Trading start krna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading start krna
    Agar Hum logo ko trading start karni hai To Phir Hum Logon Ko uske liye sabse Pehle demo account mein practice Karke Apne experience ko izafa karna chahiye Phir Apne real account mein Zyada Se Zyada investment Karke trading karne chahiye Taki Hamare experience maybe izafa ho aur Hamare knowledge maybe izafa Ho
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading start krna

    Trading asani se start to ki ja sakti hay magar good trading key ley traders me koch extra qualities ka hona bahot zarori hay, real trading kabi be direct start nahi karni chaye aur na hi big investment karny ki zarorat hay, traders ko sab se pehly apny app ko expert trader sabit karna ho ga es key ley demo account ki practice hi esa way hay jes me traders ko apni mistakes ko khatam karny ka chance dia jata hay, investment hi agar learner trader ko karni ho to behter ye hay key cent account ya Micro account se apni real trading career ko start kia jaye.
    • #3 Collapse

      Re: Trading start krna

      Trading :

      Trading shoro kernay kay liye kuch aisay kam hain jo trader ko kernay pertay hain. jesay koe bhi kam kernay say pehlay kuch chotay chotay kam kerna hotay hain jis kay bad wo bara kam shoro kia jata hay. in ko ibtadai iqdamat kaha jata hay.
      Trading shoro kernay kay liye trader ko yeah kam kerna chahye:

      1. Study :

      Trader ko chahye kay wo trading shoro kernay say pehaly forex kay baray main achi traha say study keray. yeah samgay kay kay forex kia hay, yeah kaisay kam kerti hay, yeah is trah say que kam kerti hay, is kay kam kernay kay kia asool hain, is ko kon kon say element mutasir kertay hain.

      2. Practical :

      Trader jab yeah seekh lay kay yea kaisay kam keri hay aur is main kaisay kam kia jata hay to us kay bad wo demo account bana kay us mai practcial keray. aur seekhay kay is main kaisya kam kia jata hay.

      3. professional knowledge :

      Jab trader ko yeah idea ho jaye kay is mani kaisay kam kia jata hay to us kay bad wo forex ka professional knowledge hasil keray. is say wo mazeed acha ilam hasil ker lay ga. aur is kay bad wo trading ki skills ki taraf chalta jaye ga.

      4. Mazeed practice :

      Jab tader professional ilam hasil ker lay ga to wo mazeed practical keray ga aur professional knowledge ko mazeed practice keray ga aur tab tak kerta rahay jab tak wo demo per successful trading kerna na shoro ker dey.
      Jab trading per confidence ho jay to trader ko live trading usi tarika kar per kerni chahye jis ko us nay practice kia hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading start krna

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
        Agar Hum logo ko trading start karni hai To Phir Hum Logon Ko uske liye sabse Pehle demo account mein practice Karke Apne experience ko izafa karna chahiye Phir Apne real account mein Zyada Se Zyada investment Karke trading karne chahiye Taki Hamare experience maybe izafa ho aur Hamare knowledge maybe izafa Ho
        aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Log trading karna chahte hain toqeer Humko Apne experian score in screen karna chahiye Phir Hum Logon Ko iska fayda hota hai aur hum log achha profit bana sakte hain aur hum logo ko kamyabi milti hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading start krna

          Ji ha Janab aapne bahut acchi baat ki hai agar Hum Shuru Shuru mein trading start karna chahte hain Tu demo account Hamare Liye ek bahut accha platform hai is par Hum different kind of stretgeis time frame indicators use kar sakte hain is say hame koi profit or loss to nahi hoga lekin Hamare sirf ek faida hoga Aur Woh Yeh hai k haamara knowledge or experience Bade ga isliye agar aap Chahte Hain kya aap ek Kamyab trader banjaye Tu sabse Pehle demo account par kaam karna start kare Yeh aapke liye Kafi helpful hoga Umeed hai aapko post achi lagi Hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Trading start krna

            Asslam O Alekum dear trading start karne se pehle hum logo ko first step jo hota hai ke trading ke learning trading ki basic knowledge and actually trading aakhir hoti kia hai ye maloom karna bohat zaroori hai, trading ko exchange of currencies kaha jata hai matlab hum ek currency ko buy karte hain and usko different ke sath sell karte hain and according to price value trader ko uska profit or loss milta hai.

            Ek beginner ko chaaye ke sab se pehle wo trading ki basic knowledge and learning kare through internet sources ya kisi bhi expert professional trader ke through kyun jab tak humari trading ki basic strong nahi hogi to hum log kabhi bhi trading mein success hasil nahi kar sakte hain iss liye hum logo ko chaaye ke jitna ho sake sab se pehle theory portion of trading ko cover karen us ke baad aagey further hum practical side move karen.

            After theory studies ab ek trader ko need hai ke wo trading ka practical form learn kare ke trading kari kesi jaate hai jis ke liye hum logo ko trading ka demo account provide kia gaya hai jis ke under hum trading ki practice and trading learn karne ki different different strategies try karke trading ko seekh sakte hain.

