trading experience se learning karna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading experience se learning karna chaye
    Forex business me more investment tab tak nahi karna chaye jab tak traders apny hi trading experience se learning nahi karty, traders key fail hony ki 1 waha own trading key experience ko ignore karna be ho sakta hay, traders ka apna trading experience hi lesson de sakta hay, profit/loss key trade kesi reasonable waja se hi ho sakty hey aur every trade traders ko 1 lesson de sakta hay agar proper tareeqy apny orders ki analyzing ki jaye aur esy orders ko learning ka source bana dia jaye to ye be mumken hay key traders es learning ki waja se kamyab ho jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading experience se learning karna chaye

    forex trading k business ko hum boht se tarikiun se learn kar skty hain jis main sub se pahly tu hum forex ki bokks ko read kar skty hain jis k saths ath hum internt par boht kuj dekh skty hain according to businss tu aghr leraning ki bat ki jay tu boht matrial mil jtaa hai es liye zarori hai k hmain leraning par focus rlhna chahye es k ilwa aghr hum bat karen apny expiernce ko gain karny ki tu osk liye demo account best way hai jis ko aghr hum real account main trading karny se pahly use karen tu hmain wo boht acha faida de skty hain es liye hmain apny expiernce ko aghr enhance krna hai tu es method ko use kar lena chhaye ta k hmain loss na ho apni trading main
    • #3 Collapse

      Re: trading experience se learning karna chaye

      Traders ka own trading expernice agar acha nahi be raha ho to es key bahot se reasons ho sakty hey esi reasons ko research karna important hay, beginner traders ki trading me mistakes es time tak control nahi ho sakti jab tak traders apny own trading expernice me daily profit/loss ki average ko find karna zarori hay, loss orders poor trade management ka indication dety hey, es mistake ko demo account ki practice me control karna chaye agar traders esi tarha daily 1 mistake ko be define karny aur es ko control karny me kamyab ho jaty hey to esy beginner traders professional traders ban sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: trading experience se learning karna chaye

        Asslam o alaikum all forex forum members I Hope you will be good and bhai ham forex forum ko different tareekon sa learn kr skty hain. Jis mai Jo main bahot hi zyada acha treeka samjta hoon wo hy kisi expert ya senior k pass ja k kuch din in sa help laina. And us sa best ya bhi hy k aged ap na koi bhi trade lgai hoi Ager us main kuch mistakes etc hon bhi jain to ap ko chaheye k us ko recover jald sa jald kar lain. Jis sa ap ko profit bhi hasil ho skta hy. Hamain zyada sa zyada mehnat kr k is main expert banana chaheye ta k ham zyada profit earn or skain. Thanks
        • #5 Collapse

          Re: trading experience se learning karna chaye

          Forex ko seekhnay k bohat saray sources mojood hain jaisy ham internet pe bohat sari websites hain jaisy
          == Internet k through ham forex ko seekh saktay hian like websites, youtube, books etc
          == Sab se behtreen platform forex learning ka pak forex forum ha jahan ham forex ka har topic ko ashi tarh se samjh saktay hian
          to ap ne bilkul theek bat ki ha jab tak ham forex ma mukamal seekh ni jatay hain hamain real account ma invest in karni chahye
          == Sab se pehly hamain demo account pe practice karni chahye aur demo account pe aik professional trader ki tarah kaam karna chayet to jab tak ham demo account pe asha profit ni kam latay hian hamain ziadah investment ni karni chaye
          • #6 Collapse

            Re: trading experience se learning karna chaye

            Yah forex main aik trader apny experience say jitne learning kerta hia wo kisi our way say nahe ker sagta hai humera apna trading ka live our demo ka experience he humery leay aik best teacher sabit hota hia jes main hum apni her profit our loss wali trade ko note karien our pher us main trade ker k reason diekh k profit kis wja say hoa our pher ager humeri strategy fail hoi to us main kai wja the k humean loss hoa our yahi humeera experience humean better education forex k barey main dita hai jo k humean koi our jitna marze btata rahey hum us main wo batain kabhe bhe nahe samjh sagty hain jitna hum apni daily ki demo our jo hum real account main trading say siekhty hain hum us main mehnat kerna ho gee pher he hum learning ache karein gay acha experience eay ga our pher us k oper humean ache earning ho gee
            • #7 Collapse

              Re: trading experience se learning karna chaye

              g han bhai ap ny bohat he achi bat kahi ha kiyon kay forex ek bohat he acha work ha jis mein ap bohat he achi earning kar sakty hein is liye hamesha hard work kay sath ap apni life change kar sakti ha is liye forex mein learning karna boha the zarori ha kiyon kay forex ek acha business ha is liye agar ap is mein apny ap khud ka experience nahi hasil kar pao gay to ap loss kar betho gay is liye hamesha achi earning kar liye ap kisi pay depend nahi reh sakty kiyon kay hamesha earning life time earning earn karnay kay liye khud ka acha experience hona bohat he zarori ha then ap achi earning kar sakty hein so acha experience he apko life earn karwa sakta ha is liye signal etc cheezen sab bekar hein khud ka acha experience knowledge he apko kamyab earning day sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: trading experience se learning karna chaye

