Trading strategy :
Trading strategy aik aisa tarika kar hota hay jis kay teht trader apnay tamam trading kay kam kerta hay. ager dekha jaye to trading strategy hi to tool hota hay jis say trader achi aur buri trading kerta hay. is main trader nay kuch asool aur tarikay wazah kiye hotay hain jin kay teht wo trading kerta hay.
Over Trading :
Trading strategy kay mutabiq jab trader trade kerta hay to wo thek trading ker raha hota hay.
Lakin ager trader new ho aur wo 1 ya 2 trade ko hi sahi trah say sanbhal sakta hay aur manage ker sakta hay to us ko chahye kay wo sirf wohi trades open keray jo wo achi trah say manage ker sakay. Que kay zayada trade laganay say trader ko trade manage kernay main kafi mushkil ati hay. trading strategy kay mutabiq to ho sakta hay kafi pairs per trading setup ban raha ho. lakin trader ko ye dekhna chahye kay kon c trade zayada achi hay aur us ka profit loss ratio kitna acha hay. sirf wohi trade lagaye jo us ko har lehas say zyada achi lag rahi ho.
Under Trading :
Ager koe trader kafi saloon say achi trade ker raha hay aur wo apni trading strategy kay mutabiq trading ker raha hay to us ko chahye kay wo ager aik time main 5 pairs ko dekh sakta hay aur us per trade ker sakta hay to wo apnay ap ko kam trading say nikal lay. aur professional trader kay trah say achi trading keray. na kay trading setup ko chort dey. aur apnay account ko us lehaz say zyada na keray jis lehaz say zyada hon chahye. har pair per nazar rakhay aur achi trade ko kabi bhi un dekha na keray.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим