Asslam O Alekum trading field mein aap log moving average se to waakif hi honge aj mein ap logo ko btauga ke simple moving average aakhir kia hota hai
Simple Moving Average (SMA) hum trading mein apni marzi ke mutabik istemal krte ho jo alg alg time periods ko calculate krne mein help krta hai through nearest price mtlb jo price trade ke close hoti hai uske alg alg time periods ko pehle add krti hai then uske total value ko divide krta hai time periods ke jo aagey chal ke aakhir mein hum logo ko uski average price btata hai.
Simple Moving Average boht hi asani se ooper neeche hoti rehti hai jis ke through hum logo ko easily market mein trend value ki up down rate pata lag jati hai,agr moving average up ho rhi hai to iska mtlb hai trading price ki value increase hogi or in case agr average down ho rha to value price decrease hoti jayegi according to trend.
Moving average ek analytical tool hai jis ke through hum current price and us price mein jo bhi up down hoti hai wo easily detect krke pata laga sakte hain and moving average ke 2 popular patterns hain jin mein ek death cross and second golden cross hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим