Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,
    main yahan money managment ko short main MM ka nam dun gi ,
    g dosto mera khiyall se ha learnig practice k bad jo bat forex trading main importance hasil ha wo ha moneymanagment ,jb tk ham MM se apny account ko manage nahi krty hamra accoutn mushkil main rhta ha ,hamain apny bonus ya apny account balance k mutabik safe trade krni chaye takay hamara account balance zaya na ho ,koshish krni chaye k 0.01 or 0.02 ki lot size use kiya jaye jo k ak safe lot size ha ,1 ya 2 trade se ziada trades na lagain ,over trading se account ko khatra ha ,:1f626::1f626:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

    G han jab tak money ko manage kar key trading ki jaye account balance me kami nahi aye gi, Forex business ki volatility ko agar deka jaye to koch traders ko loss es waja se ho jata hay key wo money ko manage karna nahi janty ya agar janty hey to risk ko avoid karny ki nakam koshish me money nahi karty, trading ko easy samjny wala trader be money management ko avoid kar sakta hay ye traders ka over confidence hota hay key market us ko loss nahi de sakti es waja se money ki management na karny ki waja se un ka account tak be wash ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

      Kici bhi qisam kay karobar ko kamyabi say chalany kay liye money management boht zaruri hay. Forex ka business to boht ziada risky hai,is main to koe bhi trader agar blindly kam kary ga to wo hamesha nuqsan uthay ga aur phr wo kabhi bhi ek acha aur kamyab trader banny ka khawb sharminda.e.tabeer ni kar sakta. Forex jaisy pecheeda business main sabi qadam rehny ky liye aur is main acha profit kamany kay liye traders ko money management lazmi seekhni chahye aur phr is ko practically apply bhi karna chahye. aik trader kay pas agar aik waqt main boht ziada investment aa jati hay ya phr baaz auqat trading main boht ziada profit aa jata hay aur wo us ko sambhaal he na saky aur us ko theek trah say utilize he na kar saky to phr us ka koe fayda ni hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

        g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree bhi krta hun forex trading main money mangmnt ki boht ahmiyt hai q k es se he hum apni trading or apny account ko mange kar k trading kar skty hain maonry mangemnent ka sub se bara faida yah hota hai k aik tu hmain loss akm se kam hota hai dosra yah k aghr hum es k sah apni trdaing karen tu hmara ccount bhi save rahta hai jo k hmain apni trading ko jari rakhny k liye boht ahmiyta rkhta hai es liye hmain apni trdaing main maonemy mangmnt k liye smal lot size k sath apni tarde ka order lgna chahye dosri yah bat hai k apni trading main stop loss or take profit k sah trading karen jis main hum apni trading main money mangemnt ko qaim rakh skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

          Assalamualaikum dekhi aapne Jo question kiya hai aur jo uski tafseel Mein Bataye I think woh sab theek hai lekin main Yeh Kehna Chahta Hoon Ki Mere Khayal Se Agar Hum Log Ek accha trader Banna Chahte Hain To uske liye sabse Jyada Jo most and important cheez hai speaker informationMohe Hai Ke Aap Jo Bhi kaam shuru kare aap Uske baare mein Mukammal Taur par information Haasil honi chahiye uske baad hai yahan pe Kasi theatre Ban sakte hain
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

            Log investment bhi kar lety hain aur karobar start bhi kar lety hain magar unhain kafi arsy tak management karni he ni ati hay. kici bhi karobar ko kamyabi say chalany kay liye deposit,time,space kay elwa jo sab say important cheez darkar hoti hay wo management hoti hay. agar management achi ho ge to karobar boht ziada tarraqqi kary ga aur profit bhi earn kary ga aur agar karobar chahye jitna bhi bra ho ga magar management weak ho ge to na to wo karobar taraqqi kary ga aur na he wo profit kama saky ga balky ulta nuqsan he ga aur qeemti sarmaya bhi zaya ho jay ga aur market main impression bhi acha ni jay ga. Forex market main bhi money management jo traders achi kar jay ga wo losses say bhi bach jay ga aur munafa bhi boht acha kamay ga aur kamyabi us kay qadam choomy ge.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

              account ka use karty time humain is main money management ki trf b dyhan karna hota hay is main jab b kam kia jata hay to is main kafi pairs ka use kia jata hay agr to hum is main active ho kar achy say kam karty hain to stay karna humary liye asan ho sakta hay low risk main agr trade karty hain to b market ko manage karna or is main kam karna humary liye asan ho ga kun kay lot size ko hum nay khud deicide karna hota hay kay kis point tk hum high set kar sakty hain agr to hum is main high risk main kam karty hain high lot ko set karty hain or agr low risk main kam karna hay to low lot kay size ko rkhna hota hay jis say trade karna humary liye asan ho sakay so humain active ho kar kay market main kam karna ho ga ta kay trade main ziada loss nai ho sakay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

                money management ki bat karty hain to ye b aik big point hota hay jis ki help say market main achi eraning hasil ho sakti hay so humain active ho kar trade karna ho gi kun kay jab b hum market main stay karty hain to kafi mehnat darkar hoti hay or trade karny kay liye humain money ko manage karna hota hay kun kay isi ki base say hi humain market main karm karny ka faida hota hay jab b hum lot ko set karty hain to is main lot ka size zror achy saya set karna ho ga kun kay agr to high risk main kam karty hain to trade karny main acha profit to ho sakta hay magr ye b hay kay agr loss hota hay to aik mint main account wash ho sakta hay so maoney ko is tara manage karna ho ga kay account b safe rahy or achi trading kar hay acha profit hasil kia ja sakay
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

