Most effective indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Most effective indicators
    Four technical indicators esy hey jes ko most effective indicators samja jata hay, esy effective indicators ka knowledge every new trader hona zarori hay,

    1. RSI
    2. MACD
    3. Moving average
    4. Stochastic

    agar ye four indicators ko as a trading techniques use key jaye to ye different ways se market ki analyzing me kam a sakty hey, beginner traders esy useless indicators ko market analyzing key ley use karty hey jo key kabi be batter result nahi de sakty, ye four indicators ki study karni chaye jo key bahot hi easy topics hey aur es ki techniques ko bahot asani se understand kia ja sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Most effective indicators

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Four technical indicators esy hey jes ko most effective indicators samja jata hay, esy effective indicators ka knowledge every new trader hona zarori hay,

    1. RSI
    2. MACD
    3. Moving average
    4. Stochastic

    agar ye four indicators ko as a trading techniques use key jaye to ye different ways se market ki analyzing me kam a sakty hey, beginner traders esy useless indicators ko market analyzing key ley use karty hey jo key kabi be batter result nahi de sakty, ye four indicators ki study karni chaye jo key bahot hi easy topics hey aur es ki techniques ko bahot asani se understand kia ja sakta hay.
    Medical men moving Everett indicators have Seattle skateboard are if I indicated that say atcha in indicated go home lover stomach Arctic a future Providence acting
    • #3 Collapse

      Re: Most effective indicators

      Indicator market par bahut hi jyada effect karte hain Agar Hum logo ko indicators Ka Pata Chal Jaye Sahi setting ka toh phir Hum Log is se Kafi achha benefit Hassan kar sakte hain aur hum log Agar benefit Hasil karna chahte hain toh phir Hum Logon Ko In indicators for Bcom karna chahiye
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Re: Most effective indicators

        Dear is waqat bht saray indicator hai Jo k forex main kaam kar rahay hain aur har aik ki apni apni quality hai main Jo indicator use karta hun woh MACD INDICATOR HAI AUR RSI INDICATOR.
        1 MACD INDICATOR
        macd aik bht Acha indicator is main convergence and divergence ka bhi pata chalta hai agar aap achay trader ban a chahta hain to aapko chaye k aap isko seekhain yeah aik leading indicator hai is main signal line or Exponential line do hoti hai jahan woh aik doosray ko cut karti hain wahan say sell ya buy ka entry laga dain to woh aapko profit daygi
        2 RSI INDICATOR
        IS main do number hotay hain 30 say 70 k dirmiyan fix karain jub 30 pr jaye to buy aur jub 70 pr jaye yo sell or cross karnain pr over buy ya over sell hoyi hai...
        • #5 Collapse

          Re: Most effective indicators

          four technical signs esy hi there jes ko most effective signs samja jata hay, esy powerful signs ka understanding each new dealer hona zarori hay,

          1. RSI
          2. MACD
          three. shifting average
          4. Stochastic

          agar ye 4 signs ko as a buying and selling strategies use key jaye to ye different methods se market ki reading me kam a sakty hiya, newbie investors esy useless indicators ko marketplace studying key ley use karty hello jo key kabi be batter result nahi de sakty, ye 4 signs ki take a look at karni chaye jo key bahot hi easy subjects good day aur es ki strategies ko bahot asani se understand kia ja sakta hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Most effective indicators

            Trading ko asaani se samajhany k liay indicators banae gae hain jo perfect order laganay main or loss prevention main eham kardaar ada karte hain. Most effective indicators ye hain:Or In ke baray ilm hona chahiye.
            1.MACD__ isko jun lagaya jae to chart main price k neechay new window main zahir hota ha. Is main two indicators show hoty hain. Aik MACD red and green lines main show ho raha hota ha jo k aik doosre ko cross kar rahi hoti hain. Or doosra Green ufqi lines yani baar line ki shape main Histogram chart neechay show hota ha. Histogram zero level se oper ho to up trend or agar neechay ho to down trend show karta ha.
            2.SAR..
            Ye indicator bhi bahut asaan ha, it shows the start point and end point of Trend. Ye points yani nuktay ki shakalmai zahir hota chart k sath. Nuktay neechay hoon price k to trend up hoga or ooper hoon to down trend to ga.
            3. Schochistic..
            Is main reading hoti ha jo k Trading ko asaan banati ha . It is form zero to 100.
            4. RSI..
            5. ADX..

            Indicators ko samajhna hamaray liay bahut aham or zaroori ha.

            اب آن لائن

            Working...
            X