Forex news aur Forex articles

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex news aur Forex articles
    Forex News

    Forex news trading key ley important tool ki ehseyat rakta hay jo key every time latest news internet se hasil ho sakty hey, Forex news ko as a tool agar use kia jaye to traders every time latest development se attention reh sakty hey, New every time aur every movement par traders ki guidance kar sakta hay, mostly traders news par depend karny ki waja se risk ko manage karny me aur loss positions ko profit direction me convert kar sakty hey, news traders key ley important hay key wo time to time news information hasil kary es se news jo effects market par kar sakty hey traders ko trade ki entry aur exit karny key ley guidance ka kam de sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex news aur Forex articles

    Assalamualaikum bhai Apne se baat ki hai main usse agree karta hoon ke Forex news par traders depend karte hain Kyunki Agar aapko market movement ke baare mein pata hoga to freeze Na Sakenge na Agar aapko market news ke baare mein Maloom hoga toh uske baad hai aap apne trading co complete kar Sakenge aur Market movement ke baare mein agar Apke Pas yachi information on use Hogi Tabhi Toh aap apne trading ko best kaise kar sakte free hai toh aap ek best profit Bana Sakenge
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Re: Forex news aur Forex articles

      Hum logo ko news ko follow karna chahiye news ke motabik ager him log trading karte hain aur hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi accha profit bana sakte hain isliye Hum logo news ky motabik hi trading krni Chaya Phir him logo ko Kafi fayda hota
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex news aur Forex articles

        Forex News ki ehmiat ko trading main faramosh nahi kar sakte. Kissi mulk ki conditions behter hoon to uski currency bhi behtari ki taraf jati ha. Is liay economical or political halaat kissi mulk ki currency pe bahut gehra assar rakhte hain. Or halaat ka hamain international news se hi pata chalta ha. Jis tarah crismas waghera jesy events trading ko effect karte hain issi tarah se news bhi markeet ki movement ko change karti hain.
        News markeet main sudden change lati hain, agar aap unexpected loss se bachna chahte hain to phir international news se lazmi aware rahain. Acha trader news ki madad se bahut acha Entry point or acha trade find kar leta ha news se. News selling or buying direction determine karti hain.
        Forex articles parhna bhi reader k liay bahut best ha. Is se forex k related new ideas, plans or unke results or prevention or best trading techniques ka pata chalta ha jissay aap demo test kar k apna sakte hain. Articles apke trading ability ko groom up karte hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X