Combine indicators ko use karny key fawayed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Combine indicators ko use karny key fawayed
    combine indicators ko use karna single indicators se zeyda batter trading signals aur conform indication provide kar sakty hey, two best aur popular indicators ko combine karny se fake market ki movement ko identify karna asaan ho sakta hay, aur traders ko conform direction me trend ki information mil jati hey, momentum indicator key sath agar volume average indicator ko combine kia jaye to es ki waja se momentum average ki aur price volume ki average ka be andaza ho jata hay, combine indicator ka 1 faida ye be hay key traders new trend ko 100% define kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Combine indicators ko use karny key fawayed

    Assalamualaikum bhai aapne Jo question Kiya main aapko Uske baare mein yaad karna chahata hoon ke Agar Hum Log bhi nahi karte hain Hum logKothi fayda Hoga Jitna Hum logo ko 200 indicator use karne par fayda Hasil Hota Hai
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Re: Combine indicators ko use karny key fawayed

      Me ap ki baat sy agree karta hu agar ap ko kuch indicators sahi results dy rahy hai to ap ko chahiye k un ko combine use kary. Yani sab ko ikathy use kary is sy ap ko more accurate result mily ga jesy k kai members CCI or kai members RSI ko use karty hai agar ap in dono indicators ko combine use kary gy to ap ko better result mily ga yani agar dono overbought hai ro ap buy kar ly agar ek overbought hai or dusara nahi to ap ko trading nahi karni chahiye.
      Aisy hi agar ap indicators ko use kary to ap ko achy results mily gy agar ap sath moving average use kary gy to b theek hai is liye ap ko chahiye k ap try kar ly agar ap ko faida ho to ap aisy use kary agar na ho to jo ap ko theek lagy ap kary.
      • #4 Collapse

        Re: Combine indicators ko use karny key fawayed

        Indicator ko istemal karte waqt Apne mind Mein Yeh Baat Rakh leni chahiye ke indicator Jo hote hain wo hundred percent correct nahi hote hain uske sath sath Hum logo ko aur dusra candlestick pattern ko aur Sab Ko Shamil karke hi trading karne chahiye Phir Hum Logon Ko Kafi achha Roshan Milta Hai Aur Hum Log Kafi achha profit bana sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Combine indicators ko use karny key fawayed

          Indicators trading ko asaan bana dety hain. Indicators trade opening or better Trade selection main kaafi had tak helpful hain.
          Lakin hamain indicators ko combine kar k trade karna chahiye, indicators ko combine kar k inka tajzia karnay k baad koi decision lein , iski waja ye ha k Friday ko markeet close ho rahi hoti ha or inverters apna paisa nikaal rahay hoty hain jiski waja se fake trends bantey hain jinko follow karna bahut khatarnaak results ka saamnay karwa sakta ha. Is liay combine kar k indicators ka istemaal kia jata ha. Indicators hamain sirf andaza laganay main madad karte hain markeet ka baaki humne apni zahanat or abilities ka istemaal kar k markeet targets ko achieve karna ha.
          • #6 Collapse

            Re: Combine indicators ko use karny key fawayed

            Trading kay doran accurate entry aur exit kay liye trader ko boht say indicators diye jatay hain jo wo use ker sakta hay. is main kuch trader kam indicator use kertay hain aur kuch boht zayada. lakin ager technically tour per dekha jaye to trader ko zayada say zayada 3 indicators hi use kernay chahye. jo kay trader ko tamam lehaz say clear entry den. na is say kam hon aur na zayada. 1 indicator kabi bhi perfect entry nahi deta. aur zayada indicators trader ko confuse ker detay hain jis say wo entry lenay say darta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Combine indicators ko use karny key fawayed

              Trader ko trading kay liye kuch tools aur idnicators provide kiye jatay hain. trading plat form per yeah indicators asani say use ho jatay hain. trader ko idnicators seekhna chahye. ta kay wo achi trah say in ka use ker sakay. Chart per aik indicator laganay say trader ko wrong signal mil sakta hay. is liey trader ko hamesha yeahi advise ki jati hay kay wo zayada say zayada 3 indicators zaror use keray ta kay wrong entry say bacha jaye. que kay jab 3no indicators entry den to hi trading ki jaye nahi to door hi rehna behter ho ga.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Combine indicators ko use karny key fawayed

                Indicators ko combine kar kay use karnay kay kafi advantages mil sakty hain. Aam toor per daikha jata hai ke achy traders sirf aik he indicator ko use kar kay trading nai kar rahy hoty hain, balkay ziada tar achy traders ke practice yehi hoti hai ke woh 2 ya 3 diffrnet type ke indicators use kar kay trading karty hain. Iss trah say traders ko kafi advantage hasil ho jata ha .
                Traders jab indicators ko combine use karty hain tu woh trade confirmation kay liye aik he indicators per depend nai kar rahy hoty hain balky muliti indicators ke confirmation ke baad he trading position ko open karny ka sochty hain , iss liye aik say ziada indicators use karny say trade ke kamyabi kay chance b barh jatay hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X