Jaiza: Forum members ki responsibilities

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forum members ki responsibilities
    Forex forum key through hamari requirement (bonus reward aur knowledge ka hasil karna) pori hoti hey, es ley Forum members ki bahot si responsibilities hoti hey jes ko forum members ne pora karna hota hay,

    1. other members ko forum me posting key through misguide nahi karna chaye

    2. copy post ka shortcut way use nahi karna chaye

    3. kesi be member ko ye allow nahi key wo forum me ghalat words use kary

    4. administrators key sath muhazeb lezy me bat kani chaye

    5. Topic se alag kesi bat ko forum me discus karna allow nahi, topic se related hi knowledge share karna traders ki responsibility hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

    jis trah ek achy trader ke responsibilities hoti hain bilkul ici trah ek achy forum member ke bhi apni responsiblities hoti hay. aik achy forum member ko chahye kay wo forum kay rules and regulations ko follow kary aur kabhi bhi un ke khilaf warzi na kary warna us ka account hamesha kay liye ban ho sakta hay. har mumkin had tak apny juniors ke help kary aur senior say guidance leny main kabhi sharam aur jhijhak mehsoos na kary. hamesha study kar kay informative aur kaar amad posts kary. forum main kici bhi qisam ke nafrat angez ya siasi guftagoo na kary. forum say milny waly bonus ka hamesha darust istemal kary aur osy ghalat istemal na kary aur osy fazool ya kam ehm smajh kar zaya karny ke koshish bhi na kary.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

      forum main boht say log kam karty hain is main forex forum main kam karny waly har members ki kuch responbilties hotin hain jin ko follow karna un kay liye kafi ahama hota hay kun kay har aik kam karny kay liye kuch asool hoty hain so forum main b kam karny kay kuch hard and fast rules hoty hain jin ko follow karna zrori hay is main jo b posts karty hain to is main humain achi knowledge say or information ko feed karna ho ga kun kay information ko galt nai likhna ho ga posts kay hawaly say hi is main likhna hota hay jo swal pocha hota hay wohi is main ans likhna hota hay so humain active ho kar market main kam karna ho ga or to humain forum kay orthers members kay sath muhazzab ho kar rehna ho ga is main abusing words ko avoid karna ho ga ta kay bad impression na pary
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

        No Doubt About Ke All Points Right Hy Aur Haqiqatan Ye Hamari Responsibility Hy. Is Ke Ilawan Me Samjhta Hun Ke Her Senior Bndy Ka Kam Hy Ke Wo Kisi Na Kisi Junior Ki Responsibility Leain Kisi Junior Ko Sath Sath Le Kar Chalein And Her Junior Ki Responsibility Hy Ke Wo Kisi Na Kisi Experienced And Senior Bndy Ke Piche Chalein Aur Unse Learn Karein Help And Guide Lein Advice Lein. Q Ke Meri Nazar Me Jab Koi New Ya Junior Bnd Trading Krta Hy Tou Sab Se Bara Masla Ye Hota Hy Ke Wo Guide Kis Se Lein Help Kis Se Learn Advice Kis Se Lein.
        # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

          market main jab kam karty hain to is main humain forum main b kam karna hota hay kun kay insta main kam karny ka liye bonus humain forum say hi hasil hota hay to is kay liye hu ain forum main account bana kar is main kam karna hota hay is kay liye market kay rules ko follow karna hota hay jaisy kay hum is main posts ko likhty hain to humain is main swal kay mutabik hi answer ko likhna ho ga jis say humain acha bonus milta hay or is kay ilawa forum main achy words ka use karna ho ga jis say kisi ki tazleel na ho sakay or humain civilized ban kar account ko run karna ho ga is kay ilawa humain har posts ko informative ban kar likhna ho ga is main acha data or achi knowledge ka use karna ho ga ta kay market main stay karna or acha bonsu hasil karny main b kamyab ho sakain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

            Ye aapne bilkul theek baat ki Hai Hum logo ko aapke paas same school agree karna chahiye Hum Log Sanam ke member Hai Hamari bhi kuch responsibilities hai agar Nahi Karta Nahi Hota Hai kuch Aasan Nahi Hota hai isliye Hum logo ko pha-ngan Karu Usko solve karna chahiye Phir Hum Logon Ko iska bahut fayda Hoga Hum logo ko kamyabi milegi
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

              forex trading main boht say log kam kar rahy hain or jo jo trading main kam karta hay to forex forum main b zror kam karta hay is say ye hota hay kay market main kam karny kay liye jo bonus hasil hota hay us ko hasil karny kay liye hum forum main kam karty hain agr humain success hasil karni hay to learning kar kay kam karna ho ga kun kay forum main kafi achi posts likhny par hi humain acha bonus milta hay is main ziada knowledge or ziada informative posts ko likhna hota hay jis say acha impression parta hay or is kay sath sath humain misbeahve ko b avoid karna ho ga kun kay is kay kuch asool hoty hain jis ko agr cross karty hain to accoutn ban b ho sakta hay so forum kay members ko polite rhty hoye kam karna ho ga or apni kargardgi ko b acha karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

                Agar Hum Log Pakistan Forex forum kayroll ko follow nahi karenge To Phir Hum logon ko band kar diya Jayega isliye Hum logo ko Roz ko follow karna chahiye Phir Hum Log Yahan Se Accha Bansal kar sakte hain aur phir Hum Logon Ko is ka fayda hoga
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