                  G bhai money management kamyabi ky leya bhot Zaroori ha is sy him logo ko kamyabi milti ha or him log Kafi kuch Hasil kr skty ha or him logo ko is Ka bhot fida hota ha or him log Kafi acha profit hasil kr skty ha or him logo ko kamyabi milti ha or is ka bhot fida hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

                    market main kafi tools hoty hain jin ko dykhty hoye kam karna hota hay is main isi tara money management hoti hay is main agr money ka khyal rkahty hain to acocunt ko maintain karny main kafi asani ho sakti hay agr to is main lot ko achy say set karty hain to b market main stay karna humary liye kafi best ho sakta hay kun kay money manage say hi account ki conditon ka pata chlta hay agr to hum is main har trade high risk main lagty hain to is main account kay wash hony ka b dar hota hay jis say market main loss ko km karny kay liye humain mehnat karna ho gi kun kay mehnat say hum acha profit gain kar sakty hain is kay sath sath humain apny account ko run karny kay liye is main achi stratgy ka use kar kay money ko manage kar kay kam karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

                      Money management kamyaabi k liay zaroori ha, mai apki baat se bilkal agree karta hoon. Aap ko pata hona chahiye k money management ha kia cheez. Apnay account capital k lehaz se orders open karna or account balance ko daikhtey huay risk lena money management kehlata ha.

                      Risk ko manage karna Money management ki kamyaabi ha. Kuch logoon ka account mukhtassar sa hota ha lakin phir bhi wo barha Lot size select kar dete hain jo k account wash ka bais banta ha. Agar har koi 1 percent tak risk of apnay har trade main to usko loss kam see kam hoga. Ye best asool ha loss prevention main.
                      Money management main itna he trade open kia jitna ha jitna loss bardasht kia ja saky. Or nuksaan ki limit laga di jati ha yani stop loss. Esa karna bahut behtar ha is se apko aik limit tak loss hota ha. Acha profit hasil karne k liay money management plan hona bahut zaroori ha.
                      Last edited by ; 26-04-2019, 10:53 AM. وجہ: Spelling mistake
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

                        Dear members money management aik acha aspect ha trading ka. Market ko observe kr k agr aik trader daikhe k trend aik simat men ja raha or tezi se ja raha ha to wo aik lamhae k liay monet management k aspect ko nazar andaz kr k barre trade laga sakta ha or ye chez trend bdalne pr aik bare loss se do char kr sakti hai aik acha trader bn nay k lia bht he zaruri ha ap maoney management kreen or apni investment k mutabiq trades lagaen ta k account wash hone se bacha rahay or ap kaam continue rakhain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

                          je ap ne bohat ashi baat ki ha k forex trading ma learning k baad sab se pehli cheze ha money management, q k is k baghair ap apnay account ko increase ni kar saktay hian aur na hi asha profit kama saktay hian to money management ma darj zail chezain important hain jaisay
                          == hamesha trades ma lot size ko apnay account k capital k according select karian
                          == ziadah trades ko open mat karian q k is ko manage karna mushkil ho jata ha is lye yeh money management ka hisah hota ha
                          == money management ma ye cheze ahm ha k stop loss aur take profit ko lazmi use karian
                          == greed se avoid karain q k is se loss k ziadah chance hota ha
                          == daily base pe trade karain ya monthly report k base pe apna profit check karian
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

                            Forex trading main kamyabi kay liye money management ki boht zayada zarorat hay. jesay aik aam insan apni salery ko manage keray to wo achi trah manage kernay ki waja say usi salery ko zayad achi trah say utilize ker leta hay same isi trah say ager trader kay pas achi investment na ho lakin wo achi management ker ley to wo bhi achi earning ker sakta hay. money manage main risk management khud ba khud a jati hay jo kay trading kay liye boht zarori hay. koe trader aisa bhi na kahay kay 50 ya 10 dollar ki management ker kay wo achi earning keray. reasonable amount hona zarori hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza ;money management kamyabhi k liye lazmiha ,

                              g han bhai ap ny shai bat ki hai or main apki bat se agree karta hun forex trading main money mangement ki boht ahmiyat hai q k jub tak money managemnt qaim hogi tab tak hum apni trading ko bahtr ban skty hain es liye hamain apni trading main risk k factor ko kam se kam rakhen q k jitna risk kam hoga otna he hmain apni trading main loss ko kam kar skty hain es liye apni trading main lot size kam set karen or apni trading main stop loss or take profit donu he set kar k apni trdaing karen yah 3 tools aghr hum apni trading main use karen tu hum apni trdaing main monrey mangemnt ko qaim rakh skty hain or apni trading main loss k factor ko kam kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X