            Jitni ziada trading practice hogi utna ziada uska benefit hoga uska hum logo ko and professional trader banne ke liye sab se ziada mostly required hota hai trading ki hard work main services provide jab hum expert and pro trader ban jaate hain to hum log ek ache amount ka profit earn karte hain forex trading se forex trading future develop karne ka ek best way hai jis ke through hum apni and family dono ki security hasil karte hain ke we can manage our future by ourselves independent way mein.
            • #7 Collapse

              Re: Trading start krna

              Trading start karnay se pehlay apko in baaton ko zehan main rakhain.
              _ Free demo account banaein
              _ practically practice on Demo account karain
              _ chart reading ka ilmm hasil karain
              _ indicators learning karain
              _importance of tool or unko use karna seekhain
              _technique k sath kaam krne ki tricks ko dhondhain.
              _ laluch na karain kabhi bhi.
              _ emotions free ho k Trading karain.
              _ Fresh mind or Cool mind k sath kaam karain.
              _ over trading se bechain.
              _ daily profit target set karain or ussay achieve karnay ki koshish karain.
              _ zayada k laluch main jo profit earn kia ha ussay bhi loss na karain
              _ stop loss tool ka lazmi use karain.
              _ Risk management seekhain yani Risk ko under control rakhain.
              _avoid to take big risk
              _ online classes ua courses ko join karain is se apko bahut kuch naya seekhnay ko millay ga.

              Trading start karnay main or bhi bahut si baatein hain lakin in pe bhi amal bahut zaroori ha.
              • #8 Collapse

                Re: Trading start krna

                je ap ne bilkul theek bat ki ha hamain trading start karnay se pehly demo pe kafi had tak practice karni chaye ta k real account pe trading kartay waqt koi mushkil na aye lakin demo pe trade karnay se pehly bhi kahi steps hain jin pe amal karna bohat zaruri ha like
                == proper learning: sab se pehlay to forex ki mukamal study karni chaye k forex ko seekh kar hi ham forex k business ko samajh skatay hain
                == indicators ko smajhna aur on ka istemal karna bhi bohat zruri ha is lye tmaam trading tools ko bhi seekhna chaye
                == Apnay ander professional traders ki khoobian paida karni chaye tak aik expert trader ban sakain jaisay greed se bachna, emotions ko control ma rakhna, overtrading se avoid karna,
                To in baaton k bad agar ham phr demo pe trading karain to is k results mazeed bhtr houn gay aur ham asha profit kama skatay hain
                to sab se pehaly small capital se start karna chaye aur small trades lagani chaye aur small profit hasil karnay chaye tak hmara experience ma izafah ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trading start krna

                  forex trading ka business karny se pahly zarori hai k hmain trading k bary main knowledge hona zarori hai or jub tak hmain trading ka basic knolwedge nahi hota hai tab tak hum apni trdaing ko bahtr tariky se nahi kar skty hain or aghr hum trdaing ko start karny se pahly es ki practice demo accoun t par karen tu hum real account main trading kis trha karni chahye insan sikh leta hai or yahi apki oractice se he bahtr hota hai q k jub ap ki practice ho jati hai tu ap ko andaza ho jta hai k trading ko kis trha se handle krna hai sikh skty hain es liye real trading karny se pahly bahtr hai k ap demo account par trading ki practice kar leni chahye jo k ap k liye bahtr hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading start krna

                    Kisi bhi kam ya business ko start karnay say pehlay is ka knowledge hona bohat zarori hay is kay baghiar kam ko start karna bilkul fazool aor loss able hay Forex bhi isi taran hay is ko start karnay say pehlay is ka knowledge hona bohat zarori hay Forex trading start karnay say pehlay Forex ka achi taran knowledge hasil kar lan and Forex ko internet ya kisi book ya kisi expert trader say learn kar len trading kay baray main jo bhi trading account kay tool han mukamal tor par sekh len Forex market ki movement judge karna sekh lay aor market ki movement kay mutabiq trade lagana sekh lay is kay bad demo account say Forex trading ki full practice karay jab usay yaqeen ho jay k usay trading karna aa gai hay is kay bad real account say trading start karay. Kabhi bhi first time trading start kartay waqt big investment na karay. Aor Forex market kay rules kay hisab say trading start kary ta k trading profit able ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading start krna

                      boht h achi post, demo account sy first hum learn kren fter that usko real world meh implement kre aur uska faida hasil kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading start krna

                        Starting Mein Hum 3 Din Mein hone Ke Chakkar Mein hote hain aur Market ki samajh nahi hoti isiliye loss ho jata hai but Agar lunch kiya jaaye to proper learning ke bad trade trading Ki Jai 24 X Pro bootable hai aur haan isme kaam karke achi earning Le sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading start krna

                          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar kam karty howe lalach kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik world wide business hain forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading start krna

                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main Jo bi new aany sab sy pehly demo account main practice karny q demo account main he sy ap ko acha knowledge or experience hasil ho sakta ha q k is main loss ni hota ha ap ki apni investment ni hoti ha ap fresh mind k sath forex trading karty han or ap ziada ache samj ati ha or ap easily knowledge or experience hasil karty han jo ap ko real account main trading karny main help karty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading start krna

                              Forex trading business mein ab trading start karna koi mushkil nhi hy lakin profitable trading karna buht mushkil hy kiok trading tu hum aasani se kar saktay han lakin profitable trading k liye buht ziada mehnat aur hardwork ki zaroorat hoti hy aur kiok mehnat aur hardwork kar k hi hum trading ki learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur jab Tak forex trading business mein learning knewledge aur experience nhi ho ga hum profitable trading nhi kar saktay is liye is k liye zaroori hy k hum forex trading business k experience k liye demo account par practice karain aur demo account par practice kar k forex trading business ka experience hasil karain aur agr hum experience acha hasil kartay han tu is se hum trading achi kar saktay han aur is k elawa hum ko ziada se ziada knewledge hasil karna ho ga kiok knewledge aur experience k baghair hum forex trading business mein kaamyaab hi nhi hi saktay hum ko trading start karne se pahly hi demo account par practice karni cahaiye aur knewledge aur experience hasil kar k trading karni cahaiye tab hi loss se Bach saktay han aur kaamyaab trader ban saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X