Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna
    Leverage :

    Leverage aik offer hay jo kay broker trader kay liye kerta hay. is main jab trader broker kay sath koe trade kerta hay to us trade ki total maliyat ki raqam ada kernay ki bajaye trader kay account say kuch percentage minus ki jati hay. jo kay leverage ki us ratio kay mutabiq hoti hay jo trader account banatay howay set kerta hay.

    Leverage kay fidey :

    Leverage zayda set kernay kay fidey yeah hain:
    1. Samall account per bara profit
    2. Bari lot ka lag jana
    3. Free margin ka zayada rehna
    4. Scalping trading main fiday mand hona

    Leverage kay nuqsanaat :

    Leverage zayada set kernay kay nuqsanat:
    1. Bara loss hona
    2. Choti move say bara nuksan ho jana
    3. Small account ka jaldi wash ho jana
    4. Trader ka market main trading dorania kam hona

    Kam leverage kay Fidey :

    Kam leverage use kernay kay fidey:
    1. Kam leverage use kernay say account jald wash nahi hota ager stop loss na bhi ho
    2. Kam leverage say trader ko trade safe nahi kerna perti.
    3. Kam leverage say trader ka account backup zayda rehta hay jis say trade zayada ter safe rehti hay.
    4. Kam leverage say trader ka margin kafi zadya rehta hay jo kay trade kay backup kay tour per kam kerta hay.
    5. kam leverage say account safe rehta hay aur trader trading main aur market main zayada wakat guzarta hay jis say wo kafi had say safe trading kernay ka adi ho jata hay. aur trader kay pas trade ko safe kernay kay liye kafi time hota hay.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

    Leverage key fawayed bahot zeyda hey agar traders responsibility key sath leverage ko use karen gey to es se traders ko bahot zeyda faiada ho sakta hay aur agar traders ki taraf se responsibility se kam na lety howy leverage ka ghalat use karen aur ghir zarori risk leverage key base par len gey to mera khayal hay key ye leverage us key account balance aur profit key ley enemy se kam nahi ho sakta, high leverage key base par trading me profit average ko improve karna asaan hay magar reasonable risk hi lena chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

      Assalamualaikum bhai aapne Jo Baat Hai Ke Hum logo ko leverage ka kam istemal karna chahiye wo thik baat hai lekin main leverage se tere ko bahut fayda bhi hota hai agar aap isko istemal karte hotoh aap usse Kaise profit Banane Mein Kamyab kar sakte hain aur is Waqt red indicator ko bahut jyada use kar rahe hain
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
        Leverage :

        Leverage aik offer hay jo kay broker trader kay liye kerta hay. is main jab trader broker kay sath koe trade kerta hay to us trade ki total maliyat ki raqam ada kernay ki bajaye trader kay account say kuch percentage minus ki jati hay. jo kay leverage ki us ratio kay mutabiq hoti hay jo trader account banatay howay set kerta hay.

        Leverage kay fidey :

        Leverage zayda set kernay kay fidey yeah hain:
        1. Samall account per bara profit
        2. Bari lot ka lag jana
        3. Free margin ka zayada rehna
        4. Scalping trading main fiday mand hona

        Leverage kay nuqsanaat :

        Leverage zayada set kernay kay nuqsanat:
        1. Bara loss hona
        2. Choti move say bara nuksan ho jana
        3. Small account ka jaldi wash ho jana
        4. Trader ka market main trading dorania kam hona

        Kam leverage kay Fidey :

        Kam leverage use kernay kay fidey:
        1. Kam leverage use kernay say account jald wash nahi hota ager stop loss na bhi ho
        2. Kam leverage say trader ko trade safe nahi kerna perti.
        3. Kam leverage say trader ka account backup zayda rehta hay jis say trade zayada ter safe rehti hay.
        4. Kam leverage say trader ka margin kafi zadya rehta hay jo kay trade kay backup kay tour per kam kerta hay.
        5. kam leverage say account safe rehta hay aur trader trading main aur market main zayada wakat guzarta hay jis say wo kafi had say safe trading kernay ka adi ho jata hay. aur trader kay pas trade ko safe kernay kay liye kafi time hota hay.

