Leverage work against traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage work against traders
    Leverage broker ki taraf se as a trading tool facility hay jo key traders key against work karny ki capacity rakta hay, high leverage ko investors key account key ley acha samja ja sakta hay magar bahot se traders ki ghalat fehmi ye hoti hay key risk management key ley minimum leverage size ko zarori samjty hey, leverage ko agar trading me responsible ho kar use na kia jaye to ye traders key account balance key ley enemy zaror ban sakta hay magar traders ki responsibility hoti hay key wo har mumken koshish kary key leverage asani se us key trade position key against work na kary.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leverage work against traders

    Leverage ko under estimate karna sahi nahi ha, without leverage 99% traders kabh trading nahi kar sakain gy, due to the fact kay phir har trade kay liye bohot bari raqam ki zarurat hogi. Leverage aik 2 sided sword ki tarhan ha, jis ka agar sahi use kiya jaye to beshumaar faiday hain aur agar ghalat use kiya jaye to nuqsan bhi bohot hain. Leverage aur equity ka proportion balanced rakhan sab se zaruri cheez ha because equity ki capacity se ziyada ka leverage useless plus dangerous hota ha, likewise equity se kam leverage ka bhi na honay kay barabar faida hota ha. Leverage aur trading style ka bhi apas mein gehra talluq ha, scalpers usually big leverage plus big lot size ka use kartay huay kam waqt mein faida uthatay hain, jab kay long term traders normal leverage plus big small lot size se long time trades jari rakhtay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Leverage work against traders

      Agar ap risk ko decrease karna chahty hai to me b ye hi manta hu k leverage kam honi chahiye Agar ap ki leverage zeyada ho gi to ap kam balance par zeyada lot size rakh sakty hai or agar kam balance per zeyada lot size rakhy gy to ap ko loss ki tarf movement kam ho jaye gi yani agar lot size kam rakhy gy to market zara against b ho to move kar ly gi ap ka account bardasht kar ly ga lekin agar ap ny lot size bara rakha hai to ap ki loss ki taraf movement kam ho jaye gi ap ka account jaldi wash ho sakta hai is liye agar zeyada leverage ka faida hai to is ka nuqsan b utna hi hai ap ko chahiye k ap apna balance increase kary or phir leverage o increase kary ap ko tension nahi leni chahiye phir lekin leverage ki waja sy risk b hota hai agar manage na kiya jaye to.
      • #4 Collapse

        Re: Leverage work against traders

        Assalamualaikum aapne Jo question Kiya main aapko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke desh ki important hai agar Hum thoda bahut miss kar lete hain usse aap logo ko ek accha fayda hi hoga Jab Tak Nahi Maloom Nahi Hoga Kisi Se Kisi Se Kitna Haifayda Haseen ho sakta hai aur kis cheez Se Kitna laws Haseen ho sakta hai so Mere Khayal Se risk Lena bhi bahut hi Zyada important hai aur aap ko kabhi kabhi risk Le Lena chahiye
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Re: Leverage work against traders

          Hum Log trading karte hain toh isme Hum logo ko library select Karni Hoti Hai Hum logo ko chahiye ke hum log jo leverage select karte hain woh kam se kam Kare Kyunki Hum Log Forex coaching Karte Hain Hum Log new member hote hain aur hum logo ko Forex, Itni Jyada information Nahi Hoti Hai Jiski wajah se Agar hum log big leverage select Karte Hai To Hum Logon Ko loss ho sakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Leverage work against traders

            Forex trading business mein leverage aik aysa option hy js se aik trader ko buht ziada faida bhi hota hy aur nuqsan bhi ho jata hy aur leverage hum js broker par trading kartay han wo broker hum ko daita hy aur agr koi trader ko achy tareeke se use kartay han tu leverage se acha faida hasil kar saktay han aur buht se trader ko leverage se nuqsan bhi hota hy leverage ka use hum ko apni learning knewledge aur experience k hisaab se use karna cahaiye agr tu hum ko forex trading business mein acha knewledge aur experience hasil hy tu phr ziada leverage se trading kar k acha profit earn kar saktay han aur agr knewledge aur experience nhi hy tu Kam leverage hi use karni cahaiye kiok knewledge aur experience Kam ho ga tu ziada leverage se trading kartay han tu account jaldi wash ho jata hy leverage ko apne knewledge aur experience k hisaab se rakh kar trading kartay han tu hi faida hota hy

            اب آن لائن

            Working...
            X