forums essay he learn Kiya Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

        forex tradin ka knowldege ya experince tu ap net ya books ya kisi forex teacher sa hasil kr sakty han lakin is ka sab sa authentic treeka mera khayal main forex ka fourm pa posting krna us ka threads wagira read krna us ki posts study krna or khjud posts likhna sa ap ko is busniss k bhut zyda knowldege mil jata ha jo ka sub sa acha treeka ha or mera khayal main new traders fourm pa posts parh k kafi zyda knowldge iktha kar rahy han jo ka bhut ache bat ha qk is ki threads ka reply dena sa ap ko kam sekhna ka sath sath profit bhe dea jata ha jis sa ap trade bhe laga sakty han or earn bhe kar sakty han tu i think ya he sb sa authentic traeeka ha
        • #5 Collapse

          Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

          Dear members forex k knowledge k liay books bhi hasal ki ja sakti hain or forum par bi maloomat ka hasool mumkin ha. hr aik ka apna point of view ha. mere khial me jitna bhtr knowledge forum se hasal kia ja sakta ha wo books se hasal ne kia ja sakta. Forum pr ziada tr wo sawalat diay jate hain jin k mutaliq traders ko mushkilaat paish ati hain. or un k jawabat parne se fori hl mil jata ha or is process se kam waqt me ziada seekhne ka moqa milta ha. laikan books se is formate me maloomat hasal nae hoteen ap ko mukamal topic study krna hote hain
          • #6 Collapse

            Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
            Main aksar post perta hon to us main new trader is forum say hi seekh rahay hotay hain. wo is forum main ki gai guftago ko aur jo trader apna experience share ker rahay hotay hain us ko hi haq such man ker study kertay hain aur wo books kay pas tak nahi jatay aur na hi un ko study kernay ki zehmat kertay hain. jis ki waja say un ki forex ki bunyadi taleem kamzoor reh jati hay.
            Mera sawal yeah hay kay kia trader ko sahi aur asal ilam is forum say milta hay aur forex ki kisi tasdeeq shuda kitab say? Apni raye zaror den. Shukria
            Assalamualaikum bhai aapne Jo Baat boli Hai Ki authentic knowledge phone se nahi balki book se Hasil Kiya jata hai main apki is Baat se fifty percent Ittefaq Karti Hoon Kyunki Dekhe bhai hm forum se bhi bahut jyada knowledge Hasil kar sakte hain Hamare seniors jo bhi post karte hain ya other members jo bhi post karte hain unme bahut sara knowledge Hota Hai agar Hoon post ko concentrate Kar Ke Padi to Hame Bhul posts AP authentic knowledge mil sakta hai aur obviously books books se Hum knowledge cancel kar sakte hain lekin woh thoda sa Mushkil ho sakta hai qk Excel logo ke paas books nahi hoti ghar mein Forex trading se related to Agar wo market se books buy Karenge Toh aise Mein Hai expensive keypad jata hai Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
              Main aksar post perta hon to us main new trader is forum say hi seekh rahay hotay hain. wo is forum main ki gai guftago ko aur jo trader apna experience share ker rahay hotay hain us ko hi haq such man ker study kertay hain aur wo books kay pas tak nahi jatay aur na hi un ko study kernay ki zehmat kertay hain. jis ki waja say un ki forex ki bunyadi taleem kamzoor reh jati hay.
              Mera sawal yeah hay kay kia trader ko sahi aur asal ilam is forum say milta hay aur forex ki kisi tasdeeq shuda kitab say? Apni raye zaror den. Shukria
              Pakistan Forex forum UN logo ke liye ek bahut hi acchi opportunity hai jo log Apne knowledge ko increase karne Jaate Hain wo log Apne knowledge ko Pakistan Forex foreign se ke zariye se increase kar sakte hain
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

                G han jnb aap nain bht achi bt share ki hai waiqa is forum main kaafi log aisay hain Jo k ghalat qisam ki post share kartay hain jin main kisi qisam ki reality ni hoti aur woh apni taraf say apna experience share kartay rehtay hain in ki Post ko parhnain walay bhi isko Sach samajh letay hain aur woh is pr ammal shuru kar detay hain.
                Is liye agar aap achay trader bannan chahta hain to aapko chaye k forum k sath sath authentic book ko bhi follow karain jis main is k related sub Sach Sach likha ho aur koshish karain online videos daikhainjis main woh proper saboot k sath video share kartay hain aisa karnain say aapka knowledge bhi barhay a aur experience main bhi izafa hoga..
                • #9 Collapse

                  Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

                  Forex books ko be agar traders daily read karny ki koshish karen gey to ye bahot hi acha ho sakta hay, knowledge power ko kesi be source se increase karny ki koshish karni chaye, books ki reading aur forum work dono ko me different ya difficult nahi samjta, Forex books be learning aur knowledge key ley zarori hay aur forum work be traders key knowledge power ko increase kar sakta hay, forum me knowledge hi nahi bonus reward ka zikar karna be zarori hay jes ko main aim hi yahi hota hay key traders ko bonus dia jaye ta key us ka knowledge aur trading experience build ho saky.
                  • #10 Collapse

                    Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
                    Main aksar post perta hon to us main new trader is forum say hi seekh rahay hotay hain. wo is forum main ki gai guftago ko aur jo trader apna experience share ker rahay hotay hain us ko hi haq such man ker study kertay hain aur wo books kay pas tak nahi jatay aur na hi un ko study kernay ki zehmat kertay hain. jis ki waja say un ki forex ki bunyadi taleem kamzoor reh jati hay.
                    Mera sawal yeah hay kay kia trader ko sahi aur asal ilam is forum say milta hay aur forex ki kisi tasdeeq shuda kitab say? Apni raye zaror den. Shukria
                    Forex Books :