        Ji mere bhai Hame leverage ka km ya zyada istemal nhi dekhna blk jitna ho ske time pe use kre Thode Labra se trade ka vajan kam ya Jyada nahi rehta mobile ke trade ke backup ke Taur par kaam rehta hai thoda level se account save data hai or credit trading mein aur Market mein jyada Waqt Guzarta Hai jisse Wo Kafi Hai Aise save trading karne ka RD ho jata hai aur trader ke paas date ko saaf karne ke liye Kafi time Hota Hai Hame iska Sahi istemal karna chahiye Hum Se fayda Utha sakte hain yeh ek best way hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

          Ager him logo leverage ko kam se kam rkty ha to is ka him logo ko bhot hi Zayed fida hota hai aur hum log Kafi accha profit bana sakte hain isliye Hum logo leverage kam se kam rakhni chahiye is ky sath hi him logo ko kamyabi milti hai aur hum log Kafi accha profit bana sakte
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

            Leverage ko istemal karny say pehly traders ko is baat ka ba khoobi pta lagana chahye kay leverage hoti kya hay.Leverage aik aisi izafi raqam hoti hay jo brokers ke taraf say traders ko de jati hay tak wo kam deposit hony kay bawajood bhi achi trading kar saken. ab leverage ke technique ko smajhna aur leverage ko istemal karny ka fun seekhna traders kay liye kamyabi ke daleel hay. ziada leverage ka istemal traders kay liye hamesha nuqsan deh sabit hota hay. kam leverage traders kay liye hamesha fayda mand sabit hoti hay. kam leverage say trades long time kay open rakhi ja sakti hain aur loss hony ke surat main bhi kam az kam foran account wash hony ka khatra ni hota.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

              jab b hum market main kam karty hain to is main levrage ka use karna ho ga kun kay levrage kay use say hi market main trading ki jati hay is main humain levrage kay bgyr koi b order place nai kar sakty hain is kay sath sath humain trade kay risk ko b manage karny ka faida hota hay jaisy kay agr hum high risk main kam karna chahty hain to levrage ko high rakh sakty hain or trade laga sakty hain agr market humary favor main jati hay to acha profit ho sakta hay magr is kay nuksanat b hoty hain jis main ye hay kay agr market favor main na ho or against move kar jati hay to humara account aim minute main wash ho sakta hay so humain active ho kar kam karna ho ga jis say trade karna humary liye asan ho sakta hay or market main km time main ziada achi earning haisl ho sakti hay
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

                levrage ka istamal karna har aik trade main lazmi hota hay magr is ka sai use karna b successfull trader us seniour trader ko hi ata hay kun kay is kay use say humain ziada profit b ho sakta hay magr is main loss b ho sakta hay so market main trade karny kay liye humain active ho kar achy say kam karna ho ga kun kay market main ziada levrage ka use karnay say ye hota hay kay humain km balance say ziada achi earning kama sakty hain kun kay levrage ko high rkhna hota hay to isi kay opposite ye bat hoti hay kay humain usi time main loss b ho sakta hay so active ho kar humain achy say kam karna ho ga ta kay stay karna humary liye asan ho sakay is main levrage ka miss use nai karna ho ga or is kay sath sath humain apny account balance ko b acha kar kay kam karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

                  Leverage key fawayed bahot zeyda hey agar traders obligation key sath leverage ko use karen gey to es se investors ko bahot zeyda faiada ho sakta hay aur agar traders ki taraf se responsibility se kam na lety howy leverage ka ghalat use karen aur ghir zarori threat leverage key base par len gey to mera khayal hay key ye leverage us key account stability aur earnings key ley enemy se kam nahi ho sakta, high leverage key base par trading me income average ko improve karna asaan hay magar affordable threat hello lena chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

                    levrage kay istmal ki bat karty hain to humain is main kafi achi help milti hay kun kay agr account main agr km balance hota hay to hum levrage ka use kar kay is main high risk par kam kar sakty hain jis say ye hota hay kay hum km balnce say b acha profit hasil kar sakty hain or levrage ka use har trader main karna hota hay koi b pairs hon gay to humain leverage ko use karna hota hay cahaye wo currecny pairs hon ya phir commodities ka use karna ho ga magr is ka negitive poitn ye hay kay humain agr is main loss hota hay to boht loss ho jata hay aik mint main market agr against ho gi to account wash b ho sakta hay so humain koi b tool ko use karna hay to aik limit main hi use karna ho ga ta kay trade main achi earning hasil kar sakain or ziada profit b gain kar sakain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Leverage ka kam istamaal kerna

                      Leverage aur equity ka apas mein direct relation ha. Agar equity big ha, to ziyada leverage useful hoga aur agar equity small ha to small leverage useful hoga. Jab bhi leverage ko ziyada kiya jata ha, account trading margin % mein izafa ho jata ha, jis ka matlab kay trader ab big lot size ko use kar sakta ha. Ab agar trader kay account mein equity ziyada ha, to wo big lot size wali trades ko sambhaal sakta ha, in case agar wo lose mein ho jati hain to wo market kay change honay ka wait kar sakta ha, magar small equity wala trader agar big lot size karta ha, to us ko margin call jaldi mil jata ha kyun kay small equity ziyada loss ko nahi sambhaal sakti.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X