Cantal bank role in developing country???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cantal bank role in developing country???
    Assalamualaikum friends main aap sabse Apna knowledge share Karne Laga Hoon Kisi bhi Mulki development ke liye uski Central Bank bahut important role Ada Karte Hain Kisi bhi Mulki condition better banana Chahte Hain toys Mein Central Bank ka role bht ehm hota hai us mulk ki curruncy ki up down movement ko control karnan us k central bank ka kaam hota hai us ki koshish hoti hai k us kmulk main jitnain bhi log hain woh employed hon aur ghurbat kam say kam ho us mulk ki.
    Aur woh apni curruncy ki movement ko bht ziada up ya down ni janain detay q k is k up ya down janain ki wajah say kaafi investor Jo is mulk main investing kar rahay hotay hain woh apna loss kar bethay hain lehaza stability k liye curruncy ki movement ko stable RAKHNAN in banks ka kaam hota hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Cantal bank role in developing country???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anwarkhan پيغام ديکھيے

    Aapne bilkul theek baat ki hai agar Hamare Mein ladke ko development Ko Agar Hame no increase Karna Hai To Phir uske liye Hum logo ko jo Central Bank hai woh Jyada Se Jyada kam Kare aur Jitna Jyada unke Paas Kaise Honge wo Itni hi jyada tarakki kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Cantal bank role in developing country???

      Central bank countries ki development me es taraha se important role play kar sakta hay key agar economy ya protection increase ho rahi ho aur stocks ki demand me be ezafa ho raha ho to central bank rule key mutabeq us country ki currency value be increase kar di jati hay, ye sab central bank ki policies me shamil hay jo key ECB meeting me es ko define kia jata hay, kesi be country ki price value ka increase hona ya decrease hona us key central bank par depend karta hay, central bank interest rate me be agar ezafa ya kami kar deta hay to es ka effect direct currency volume par hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Cantal bank role in developing country???

        Assalamualaikum pals primary aap sabse Apna knowledge percentage Karne Laga Hoon Kisi bhi Mulki improvement ke liye uski crucial bank bahut essential function Ada Karte Hain Kisi bhi Mulki situation better banana Chahte Hain toys Mein important bank ka position bht ehm hota hai us mulk ki curruncy ki up down motion ko manipulate karnan us okay vital bank ka kaam hota hai us ki koshish hoti hai ok us kmulk predominant jitnain bhi log hain woh hired hon aur ghurbat kam say kam ho us mulk ki.
        Aur woh apni curruncy ki motion ko bht ziada up ya down ni janain detay q okay is ok up ya down janain ki wajah say kaafi investor Jo is mulk main investing kar rahay hotay hain woh apna loss kar bethay hain lehaza balance k liye curruncy ki movement ko stable RAKHNAN in banks ka kaam hota hai..
        • #5 Collapse

          Re: Cantal bank role in developing country???

          Currency Issuance: The only official responsible for the printing and issuing of money is the central bank. Since the issuance and printing of currency is a task of managing monetary policy in some countries, the governments issue paper currencies of small value while the central bank issues large value currencies State bank: The central bank performs the government's financial functions, where all financial transactions related to the government are conducted, the central bank collects money for the government through financial instruments such as issuing bonds and treasury bills. Treasury bills are strongly linked to the country's financial management. N issuance of treasury bills affect the financial flow in the economy.
          • #6 Collapse

            Re: Cantal bank role in developing country???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anwarkhan پيغام ديکھيے
            Assalamualaikum friends main aap sabse Apna knowledge share Karne Laga Hoon Kisi bhi Mulki development ke liye uski Central Bank bahut important role Ada Karte Hain Kisi bhi Mulki condition better banana Chahte Hain toys Mein Central Bank ka role bht ehm hota hai us mulk ki curruncy ki up down movement ko control karnan us k central bank ka kaam hota hai us ki koshish hoti hai k us kmulk main jitnain bhi log hain woh employed hon aur ghurbat kam say kam ho us mulk ki.
            Aur woh apni curruncy ki movement ko bht ziada up ya down ni janain detay q k is k up ya down janain ki wajah say kaafi investor Jo is mulk main investing kar rahay hotay hain woh apna loss kar bethay hain lehaza stability k liye curruncy ki movement ko stable RAKHNAN in banks ka kaam hota hai..
            Walaikum assalam ji Bhaijaan aapne bilkul theek Kaha Central Bank Forex trading Main Ek bahut Hamro Ladai Karta Hai Kisi bhi Mulki condition better banana Chahte Hain to Central Bank Karol isme involve hota hai Bulle ki currency ke up down movement ko control karna Central Bank ka kaam hota hai aur koi cheez hoti hai Central Bank ke kosis hoti hai ke jitne bhi employee login ko Jyada Se Jyada employment DJ Aur Muhabbat ko control kaise hai aur woh Apne currency ki movement ko bahut jyada appear down Na Jaane De Chuke iski up-down jaane ki wajah se Kafi investors Mulk investing kar rahe Hote Hain Woh bahut jyada loss Mein Aa Jaate Hain aur Iske stability ke liye Central Bank 1 m Kheda Radha karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Cantal bank role in developing country???

