Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

    forex trading k liye apki learning ki boht hamiyat hai wesy tu hmain leraning k boht se resources milty hain jin se hum forex ki leraning kar skty hain es liye hmain aghr koi expert trador milta hai jis k pass trading ak boht acha knowledge hai or wo apko free main koi advice nahi deta hai or ap se paisy mangta hai tu apko paisy deny bhi parh jaty hain kbhi kbhi es liye aghr asye possibilty ho tu paisy deny main koi harj nahi hai q k jin k apss acha expiernce hota hai wo wohi bat karty hain jo conferm hoti hai es liye apko chahye k ap leraning par focus rakhen or jitna hos kta hai otni he lleraning karen q k apki learning se he ap apni trdaing ko abhtr se bahtr bna skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
      Mera sawal yeah hay kay kia new trader ko forex seekhnay kay liye paisay kharach kernay chahye. ajkal bohot say online paid course chal rahay hain jo kay kuch amount lay kay new traders ko forex seekha rahay hotay hain. kia new trader ko aisay paid course kernay chahye ya khud internet say hi seekhna chahye?
      First of all ap ney bohat acha swaal pocha hai aor main apka is ka jawab yeh dena chahta hon kay online learning ho ya offline learning ho us main apko 2 types ki learning available hoti hai.

      1:Free Learning
      2:Paid learning


      1: Free learning main apko sub kuch free main milta hai aor ap log wo apney hard work say sub kuch achieve kar saktay hein is method main apko free of cost sub kuch apni madad aap kay tehat mil jata hai bus apko khud search karna hota hai aor achi research kay sath ap log learning free main kar kay bohat kuch gain kar saktay hein. Jo tools hotay hein apko may be buy karne parh saktay hein ap yeh sochein apkay paas internet hai aor ap log kuch bhi matlab kuch bhi search kar kay free of cost learn kar kay us ko real earning main utilize kar saktay hein ap per depend karta hai ap kaisay kam kartay hein. Forex eak difficult business to hai lakin agar ap khud per yakeen karen aor kuch karne ka thaan lein to apko seekhney say koi bhi nahi rok sakta.

      2: Yeh paid system hota hai kuch seniors aor expert banday hotay hein apko paid courses us soorat main leney chahiye agar apki yeh afford kar saktay hein aor ap main learning ka passion bhi hai to apkay liye koi mushkil kam nahi hai aor seekhney ap nay khud he hota hai apko just course provide kar diya jata hai Forex trading main bhi apko paid courses buy kar leney chahiye is ka faida yeh hota hai kay ko expert apni secret strategies batatay hein kay forex main kis tarah say achi earning ki ja sakti hai aor khud kay emotions per kaisay control kiya ja sakta hai.
      • #18 Collapse

        Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading k bary main jtny course karna chahty Han Kar lan par jab tak ap khud strategy ni banany gy or us pe amal Ni karny gy to AP successful ni ho sakty han is ley Mary khayal main new traders ko demo account main practice karni chae ha jis sy sab ko knowledge or experience mily ga or self experience ho ga jo ap ko kabi bi ni bhuly or ap ko real main samj aay ge is ley jtni practice karny gy utna he successful hon gy is k alawa jo bi AP course da ga wo practice zaror karway ga is ley behtar ha ap khud demo account main apni strategy bana k trading karny
        • #19 Collapse

          Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

          forex mai kam karna hain to hamy ache learning hasial karne chahey hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or ache earning hasial kar lety hain forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain or ache earning hasial kar sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

            Forex trading ko learn karne Kay liye humian demo account ko use karna chahye or waha balance use karty hoe trade lagni chahye market ki movement ko dikhty hoe is tarha humra experience build hota hai ziyda sy ziyda learning hasil kar Kay hum experts ho jaty hain or easily profitable trade select karty hoe trade lagty hain or acha profit kamaty hian.. Demo account ko hum as a resource use karty hain ir apna experience or knowledge build karty hoe achi learning hasil karty hain jitna ziyda hardwork karty hain or market ko analysis karty hain humain utna ziyda acha return milta hai... Kabi bhi direct real account pay trade laga Kay learning nahi karni chahye apne account ko secure rkhna chahye or koshish karain Kay apna experience or leaning hasil karne Kay liye demo account ko istamal karain...
            • #21 Collapse

              Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
              Mera sawal yeah hay kay kia new trader ko forex seekhnay kay liye paisay kharach kernay chahye. ajkal bohot say online paid course chal rahay hain jo kay kuch amount lay kay new traders ko forex seekha rahay hotay hain. kia new trader ko aisay paid course kernay chahye ya khud internet say hi seekhna chahye?
              Dear friend ap ny both ache question kea ha forex trading ka knowledge agr humy pasey da k bi mil raja ho to humy la lana chae ha q k knowledge kabi zaya ni hota ha kabi na kabi kam aata ha is ley dear knowledge har jaga sy hasil karny chae seekany wala hum sy bara ho ya chota humy knowledge sy matlab hona chae ha
              Jtna ziada knowledge ho ga hum utna ziada kamyab ho saken gy is ley maximum knowledge hasil karny us k bad business start karny
              Forex trading duniya ka best online business ha is ka knowledge bi both wasee ha jtna seekeny utna kam ha is ley har waqat seekty rahen or jtna ziada practice karny us ap bhuleny gy ni or ziada ache tahra seek saken gy
              • #22 Collapse

                Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

                bhai ja forex ki leraning boht ahmiyat rakhti hai or aghr aysa koi possibility hai k apko acha knowledge milny k chnaces hain tu ap ko aghr thory boht paisy lgany parhn tu lga leny chahye q k knowledge jitna pk pass high figh hota hai otna he hum apni trdaing ko achi trha se kar skty hain or apni trdaing ko profitable bna skty hain es liye apko hmaisha apni leraning gain karny ki traf dehan deni chahye jis se ap aik tu forex mian kamyb ho skty hain or aik apki trdaing main loss hony k chances bhi kam se kam hoty hain es liye hmaisha apni trdaing ko leraning ki trha karen jitna ap forex ko janty hain otna he es main risk rakhen jub ap apny knowledge se zyda risk lety hain tab problem create hoti hain or tab he loss hota hai tu es k ilwa jitna hum trdaing main time spend karty hain otna he hmain knowledge milta hai or achi trdaing bhi tab he hoti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

                  Ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar aapko forex ka kam sikhana hai to aap ismein kisi expert se knowledge hasil kar sakte hain aur is per paise bhi rah sakte hain agar aapane yah kam free mein sikhana hai to aap ke andar ability hai to aap website se search kar sakte hain iske bare mein Google kar sakte hain aur bahut si aisi website hai jisse knowledge hasil kar sakte hain aur Pak forex form se bhi aap knowledge hasil kar sakte hain aur ismein Di Gai post se aapke knowledge mein jata hoga aur aap ko hasil hone per aap demo account per kam Karen jisse aapko experience hoga aur aap iske alava aur bahut si website se iske bare mein knowledge hasil kar sakte hain aur ek expert Ban sakte hain aur ek achcha profitable business start kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

                    Forex trading business ki learning kay liye expert traders new bies kay liye mujhatakif tareekoo say kaam ker rahey hain. Kuch senior traders apni videos bana kay YouTube pay upload ker laitay hain aur apnay channels Bana kay kaam ker rahey hain. Isi Tarah bohat say expert traders baqayda classes laitay hain apni academies run ker rahey hain. Ab Agar paisay kharch kernay ki baat ki jaey tou mairay khayaal aisi zarurat bilkul nahi hai. Kiyu kay instaforex nay pak forex forum Bana kay learning ko bohat asaan aur free ker Dia hai. Iss kay elawa instaforex demo account bhi trading seekhnay kay liye bohat useful hai. Pak forex forum pay theory aur demo trading account pay practically apni theory ko apply ker kay training lay saktay hain. Iss liye ab forex tardung seekhnay kay liye paisay kharch kernay ki zarurat nahi hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Kya forex learning kay liey paisy kharach karny chahiye?

                      G han bilkul agar achi learning karna possible hay to fees de kar hi bahot achi learning ho sakti hay, kesi expert teacher se ya per complete course karna ho to es key ley traders ko fees dena pardti hay, jo learning ham 5 years me self base par aur free me kar sakty hey yahi learning ham 3 months me fees de kar kar sakty hey, ye 1 tarha se acha hi hay jetni be fees de kar achi learning kar le jaye ye amount ham 1 month me be Forex market se apni learning key base par earn kar sakty hey, koshish karen key Forex key kesi esy expert teacher se learning kar le jaye ya acha course kar leya jaye jes me achi strategies aur news trading me ham expert ban saken.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X