Asalaam o alaikum dear fellow's jesa ke aap sab ko patha hay ke hamara mulk ek taraqi pazeer mulk hay our hamaray haan logo ka taleemi mayaar tho ziada hay lekin yaha jobs ke buhut kami hay jis ke Waja say hamari population k buhut say educated log jobless hay tho asay may forex trading hamary educated males and females dono ko ye moqa faraham kartha hay ke wo Ghar may bet Kar apne mehnat karay our apna business karay dear fellows forex trading may start may buhut mushkilaath pesh aathi hay kionka jab hum is business ka hisa banthay hay tho knowledge our experience ke kami hothi hay our specially online trading ka experience hasil karna buhut time manghtha hay lekin agar hum sochay tho is may hum na tho koi investment karthay hay our na he physical mehnat Karne hothi balke is may sirf aap ke education our experience kaam aathi hay is liay hamay chaheay ke hum is business ke barpoor publicity karay thake hamary to behin baai Jo educated honay k bawajoodh jobless hay wo be is business ka hisa banay our wo log is ihsaas e mehroomi say nikal aaye ke wo jobless hay balke wo fakhar say keh sakay ke hum apna business Kar rahay hay our dosra jab hum ye business start karthay hay tho hamay ye patha hona chaheay ke hum is mulk ke economy ko mazbooth karnay may apna ek aham kirdaar ada Kar rahay Hain wo asay ke hum Jo earning Karthay hay wo bilkul legally Pakistan ke economy may shamil hothi hay our agar hum is business ko mukamal apne Zindagi ka hisa banathay hay tho hum ek sachay muhib e watan honay ka sabooth dathay ab aap ko batha Doon ke ye business hay buhut mushkil our complicated lekin agar hamay start may apnay knowledge our experience ke kami ke waja say losses hothay be hay tho is say pareshan nahe hona chaheay kionka maray aksar dosth asay hay Jo is business say regular earning Kar rahay Hain our wo kehtay hay ke hamay job ke ya kisi our business ke zaroorat nahe hay is liay aaj say hum be ahadh karay ke hum apnay aap ko is business may kamyaab karangay our apnay mulk ke economy ko mazbooth karnay may apna kirdaar ada karangay our jab hum asay maqsad k saath ye business karangay tho hum zaroor kamyaab hongay our hamay koi our business ya job ke zaroorat mehsoos nahe karengay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим