Advance trading strategies use karna zeyda behtar hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Advance trading strategies use karna zeyda behtar hay
    Beginner traders jo key strategies ko asani se pick nahi kar sakty esy traders shortcut way use kar key simple trading strategies par depend karny lagty hey aur kabi be esy traders advance trading strategies ki learning karny ko important nahi samjty aur na hi trading me es ko use karna zarori samjty hey, advance trading strategies key base par asani se market ko understand be kia ja sakta hay aur price action ki information be hasil ki ja sakti hey, jab key simple trading strategies key base par kabi be market ko asani se beginner traders observe nahi kar sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Advance trading strategies use karna zeyda behtar hay

    Salaam Walekum Dekhe Bhai Main To Bas aik Hi Nasha Hoga Aage Aap Jo Bhi kaam kare usme short tarike se paise banane ki koshish Har Kadam Kadam Bol Ke Acche tarike Se mehnat Karke aur apne kaam ko Samajh Kar Kare uske baad aapko jo profit Hoga lekin aap ki knowledge aur experience mein bahut jyada izafa Karega
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Re: Advance trading strategies use karna zeyda behtar hay

      G han every year new indicators ki development ki jati hay aur old versions key jetny be indicators hoty hey un ko be upgrade kia jata hay, ham agar koi old version ka indicator use kar rahy hey to some time key hamy us ko update zaror karna chaye, advance trading ki jetni be strategies hoti hey ye update ki jati hay old versions key indicators se batter trading signals milny ki umeed bilkul be nahi ki ja sakti hay, advance trading strategies ko use karna aur es ko understand karna zarori be hay aur achi trading key ley bahot hi ye batter be hay.
      • #4 Collapse

        Re: Advance trading strategies use karna zeyda behtar hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Beginner traders jo key strategies ko asani se pick nahi kar sakty esy traders shortcut way use kar key simple trading strategies par depend karny lagty hey aur kabi be esy traders advance trading strategies ki learning karny ko important nahi samjty aur na hi trading me es ko use karna zarori samjty hey, advance trading strategies key base par asani se market ko understand be kia ja sakta hay aur price action ki information be hasil ki ja sakti hey, jab key simple trading strategies key base par kabi be market ko asani se beginner traders observe nahi kar sakty.
        Forex trading Ek bahut Jabardast business hai yeh 1 online trading business Forex trading 1 updated business hai aur iski popularity May day by day is off Hota ja raha hai Jyada Se Jyada log Forex trading co join kar rahe hai isliye traders ko chahiye ke apne trading style or trading system ko update Karte Rahe is se vo acchi trading kar Sakenge aur Forex trading Mein kaam karke successful be Ho Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Advance trading strategies use karna zeyda behtar hay

          Hum logo ko Apne planning sabse Pehle demo account pe istemal karna chahiye Phir Agar ho sake Toh Phir Hum logon ko apni planning real account mein planning ki wajah se hum log Kafi Hai chapora Fort bana sakte hain isliye Hum logo ko Real mai bhi acchi se acchi planning Kar Ke hi trading Karni chahiye Phir Hum logon ko bahut fayda hoga
          • #6 Collapse

            Re: Advance trading strategies use karna zeyda behtar hay

            forex mai kam karna hain to hamy ache strategy bana kar isy pahly demo mai test karna chahey or agar yai profitable ho to hamy isy demo account mai use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear ap ki strategy aisi ho jo kam sy kam ap ko samaj a sakay. ap us pay work karain tu woh simple or reliable ho jo ap us mai samaj kar changes kar sakain.Jab ap yeh kar lain gy tu ap us mai changes time to time be kar sakty hain or ap ko pata chal sakta hai kay ap ko kab kiya karna hoga. Ap apni trading main es ka use be easily kar sakty hain or sahi tarha es ko time to time market kay saht or apny capital kay sath update kar kay acha work kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X