              Wa Alaikum Assalam Ap ny sahi kaha hai central bank ka bohat aham role hota hai country ki economy me agar central bank achi policies bnaye to mulk traqi karta hai or agar central bank hi achi policies na bnaye to mulk b traqqi nahi kar sakta.
              Kisi b mulk ki traqi or economy ka inhisaar us k central bank par hota hai or jo b currency leni hoti hai ya deni hoti hai wo sab central bank hi control karta hai or jo qarzy ham lety hai our of country sy wo b sb central bank sy connected hoty hai is liye agar ap economy ko smjhna chahty hai to ap ko us country k central bank ko b dekhna hoga k us ki kya policy hai or wo kesy work kar raha hai.
              • #8 Collapse

                Re: Cantal bank role in developing country???

                Central banks aur mulki currency ka apas mein gehra talluq hota ha, kyun kay mulki halaat kay mutabiq central banks hi country ki currency value increase ya decrease kartay hain. Agar inflation ziyada ho jati ha, goods ki demand, supply se ziyada ho jati ha to central banks interest rate ko increase kar detay hain, is se barhti hui qeematain control ho jati hain, demand bhi supply kay balance ho jati ha aur interest rate barhnay se logon ki buying power kam ho jati ha, jo supply aur demand ko behtar banati ha. In sab baton ka direct asar currency rate par parta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Cantal bank role in developing country???

                  forex aik bohat bara business hain jis jis mumlik mai forex ka kam kiya jata hain us mulik ka bank forex sy attach hota hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorot ko pura kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain foex students ky liye best job hain forex kabe be band na hony wala real business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Cantal bank role in developing country???

                    ap ne bilkul ashi baat batayi ha central bank k mutaliq q k central bank ka main role hota ha k banks ki monitoring karna un ko policies dena aur country ma financially condition ko control karna, inflation ko control karan, unemployment rate ko kam karna, is k ilwah os country ki currency ko stble rakhna yeh central bank k roles ma shamil hota ha, is lye har country k central bank k alag role hota ha aur is ka main kam k country k reserves ko badhanan aur os k mutabiq hi currency rate ko check karna aur currency ko stable karna yeh central ban ki duties ma shamil hot aur is ka head chairman hota ha jo is ko control karta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Cantal bank role in developing country???

                      Central bank ki kisi bhi country main boht zayada value hoti hay. que kay yeahi wo bank hota hay jo kay us mulk ki sari currency ki in out ko dekh raha hota hay aur wo us currency per nazar rakhta hay aur mulki sortehal per bhi nazar rakhta hay. is ko pakistan main state bank op Pakistan kaha jata hay. yeahi wo bank hota hay jo kay shrah sood ko control ker kay currency ki movement ko control kerta hay aur afrate zar ko control kerna hay aur currency kay liye aisi policy banata hay jo kay us mulk k liye mufeed hoti hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Cantal bank role in developing country???

                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k kisi bi mulk ki currency centeral bank he control karta ha is ki up ya down movement ko control karti ha central bank mulk ki har mahmily pe nazar rakhti ha mulk ki berozgari khatam karna ya mulk halat ko control karna sab central bank k zariye hota ha mulk k har mahmily ko dakhna central bank ka Kam ha mulk main mengai ko control karna price ko control karna sab k sab kam central bank k han mulk main jtni berozgari Kam ho ge ap ka mulk taraki Kary ga or isi tahra har masla hal karna hota mulk k halat ko satabil karna lazmi hota ha jtna mulk satabil ho ga to mulk ki currency bi satabil hoti ha or mulk or development karta jata ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Cantal bank role in developing country???

                          Central Bank rules to follow karke trading Karni chahiye jisse Hum logon ka fayda Hoga Aur Hum Log Kafi achha profit cancel kar sakte hain Hum Log market se Kafi achha profile nikal sakte hain Jiska Hum logo ko bahut hi jyada fayda
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Re: Cantal bank role in developing country???

                            Instagram account verified karna Koi Jyada Mushkil kaam Nahin Hai Is Pal Yahan Par usko verify karne ke liye Hamare Paas just national ID card Ka Hona last nahi hai Hamare Paas Agar Hum student hai to send karo lazmi hai agar Hamare Paas Nahi Hai To Hum Apne Naam par koi bhi utility bill le kar Apne account ka verify kar sakte hain ya Ek acche wala stability wala Businessman Jayega Hum Sabke Liye earning karne ke liye Kaun hoyega to uske baad Hum Log Yahan Se Vidyalaya sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Cantal bank role in developing country???

                              forex trading ki market main central bank aik eham role play karti hai q k market main changing k chances he banks k sar par hoty hain es liye hmain banks se related har trha ki news se update rahna zarori hai q k aghr hum market k change or up down k bary main knowledge rakh kar trading karengy tu hmary liye asani hogi k hum apni trading main market k sath kis trha se chal kar trading karen ta k hmain loss na ho q k loss hony ki sub se bari wjah bhi bnak se related news achanak jub tai hai tab hota hai jis se hmari lgi hoi trade market k move karny se hoti hai es liye forex main en sub baton par dehan dena lazmi hai ta k hmain loss na ho or hum acha profit earn akr skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X