Jaiza: Profitable trades
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Profitable trades

    g han bhai jan ap ny boht achi baten ki hai or bilkul sahi ki hai forex trading main jitny bhi exoerts or achy tradors hain sub he en sub points par chlaty howe trading karty hain qk ayh sub hez arori hain k apni trading ko kis trha profiatble bnaya ja skta hai yah un main help karty hain forex trdaing main jitny bhi achy tradors hain sub ki oahly yahi koshsish hoti hai k hmain loss na ho hmari trading main or hum acha profit gain kar len or jo koi bhi forex main loss ko na hony k liye mahnat krty hain wohi tradrs kamyab bhi hoty hain tu aghr forex main profitable trdaing karni hai tu apko chahye
    1: kbhi bhi jald bzi na karen
    2: market k according trdaing karen
    3: money manegemnt ka khas khyal rakhen
    4: stop loss or take profit ka use kare
    5: risk ko mange karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Profitable trades

      Trading k andar wohi trader kamyaab hota hai jo k dosto bardasht boht rakhta hai jo us main jald baze say kaam lety hain wo us main loss kerty hain humean forex main mehnat kerna ho gee pher he us main humean kamyaabe real jo hai wo milay gee humery wo sab trades profitable hoti hain jesn main analysis humery technical fundamental our sentimental achy hoty hain pher humera entry point ache hota hai mean top say ya bottom say market ko pakarty hain our thrid hum professional tab banty hain jab us main sotp loss our take profit hum lazmi use kerty hain humen ua main kamyaab hoona hai to mehnat kerna ho ge our un sab batoun pay amal ker k trading kerna ho ga pher he acha profit earn ho ga
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Profitable trades

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
        Dear forum members aj hum thora discuss kerty hain forex trading mein profitable trades kasy hasil ki ja sakti hain.
        .forex trading mein profitable trades hasil kerny ky liye ap ko chand aik batoon ka khayal rakhna ho ga.
        1. GOOD ANALYSIS.
        Ager ap chahty hain ky ap ki trade ko loss ky kam se kam chance hon to ap ko trade lagany se pehly us pair ko achy se analyse kerna ho ga. Jitna acha ap ka analyse ho ga utna result bhi acha aye ga.
        2. ENTRY POINT.
        Profitable trade hasil kerny ky liye ap ka trade mein entry point bhi drust hona chaye. Kabhi bhi trend ky dermiyan mein nahein gusna chaye. Kisi bhi pair ky higher high ya lower low ka wait kerna chaye. Aur sahi time per entry marni chaye.
        3. STOP LOSS & TAKE PROFIT.
        Ap jaisi bhi trade open ketein ye yaad rakhein ky us mein stop loss aur take profit zaroor lagain. 8s ky baghair baghair ap ka sara balance hi risk per rehta hai.
        4. COOL MIND
        Trade kerty waqt apny damagh ko cool rakhein. Jab ap fresh mind hon to tab ap koi bhi trade open kerein. Us waqt ap koi sahi faisla ker pain gy.
        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha jab bi hum log koi bi kam karty han to jab humara mind bilkal fresh hota ha tab hum sab best kam karty han or ache performance hoti ha isi tahra forex trading main jab tak humary pass knowledge or experience ni ho ga hum kamyab ni ho sakty han is ley humy learning ko kabi bi ni chorna chae ha or ache trading karni chae ha is k alawa jab bi trade open karni ho to humy pehly analysis karny chae han jis ki base pe hum stop loss or take profit istamal kar k ache trading kar sakeny gy ta k humara account safe ho or humy acha profit ho sakeny or hum forex trading main main kamyab ho sakeny
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Profitable trades

          Her trader ki sirf aik he khawhish aur koshish hoti hai kay usay profit hota rahey. Forex trading business mai trading kertay huay traders profitable trades kay liye bohat planning aur strategies banatay hain jiss say unhain bohat faida hota hai aur traders ka business grow kerta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex trading business mai traders ko apna knowledge aur learning ko acha aur behtar Bana kay he achay results mill saktay hain. Forex trading mai achay profits gain kernay kay liye achi demo practice, skill enhancement aur experience ki bohat value hoti hai. Her trader ki koshish hoti hai kay forex business shuru kertay he usay acha profit hona shuru ho Jaye laikin iss baat ko zarur mind mai rakhna chaiye kay jab takk achay tareekay say trading ko seekh na Lia jaey aur phir achay tareekay say apnay experience aur skills ko trading kay Doraan execute nahi kia jaey uss waqt tak profitable trading mumkin nahi his sakti.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Profitable trades

            Profitable trading

            Market me profitable trading karny key ley learning to lazmi karna hoti hay sath me koch esy rules be determine karny chaye jo key profitable trading me help de saken,

            1. Market analysis: Market ko analysis karny ka rule har professional trader apply karta hay aur apny style se aur jes me traders asani feel karty hey market ka jaiza leny ki koshish karty hey, technical base par ho ya fundamental base par traders ko 1 rule define kar lena chaye key us ko market analysis karny key bad hi trades open karny hey,

            2. Risk management: Profitable trading ka sab se mian rule hi risk ko manage karny ka ho sakta hay jab tak risk ko define na kia jaye ye per identify na kia jaye mery khayal me kesi be traders se es situation me profitable trading nahi ho sakti hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X