Jaiza: Trading Platform ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Trading Platform ki importance

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Forex charting software ki importance ko nazar andaz nahi kia ja sakta hay, charting software me different type key charts hoty hey jo key technical traders key ley ye vital tools ka kam de sakty hey, technical traders charts ko analysis karny par hi relies ya depend kar sakta hay esy traders key ley ye important tool ki tarha hi hota hay jo different time me chart key base par market prices key strong ya weak hony ko find kar sakta hay,

    Charting software key base par bahot si trading strategies, indicators, aur esi key sath self base ki techniques ko be asani key sath analyzing key ley use kar sakty hey.
    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha hum log trading k ley mt4 software istamal karty han jis main different option or different indicator han jin sy hum ache trading kar sakty han or ache karni sakty han is ley hum trading plate form ki importance ko bhul ni sakty han is ley humy proper analysis karny hon gy market ko samjena ho or phr proper money management or risk management k sath trading karni ho ge jtni achy analysis hon gy hum utni he ache trading kar sakeny gy is ley humy forex trading main ziada sy ziada practice karni ho ge tab he hum ziada ache trading kar k ache earning kar sakeny gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Trading Platform ki importance

      Forex trading business mai platform kay baghair online trading nahi ho sakti hai. Her trader ko iss baat ka pata hota hai kay MT4 terminal pay online trading hoti hai aur dusra MT5 terminal hai laikin bonus trading account say sirf MT4 trading terminal pay he trading ho sakti hai. Trading terminal ko seekhna bohat zaruri hai kiyu kay forex trading business mai jaisay traders forex trading ka knowledge aur learning haasil kertay hain aisay he trading terminal ko seekhna bohat laazmi hota hai kiyu kay knowledge aur learning terminal pay he use hota hai. Trading terminal pay mojud traders ki support kay liye jo tools hain unhain seekhna aur samajhna traders kay liye bohat laazmi hai kiyu kay unn ko seekhnay aur samjhey baghair traders iss business say faida he nahi utha saktay hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Trading Platform ki importance

        Trading platform

        Brokers ne trading karny key ley platform (MT4 terminal) ko available kar dia hay es platform ko mutarif karny ka maqsad ye ho key every one asani se Forex market me trading kar saky, Forex market me trading karna pehly bahot hi mushkil kam ta aur esy traders jes key pass trading key ley kam investment hoti hey un key ley Forex market me trading karna kesi dream se kam nahi ta magar trading platform ki waja se minimum fees charge karny key base par Forex market tak ponch ko asaan kar dia gia hay, kesi be physical work key baghir hi Forex market me trading karna asaan ho chuka hay.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Trading Platform ki importance

          Forex trading software program ki importance ko najarandaaz nahin kiya Ja Sakta chatting software program Mein an Kyon type ke charts Hote Hain WhatsApp joke technical bonus ke liye practical tools ka kam de sakte hain technical Cheetah chat ko application karne per he is protected ya depend kar sakta hai isliye kayya critical tolki Tarah hello hota hai jo time mein charts ke base per Marketplace fees ke strong Yash ki table Hone Ko lock kar sakta hai chatting software ki base per bahut hi boiling and selling technique indicators aur iske sath self base ki technique Kabhi Aasan ke sath analyses ke liye use kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Trading Platform ki importance

            Assalamu Alaikum dear friend in simple words trading platform Ek software hai jo investors or traders ko is baat ki ijaajat deta hai ki vah apni trade aur apne account ki nigrani kar sake ab is kam ki fees bhi ho sakti hai jo investor aur trader ke ke Darmiyaan visual understanding Se tay ki Jaati Hai. Chart ya software mein mukhtalif strategy istemal Hoti Hai Inko istemal karne se pahle Eid ke bare mein pure awareness Hona bahut ahmiyat Rakhta hai agar aap is se Puri Tarah avaidh Nahin to aapko ismein Mushkil Ka Samna ho sakta hai isiliye Iske Badle Ki Jitna knowledge mil sake Lena jaruri hai Forex Ek bahut hi hi Achcha aur kamal ka business hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Trading Platform ki importance

              g han dear ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading aik best trading paltform hai jahan par hum apni trading kar k achi earning kar skty hain forex main hum jub chahen tab he earning kar skty hain alken es k liye hmain forex ki ahmiyat ko smjha hoga qk jub tak um forex ki ahmiyat ko smjh kar trading nahi karengy tab tak hum forex main kamyab nahi ho skty hain or achi trading nahi kar skty hain tu pahly hmain forex k baiscs rules or stratgies ko achi trha se smjhna hoga q k yahi hmain forex main kamyab bnati hai or hum apni trading ko bhi achi trha kar skty hain tu hmain sub se pahly forex ko smjhna hai or sikhna hai osk bad apni trading karni ho gi tab hmain acha profit mil skta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X