                    Dear Friend ap nay boht achi bat ki hay aur apna experience bayan kia hay. main ap ki bat say mutfiq hon kay trader ko is forum say hasil kiye gay knowledge per 100 fesad yaqeen nahi kerna chahye. que kay is main ham tamam trader mukhtalif chezon ko discus ker rahay hotay hain. lakin que kay ham nay boht pehlay ki wo chezen perhi hoti hain. aur wakat kay sath sath hamen to bhool rahi hoti hain aur ham un ka sifr idea dey rahay hotay hain.
                    Ager new trader us idea ko hi sab kuch man ley aur us per kuch bhi kam na keray aur na hi us per ko aur search keray kay yeah theak bhi hay ya nahi. ya aisa ho bhi sakta hay ya nahi to yeah new trader ki sab say bari khami ho gi.
                    Jab new trader aisy ideas jo is fourm main bayan hotay hain kay baray main search keray ga to us ko mazeed learning ho gi aur wo un ideas ko mazeed jan sakay ga. aur un kay sath sath aur chezon kay baray main bhi wo acha ilam hasil ker lay ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

                      dear forex ek complacated work ha is mein agar acha work karna ha to forex kay bary mein acha experience or knowledge ka hona bohat he zarori ha kiyon kay bagair experience kay is mein ap acha work nai kar sakty isi tarha is mein forum say ap bohat he achi learning hasil kar sakty hein books mein sirf forex ko samjha ja sakta ha lekin forum mein apna har tarha ka experience is say free mein learn kiya ja sakta ha or is mein apki achi practice apko kamyabi dilwa sakti ha or forum ek best way ha kamyabi kay liye is mein acha bonus bhe earn kiya ja sakta ha jo kay apkay liye earning kay liye behtar ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

                        foreign exchange marketplace me trading ka ye matlab nahi key es me siraf skilled buyers hello achi learning karny me kamyab ho sakty good day beginner investors be agar cautious ho kar trading karen gey to esy new dealer key ley be forex ki marketplace cash making ka kam de sakti hay, beginner buyers ko buying and selling mistakes aur discipline par cognizance karna ho ga time to time es ko agar amateur traders development karny ki koshish karen gey aur errors ko keep away from karny ki koshish karen gey to experniced buyers se be amateur traders ki buying and selling overall performance behtar ho sakti hay aur bahot se professional trades se zeyda month ko earn karny me us ko kamyabi mil sakti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

                          Daikhain, knowledge to knowledge ha jahan se bhi millay. Lakin ghalt knowledge na millay kahain se. Is liay book best ha. Kiun k
                          _ book se authentic baat mily gi.
                          _ theoratical knowledge main izafa hoga.
                          Lakin ab masla ye ha k book parhtay huay agar koi sawal zehan main aae. Ya curies hoon to kia kia jae. Wah soorat main Forum apki madad karega. Kiun k
                          _ Forum pe aapki har curies ka jawab mojood ha.
                          _ har topic ko wazahat se bayan kia gya ha
                          _ aik topic pe multiple times multiple people ne apna knowledge or experience share kia ha.
                          _ kuch baatein jo aapko book ma bhaji milain gi wo forum pe batai gai hn.

                          Consult with book or knowledge from forum , dono ka istemaal theak ha.
                           
                          Last edited by ; 15-04-2019, 11:19 AM. وجہ: Spelling mistake
                          • #14 Collapse

                            Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

                            Daikhain, knowledge to knowledge ha kahan se bhi millay. Lakin ghalt knowledge na millay kahain se. Is liay book best ha. Kiun k
                            _ book se authentic baat mily gi.
                            _ theoratical knowledge main izafa hoga.
                            Lakin ab masla ye ha k book parhtay huay agar koi sawal zehan main aae. Ya curies hoon to kia kia jae. Wah soorat main Forum apki madad karega. Kiun k
                            _ Forum pe aapki har curies ka jawab mojood ha.
                            _ har topic ko wazahat se bayan kia gya ha
                            _ aik topic pe multiple times multiple people ne apna knowledge or experience share kia ha.
                            _ kuch baatein jo aapko book ma bhaji milain gi wo forum pe batai gai hn.

                            Consult with book or knowledge from forum , dono ka istemaal theak ha.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Authentic knowledge book se na kay forum se?

                              bhai apki bat shai hai or main apki bat se sehmat krta hun forex traing main jub hum trading karty hain tu hum apny knolwedge ki base par he trdaing karty hain or aghr hmra knolwedge strong hai tu hum boht achi trading kar skty hain jub k knolwedge na hony se hum kbhi bhi achi or profitable trading nahi kar skty hain tu zarori yah hai k trdaing ki knowledge ki basic histry ko read karen books ko read karen or zayda se zyada trading ki leraning karen q k leraning ki base par he forex ko contuine rah skty hain or acha profit eran kar skty hain foex ki leraning k liye material boht hai laken hum par depmd hota hai k hum osko kis trha se use karty hain aghr hum posting ki bat karen tu yah nse bhi hum kuj na kuj sikh he lety hain aghr hmain intrest ho tu nahi tu hum kbhi bhi kamyb nahi ho skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X