Robot trading kesi hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Robot trading kesi hai?

    Dear friend forex trading manual or rebot donu kar sakty han in donu k fayde nuqsan han
    Rebot Trading
    Rebot trading main sab sy pehly ap ko rebot buy karna ho ga us k ley ap ko pasey lagany hon gy us k bad aik software ap ko milta ha jis ko rebot ka name dea jata ha us main kuch instructions hoti han jin ko follow kar k rebot means software auto pe trade open ya close karta ha is main ap ko fayda or loss donu hoty han lazmi ni ha k rebot ap ko har trade main fayda da ga is ley apna mind ready rakheny profit loss k ley or rebot normal movement main maximum ache trading karta ha jab k fast movement main rebot sahe ham ni karta ha
    Manual Trading
    Manual trading ap khud analysis kar k trading karty han to ap khud expert trader banty han or market main jase bi movement ho ap trading ache kar sakty han loss sy bacheny k ley ap ko stop loss use karna chae ha or profit k ley take profit use karna chae ha ta k maximum profit ho
    Is ley humy proper knowledge or experience sy trading karni chae ha ta k hum kamyab hon mary khayal main manual trading best ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Robot trading kesi hai?

      Forex trading mai bohat say tareeka kaar ab introduce ho chukay hain. Bohat say trading paltformhai jo traders ki jagah trading kerty hain aur profit mai share laitay hain but loss sirf traer ka hota hai. Issi tarah robot trading bhi softwares hotay hain jo online buy kiye jatey hain. Mai kisi tore pay bhi robot trading kay haqq mai nahi hu kiyu kay iss tarah humain tou trading kay barey mai kuch bhi pata nahi chal pata.Traders ko hamesha apni skills pay he trading kerni chaiye takay agar profit ho to bhi apna ho aur agar loss hoto sirf loss nahi ho bulkay uss say kuch seekha bhi jaa sakey. iss liye robot trading software mai paisay kharch kernay ki bajaey apni learning aur knowledge ko barha laina he faida mand hota hai. Forex trading aisa business hai jisay khud seekh kay kerna ziada behtar hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Robot trading kesi hai?

        Forex trading business mein Ham robot use karke trading nahin karni chahie aur instaforex ke bonus account mein to robot ko use nahin karna chahie agar bonus account mein robot ko use karte hain to isase account disable ho sakta hai kyunki robot trading karna Varna 2nd petrol ko break karta hai aur agar usko break karte Hain to account disable ho jaega aur usse apni investment visa ho jayegi robot trading nahin karni chahie kyunki agar robot trading karenge to isase Koi fayda nahin hota aur aap trading business ki learning knowledge or experience hasil nahin kar sakte kyunki robot khud Hi trading karta hai aur khud Hi close karta hai aur khud Hi trade lagata hai vaise aap ko Jara bhi knowledge cancel nahin hoga aur is aap nuksan bhi hasil kar sakte hain kyunki trader ko chahie ki vah khud apne experience se lagaen aur is profit hasil Karen robot se aap nuksan bhi hasil kar sakte hain

        اب آن لائن

        Working...
        X