Solid Forex Strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Solid Forex Strategy
    Without solid trading strategy use key achi trading ki umeed nahi rakni chaye, Solid strategy ko create karny me basic rules kia hony chaye es ka jaiza lena zarori hay,

    1. trade timing: Traders agar buying ya selling orders place karna chahty hey to es ka reason trader key knowledge me hona chaye key kinu ham es time buying ki entry kar rahy hey ya selling entry hi kinu es time place karna behtar hay.

    2. trades objective: Traders ko trades key profit targets aur loss ko stop karny key limits define karny zarori hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Solid Forex Strategy

    Forex trading k liye strategy zroori hai agar ap k pas knowledge hai to ap ko chahiye k usy use kary. Or knowledge ki base par strategy bnaye jis ko ap live trading par apply kar saky or agar ap apply kar saky to ap ko hi us ys faida hoga lekin new strategy live account par apply karny sy pehly ap ko chahiye k ap demo account par practice kary.
    Agar ap apni strategy demo account par azma ly gy to us ka faida ye hoga k agar fail hui ap ki stratgy to ap ko loss nahi hoga or agar strategy kamyaab hui to us ka faida to hoga hi apko ap us sy earning kar sakty hai is liye ap achi strategy create kary oe wo ap ki knowledge par hi depend karta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Solid Forex Strategy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Without solid trading strategy use key achi trading ki umeed nahi rakni chaye, Solid strategy ko create karny me basic rules kia hony chaye es ka jaiza lena zarori hay,

      1. trade timing: Traders agar buying ya selling orders place karna chahty hey to es ka reason trader key knowledge me hona chaye key kinu ham es time buying ki entry kar rahy hey ya selling entry hi kinu es time place karna behtar hay.

      2. trades objective: Traders ko trades key profit targets aur loss ko stop karny key limits define karny zarori hey.

      Assalamualaikum Bhai aap? Main Chahata Hun K trading Forex strategy jo hai woh bahut hi jyada importanthey aap Kitni Achi strategy Karte Hain aur Sabse Badhkar nahi karna chahata hoon Kaise planning aap Kitni Achi Hogi aap apne hi achchi trading kar Sakenge
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Re: Solid Forex Strategy

        Aapne bilkul theek baat ki hai agar Hum Log Is Tarah Se kaam karte hain toh phir Hum logon ko kamyabi hi milti hai isliye Hum logo ko Is Tarah Se Kam karna chahiye tha Ke Hum Log achha profit hassil kar sake aur kamyabi Hasil kar sake Jiska Hum logo ko bahut jyada fayda hota hai agar Hum Log aapki baat par Amal Karte Hai Tu
        • #5 Collapse

          Re: Solid Forex Strategy

          Solid strategy se hi achay result is hasil hona mumkin ha. Strategy apka trade plan or trade karne ka tareeka hota ha.
          POINTS of effective strategy=achi strategy wo ha jis main behtareen kisam ka Trade plan ho. Trade ka Decision markeet ki technical or fundamental analysis ko techniques k saath analyse karne k baad lena achi strategy ha. Protective tool stop loss ka use bahut mofeed ha. Risk management or money management plan ko bhi forget nahi kia ja sakta. Or Risk ko bhi under control rakhna best planning ka hissa ha. Every trade main 1 percent se zayada risk na lein kiun itna risk manage ho sakta ha easily. Khud ko difficulties main na daalain. Achi trading k liay mozoon yani munasib waqt ka intekhaab karain.

          Ye baatein achi strategy bananay main apki zaroor madad karain gi .
          • #6 Collapse

            Re: Solid Forex Strategy

            Forex trading main trader ko trade kernay kay liye 2 chezon ki boht zayada zarorat perti hay. pehli ko trading analysis aur dosri ko trading strategy kaha jata hay. jis trader kay pas yeah dono chezen achi hain to wo kamyab trader hay. que kay trader ko trading analysis ka knowledge batata hay kay market ki next move kia honay wali hay. market kahan say kahan tak move kernay wali hay. aur trading main entry ki liye trading strategy boht zarori hay. que kay trading strategy say hi trader ko idea ho jata hay kay us nay market main kahan entry leni hay aur kab leni hay. trading strategy say hi trader ko take profit aur stop loss kay target miltay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Solid Forex Strategy

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab bi trading karni ho to pehly dakh lan k market is waqat kya kar rehe ha is ki movement Kasi ho rehe ha or is k alawa candles chart dakheny us ki help sy analysis karen or us k mutabiq trading karny market trend ko follow karny or small lots use karny risk bilkal bi na lan sakun sy trading karny or money management k sath trading karny to ap ko market profit he da ge kahen bi mar Ni da ge ap forex trading main successful hon gy or ap ko loss k chance kam hon gy forex trading best business ha is ko seek k karna both zarori ha
              • #8 Collapse

                Re: Solid Forex Strategy

                agar hum ache or profitable trading karna chatey hain to hamy soild trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to be hamy kuch hasial nahi ho ga forex mai strategy ke bohat ahmeyatr hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Solid Forex Strategy

                  Forex traders trading kertay hain tou unn ko aik aisi solid strategy chaiye hoti hai jiss ki madad say woh apnay business say faida uthanay ki position mai ajatay hain. Instaforex trading company mai jab kaam shuru kia Jata hai tou traders ko yeh baat seekhni chaiye kay aik qabil e ammal working plan ya strategy kaisay Banai jaa sakti hain. Kiyu kay jab takk traders kay paas aisi koi solid strategy na ho tou uss waqt tak unhain business say faida tou hota hai laikin acha faida haasil nahi ho pata hai.

                  Forex trading business mai jabb kaam shuru kia Jata hai tou traders sub say pehlay forex ki basics seekhtay hain jiss mai iss business ka fundamental knowledge aur learning shamil hoti hai. Uss kay baad traders apnay knowledge ko demo accounts mai practice ker kay improve ker kay experience gain kertay hain. Iss Tarah traders forex trading business mai aik solid approach Bana laitay hain. Proper strategy achay business plan ko execute kernay mai madad daiti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Solid Forex Strategy

                    Different ways of trading mein agar aap acchi trading karna chahte hain to uske liye acchi strategy Kafi sari maujood hai lekin mera Khyal se sabse Behtar aur achi strategy hai hi news trading agar aap news ko acchi Tarah Se samajh lete hain to aapko Ek week mein sirf aur sirf ek hi trade Lena hoti hai jo ki aap acche profit ke sath close kar sakti hain uske liye jaruri hai ki aap ************.com per jakar news time dekh le aur use news ko acchi Tarah read kar lenge news ki movement kya hai aur use per bi stop aur sales Top ki trade open Karen jisse aap take profit aur stop loss ko use karte hue open Karen jisse aap Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Bada lot size use Karke aap Chhote pips per trade ko close kar sakte hain aur aap accha profit Le sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X