                Assalamualaikum bhai aapne Jo question kiya hai mujhe jahan tak Uske baare mein knowledge hai woh main aap ke saath Jarur share karna ChahoongaAgar Hum Log Apne experience a sakte hai to usse Hum Log apni Nazar Mein bahut hi jyada hai Safar kar sakte hain aur Se Hum Apni trading co be best se kaise kar sakte hai aur accha profit bana sakte
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: trading experience se learning karna chaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Forex business me more investment tab tak nahi karna chaye jab tak traders apny hi trading experience se learning nahi karty, traders key fail hony ki 1 waha own trading key experience ko ignore karna be ho sakta hay, traders ka apna trading experience hi lesson de sakta hay, profit/loss key trade kesi reasonable waja se hi ho sakty hey aur every trade traders ko 1 lesson de sakta hay agar proper tareeqy apny orders ki analyzing ki jaye aur esy orders ko learning ka source bana dia jaye to ye be mumken hay key traders es learning ki waja se kamyab ho jaye.
                  Successful trading karne ke liye experience bahut jyada matter karta hai 4traders experience ki practice se bana sakte hain isliye traders ko chahiye ke Jyada Se Jyada trading ki practice Kare Jab vo practice Jyada Karenge to Unka experience be automatically achha Hoga acche experience ke sath trading karne ka traders ko bahut fayda Hoga or Forex trading se trade Karke profit Banane Mein behan Hogi isliye traders ke chahiye Kate wedding planning or practice karne ke baad trading kare
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: trading experience se learning karna chaye

                    Hamare Paas tradingqna related Jitna jayada experience Hoga Hum Log itna hi Zyada trading Karke profit bana sakte hain isliye Hum logo ko sabse Pehle Apne trading co Mein izafa karna chahiye Phir Hum Logon Ko trading karne chahiye Phir Hum Logon Ko kamyabi Milegi Aur Hum Log se Kafi achha profit bana sakte hain aur hum logo ko uska bahut zyada fayda hota hai aur hum log Kafi Achha profit bana sakte hain trading se
                    • #11 Collapse

                      Re: trading experience se learning karna chaye

                      Experience acha ho chahay bura ho wo hamain bahut kuch SIKHATA ha. Is liay experience se lazmi seekhna chahiye or jahaan tak ho sakay dosroon se lazmi share kia karain.
                      Jub bhi koi ghair mamooli tajurba ho apka, yani agar acha faida ho ya nuksaan ka saamna karna parh jae to dosroon ko profit ya loss ki waja lazmi share kia karain is se logoon ko advantage hoga or loss se bach sakain ge.
                      Hum dosroon ki ghalti se seekhain to bahut achi baat ha, lakin jub tak hum wohi ghalti khud dobara repeat na kar lain hamain sakoon hi nahi aata or loss karnay k bad hi seekhtay hain jo k bahut burri bat ha .Ghalti to sabhi karte hain lakin usko Correct karne Good experience bana lena kissi kissi ka fun ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading experience se learning karna chaye

                        Trading kay liye trader ko pehlay learning kerna perti hay. jab trader leraning ker leta hay to wo experience say skill hasil kerta hay. jesa ap nay kaha kay trader ko apnay trading experience say hi learning kerna chahye. que kay jab trader trading ker raha hota hay aur time guzar raha hota hay to trader say boht sari mistake hoti rehti hain. trader ko aisi tamam mistake ka idea tab hi hota hay jab wo apnay tarding kay past main kuch analysis kerta hay. ager analysis same hon to trader ko apni ghaltion ko zaror solve kerna chahye.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading experience se learning karna chaye

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Forex business me more investment tab tak nahi karna chaye jab tak traders apny hi trading experience se learning nahi karty, traders key fail hony ki 1 waha own trading key experience ko ignore karna be ho sakta hay, traders ka apna trading experience hi lesson de sakta hay, profit/loss key trade kesi reasonable waja se hi ho sakty hey aur every trade traders ko 1 lesson de sakta hay agar proper tareeqy apny orders ki analyzing ki jaye aur esy orders ko learning ka source bana dia jaye to ye be mumken hay key traders es learning ki waja se kamyab ho jaye.
                          Assalamualaikum ji bilkul bhai agar aap Forex Misar wife karna chahte hain aur aap Chahte Hain ki aap ki trading profitable trading sabit ho aur aap ek successful trader Ban Jaye to uske liye Ja bahut jaruri hai ki aap itne trading experience a learning Karen Kamyab Insan wahi hota hai jo apni galti se Sikha hai agar aapko loss hota hai to Uske Piche yakin Koi Na Koi Galti hoti hai aapko chahiye ki aap apne use Galti ko dhunde joki aap se bhi hoti hai aur usko improve karne ki koshish karne Aap Ne Jo Galti experience ki Hui hoti hai aap Galti ko Dobara se a experience na Karen balke usko improve karne ki koshish Karon 2 hai aapki learning Behtar ho sakti hai ek Kamyab Insan wahi hai jo Apne dost se depression Mein Nahi Jata balke Apne trading experience a learning Karta Hai Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: trading experience se learning karna chaye

                            g han dear forex work mein agar achi eanring karna ho to is mein hard work bohat he zarori ha is liye learning experience kay liye hard work bohat he zarori ha is liye foerex ki basic learning ko first ap hasil kareen gay to he ap kamyabi hasil kar sakty hein jeys kay forex mein learning karna bohat he zarori ha jis kay liye apko demo account or forum ka shara lena hoga is liye demo account or forum ka shara kareen gay to ap is mein achi earning kar sakty hein is liye hard work to get success easy in forex to is liye forum mein bohat say senior log is mein work kar rhy hein unki help say ap kamyab eawrning kar sakty hein or koi bhe question ap nay pouchna ho to un say pouch sakty hein or achi earning kar sakty hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading experience se learning karna chaye

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kya main Pakistan Forex mein jyada Se Jyada kaam karna hoga Agar hum bahut hi Jyada Main Karenge to hum Pakistan Forex mein bahut jald Kamyab ho sakte hain isiliye hamein chahiye Pakistan Suresh mein jyada Se Jyada mehnat karna kaam karna chahiye thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X