                  Assalamualaikum bhai aapne bilkul dekhna chahta Hoon Forex member responsibility hai aur hum Sabki responsibility Hai Ke Hum or information wali posting tamaam friends ke saath share kar aur uske baad hai Hum Log Apne kaam ko Puri Tarah Se kar sakte hain
                  Pakistan zindabad
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

                    g han dear ap ny bohat he achi fbat kahi agar apl is forum mein work kar rhy hein or achi earning kar rhy hein to ap ko rules ko follow karna bohat he zarori ha is liye forex mein hard work or acha experience menin apjki life change kari ja sakti ha or forum mein gar ap work kar rhy hein to apny friend ko invite kareen or unhen misguide na kareen is liye ap is mein hard work kareen or rules ko apny doston ko bhe samjaheen gay tabhi wo is mein rules kay sath work kar sakty hein daily limit post kay sath posting karen bat ko achi tarha say samjhana zarori ha kisi bhe thread ka reply mein usko mention karna bohat he zarori fha tabhi ap is say achi earning kar sakty hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

                      Forex Forum key members ki jo responsibilities hoti hey sab se pehly to members ko forum me koi esi post nahi karni chaye jo key ghir zarori ho, copy pest members key ley bilkul be allow nahi, administrators key sath kesi kisam ki koi batemazi nahi karni chaye aur na hi other members ko misguide karny ki koshish karni chaye, self knowledge ko share karny ki koshish me members ko agar bonus kam be mily to us ko ye haq nahi key wo Forum ko blame kary ya administrators ko blame kary, Forum me spelling mistakes ko khatam karny ki koshish karty rehna chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

                        Zimedaari ke saath kiay janay waly kaam aksar faida he daity hain, or achay nataij samnay aatay hain.

                        1. Sahi baat share karna or ghalt knowledge ki correction karna hamari sab se bari responsibility ha. Is se ham members ko wrong feeding se bachana hain.
                        2. To the point post ka jawaab dain. Baat ko Lamba chorha kar k na likhain.
                        3. New ideas jin se trading main asaani ho wo zaroor share karain.
                        4. Achay threats create karna hamari zimmydari ha, kiun k kuch log courses afford nhi kar sakte to unki study or knowledge ka source posts hoti hain.
                        5.1 number tareeka se mehnat wala kaam karna hamari zimmydari ha. Apni thoughts share ki jaein na k copy paste kar k 2 number kaam kia jae. Is tarah apko Ban kia jae ga.
                        Last edited by ; 20-04-2019, 03:19 PM. وجہ: Spelling mistake
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

                          Forum members ki responsibility yeh han k woh forum kay rules and regulation ka khas khial rakhay sab say pehlay forum kay qawanen ko reed karay ta keh posts karnay kay doran ya fir Forex ki aam guftaguu karnay kay doran koi sangeen mistakes na ho jay posts main koi wrong mawad shear na karay aor na hi apnay kisi galat knowledge say kisi dosaray ko miss guide karay posts main kisi dosaray ki bat ko copy past na karay posts main kisi kay sawal kay jawab main koi ghair ikhlaqi bat na likhay post ko topic say hat kar na kary Hamesha punctual ho kar forum par kam karay aor daily posts karay apnay account ko protect karay forum kay har member ki yeh zima dari hay k woh har us movement say guraz karay jo forum kay rules and regulation kay khilaf ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            Forex forum key through hamari requirement (bonus reward aur knowledge ka hasil karna) pori hoti hey, es ley Forum members ki bahot si responsibilities hoti hey jes ko forum members ne pora karna hota hay,

                            1. other members ko forum me posting key through misguide nahi karna chaye

                            2. copy post ka shortcut way use nahi karna chaye

                            3. kesi be member ko ye allow nahi key wo forum me ghalat words use kary

                            4. administrators key sath muhazeb lezy me bat kani chaye

                            5. Topic se alag kesi bat ko forum me discus karna allow nahi, topic se related hi knowledge share karna traders ki responsibility hoti hay.
                            assalamu alaikum bhai bhai Jaisa ki aapne Pucha ke Forex Mein Forex members ki kya-kya responsibilities hai tu Bhai Main is bare mein Kahaniya chahungi ke waise to members ki bahut Sare responsibilities hai lekin Unhe Kuch Khaas Baaton ka bahut jyada khayal rakhna chahiye Jo Kyon palasi me Farz hai Jaise ke koi bhi member Kisi bhi member ke liye false words use Na Kare koi bhi member Kisi bhi member consult Na Kare usko views Na Kare sabse Mahaan baad koi bhi member copy paste Karne Ki Koshish Na Karen Kyunki yah bilkul bhi Sahi baat nahin hai ki hum Kisi Aur ki post ko copy kar kar Apne naam ke sath paste kar ka post kar de Iske alava usko chahi ke Woh Jo Bhi Pooch Mere Hua Ek acchi post sabit Hoon usme Koi Faizul ki baat hai idhar udhar Ki Baat Na Ho justforex se related hai baat ho Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forum members ki responsibilities

                              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha Hy Pakistan forex forum best froum ha is k rules Han un ko follow karna humary ley both zarori ha is ley ha k hum Pakistan forex forum k tamam rules ko follow karny ta k humary account banned bi na hon or humy acha bounce bi Mily or hum successful hon is ley humy Pakistan forex forum pe jo bi post karny to asi karny jo full informative ho jis new traders or senior members bi fayda hasil Karny jtna ap ka knowledge or experience ha share karny ta k sab members is fayda hasil karny or easily trading main successful hon Jo topic ho us k bary main discuss karna chae ha topic sy hat k koi bi baat ni karni chae ha sab dostun sy mil chalna chae ha aik dosry ki help karni chae ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X