Trading strategy aur qaiday, qanoon?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading strategy aur qaiday, qanoon?
    Forex trading kernay kay liye trading strategy ka hona zarori hota hay. aur jab trading strategy banai jati hay to us kay sath kuch qaiday aur qanoon bhi banaye jatay hain jin per amal ker kay us trading strategy say kamyab trading ki tawako hoti hay?
    Kia aisa hi hay, ager trading strategy kay qaiday aur qanoon pata na ho to trading strategy successful trading main madad keray gi ya nahi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading strategy aur qaiday, qanoon?

    Itni acchi Hamari planning Ho dekhna hai achha Hum logo ko profit Milega isliye Hum Log ko Sabko HD Dekhkar karne chahiye Hum Log Kafi kuch hassil kar sakte hain aur hum logo ko uska bahut hi jyada benefit hota hai aur hum logo ko kamyabi milti hai
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Re: Trading strategy aur qaiday, qanoon?

      Traders ko apni trading ka rule define karna chaye jes me trading ki strategies ko apny trading rules me include karna chaye, without trading strategies ki trading ko kabi be winning trading ka name nahi dia ja sakta hay, strategies traders ko market ki direction ko determine kar sakty hey jo key successful trading karny me bahot importance rakty hey, strategies traders ki trading performance ko build karny me important role be play kar sakta hay agar traders time to time useful strategies ko market me use karny ki koshish kary ga to mumken hay key us ki har trading hi winning position me close ho.
      • #4 Collapse

        Re: Trading strategy aur qaiday, qanoon?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
        Forex trading kernay kay liye trading strategy ka hona zarori hota hay. aur jab trading strategy banai jati hay to us kay sath kuch qaiday aur qanoon bhi banaye jatay hain jin per amal ker kay us trading strategy say kamyab trading ki tawako hoti hay?
        Kia aisa hi hay, ager trading strategy kay qaiday aur qanoon pata na ho to trading strategy successful trading main madad keray gi ya nahi?
        Agar Hum Log apni planning karte hain aur us planning ke rules ko follow Kar Ke trading karte hain toh phir Hum Logon Ko Kafi fayda ho sakta hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain iska is Se Hum logo ko bahut hi jyada fayda ho sakta hai agar Hum logo ko Roz ko follow karke trading Karte Hain To
        • #5 Collapse

          Re: Trading strategy aur qaiday, qanoon?

          Pakistan forex forum bhi asool o zawabit k tehat kam karta ha or iske apnay rules and regulations hain jo member inki khilaf warzi karta ha usko ban kar dia jata ha.
          _ Ap ne post main koi ghair mayaari ya ikhlaaq se girri hui baat nahi share karni.
          _ jawab fazool nahi dena balkay topic k mutabiq dena ha.
          _ characters 500 lazmi hoon
          _ copy and paste kar k posts uoload karnay ka matlub dosroon ka knowledge chori kar k share karna ha lehaza ye kaam bhi sakhti se mana ha.
          _sexually related data share nahi karna
          _ religion se related koi baat nhi hogi forum pe
          _aik waqt main 1 se zayda device pe login na hoon, nahi to account band ho jae ga.

          Achay profit k liay yaqeenan apko best strategy, trade plan, risk and money management plan banana hoga isi se achi earning possible ha.
          • #6 Collapse

            Re: Trading strategy aur qaiday, qanoon?

            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main kuch asool han jin pe amal Kar k hum easily successful ho sakty han jab bi hum strategy banany to phr us pe amal karny us ko change na karny aik bar analysis karny phr us k bad trade open karny bar bar apni trade change na karny jab bi trade open ya close karni ho to juldbazi na karny balky sakun sy analysis karny k bad trading open karny ya close karny is k alawa lalich kabi ni karni chae ha jtna ho lalich sy bacheny sakun sy trading karny aik bar jo traget select kar lan to phr us ka wait karny apna traget bi bar bar change na karny ap easily successful ho jany gy forex trading best online business ha par knowledge or experience k bagar kuch bi ni ha
            • #7 Collapse

              Re: Trading strategy aur qaiday, qanoon?

              forex markit main trading karny ky lie strategy ki zarorut hy tub hi ham forex markit main kaam yaab ho sakty hain or strategy ky lie bhi kuch qaiday qanoon hoty hain jen ko samny rukh kar woh hekmaty amli istemaal ki jatti hy ab qeyon keh koe kaam bhi hekmaty amli ky baghair ni hota har kaam main karobar main kaam yaab hony ky lie kesi na kesi hekmaty amli ko apnany ki zarorut parhti hy or har hekmaty amli ky lie kuch na kuch qaedy qanon zaror hoty hain to tradin karny wala trading bhi hekmaty amli ko samny rahk kar kary or pher hekmaty amli bhi aisi ho jo tmam tar qwanin ko samny rakh kar un qwanin ky andar andar hekmaty amli ko tayyar kia jae taqeh us trading main achy tariqy sy kaam yabi hasel kar saky or trading main kamyabi hasel karny ky baed us sy naffah bhi kma saky
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading strategy aur qaiday, qanoon?

                g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main aghr ko trador apnis atrtgy bnata hai tu osko chahye k wo startgy ko baisc roles k sath bnay q k jub hmari startgy successful ho jati hai tu hmain trading se acha profit milta hai es liye aghr apko apni trading ko kamyb bnana hai tu ap ko chahye k demo account par pahly startgy ko test kar len os k bad trading main apply karen ta k apko loss na ho or ap osko real trdaing main achi trha se use kar k eraning gain kar skaen ap aik startgy ko tab tak use kar skty hain jub tak wo apko acha profot deti hai laken jesy he apko osi startgy se loss hony lag jay tu apko apnis atrtgy chahge krani hoti hai

                اب آن لائن

                Working...
                X