Jaiza: Forex beginner level learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex beginner level learning
    Forex business me trading karny ka first step beginner level hota hay, Forex trading ki education ka ye basic foundation hota, beginner level ki learning kia ho sakti hay esi ka jaiza lety hey,

    1. Foreign exchange market ka introduction beginner level me hi study karna zarori hay, traders ko knowledge hona chaye key foreign exchange (Forex) kia hay.

    2. Most popular curreny pairs aur currency pairs key types ka complete knowledge traders ko beginner level me hasil karna be zarori hay.

    3. Terminal me trading kes technique se ki ja sakti hay aur tools ko be samjna es level me bahot zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex beginner level learning

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading knowledge Hasil karna Zaroori Hota Hai 1 Newton ko chahiye ke foreign market knowledge basic knowledge Road Hasil Kare Osman currency pears ko Unki country wise analysis kare aur Jab Bhi terminal potato open Kare Apne analyse ko pura kar Chuke Ho Kyunki analysis ke Bulaya aapko kam hai chance Hote Hain ke apke trade profitable Ban Jaye
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex beginner level learning

      Bhai jan asslam o alaikum all dear forex forum members I hope you will be good and main apko baton sa full agree karta hoon. And dear bhai Jan ap Jo bhi business ya koi bhi work start kro by to us sa pahly ap us k baary main zyada sa Zyada ilam hasil kro gy taa k ap profit earn kar sko. So, same isi trha sa ager ap forex ko join krty hain to apko chaheye k ap is k baary main zyada sa zyada learn krain. So ap ko trading k baary main knowledge ka hasil karna bahot zyada zaroori hy. So apko chaheye k ap kisi expert ya senior sa contect karain. And un sa learn krain taa k apko trading k baary main faida hon.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex beginner level learning

        forex trading main kmaybhi k liye leraning karna boht zarori hota hai q k jub ap leraning karty hain tu apko trading ka basic knowledge milta hai jis main ap apni trading ko bahtr taruiky se smjhty hain os k bad es ko karty hain es liye aghr hum apni trading main kamyb hona chahty hain tu hmain tradng ki leraning karni chahye jis se hmain apni trading main market ko smjhny ki baility piada ho or hum market k according trading karny main kamyb ho saken hmain chahye k trading ki leraning karny k bad trading karen os k bad hmain apni traing ko abhtr karny k liye demo account par bhi trading ki practice karni chahye ta k hmain trading ka expiernce bhi milta rahy trading main
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex beginner level learning

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Forex business me trading karny ka first step beginner level hota hay, Forex trading ki education ka ye basic foundation hota, beginner level ki learning kia ho sakti hay esi ka jaiza lety hey,

          1. Foreign exchange market ka introduction beginner level me hi study karna zarori hay, traders ko knowledge hona chaye key foreign exchange (Forex) kia hay.

          2. Most popular curreny pairs aur currency pairs key types ka complete knowledge traders ko beginner level me hasil karna be zarori hay.

          3. Terminal me trading kes technique se ki ja sakti hay aur tools ko be samjna es level me bahot zarori hay.
          Forex trading bhejo new traders aa rahe hain unko chahiye ke woh Forex trading ki basics Course Road learn Kar Itna Jyada acchi Tarah basic Scotland Karenge Itni achi trading kar Sakenge aur trading Kharkiya aur successful Honge new traders ke liye Forex trading ki learning karna bahut Jada important hai learning Karke he was successful ho sakte hain otherwise Koi option nahi hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex beginner level learning

            forex trading ka jo bigninh level hota hai wo trading ki learning ka hota hai jis main tradors apni trading karty hain or apni trading k liye wo aphly es ki learning karty hain forex trading main tradng karny ka jo asol hai wo meri nazar main yahi hai k pahly trading ko achi trah se sikh len os k bad real trading karen sikhny ka hmain yah fida mil jata hai k hum apni trading ko boht achi traha se karny k qabil ho jaty hain tu hmary lye yahi zarori hai k hum paly starting main he trading ka knowledge gain karen os k bad trading karen ta k hmain bad main loss hny k cjances kam se kam hun or hum apni trading ko bhi9 bahtr tariky se karny k qabil ho saken q k leraning se hmain market ko smjhny main asani hoti hai or hum market k according apni trading karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex beginner level learning

              forex beginner ka market main ana or is main kam karna achi bat hay magr market main kam karny kay kuch rules hoty hain jin ko beginners ko follow karna hota hay or sikhna b zrori hota hay jaisy kay beginners ko foreign exchange market kay bary main basic learning hona chahiye kun kay agr ziada achi knowledge ho gi to kam karna kafi asan ho sakta hay is kay sath sath humain trade ko sikhna oor is kay bary main practice karna kafi zrori hota hay is kay bad humain pairs ka use karna b sikhna ho ga kun kay hum jab b market main kam karty hain to is main pairs ka hi use karna hota hay pairs ki price ko analysis karna or is ka sai use or is main acha pairs konsy hain un ko dykhna or sikhna zrori hota hay to kam karny kay tools konsy hoty hain or un ka istmal kia hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex beginner level learning

                forex main kam karna or is ko sikhna ye sirf beginners kay liye nai hota hay is main har aik traders ko karna hota hay kun kay learning ka kam kabhi end nai hota hay jitna hum market main jaty hain utna hi is main learning ka process countinue rehta hay or beginners ko trade main practice b karna hoti hay learning kay sath sath practically b market main ana hota hay jis main trade main kafi help mil sakti hay is main tools kay bary main leraning karna beginners kay liye zrori hoita hay is kay sath sath pairs ko b jana hota hay kay pairs ki movment kasi hoti hay or is main kosa pair ziada best hota hay so isi chezon ko mind main rakh kar kam karna hota hay agr demo main kam karty hainto is say ye hota hay kay hum market ko achy sy sikh jaty hain or practice b milti hay
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex beginner level learning

                  forex main learning hasi karna kafi aham hota hay kun kay koi b business ho to humain leraning karny say hi achi eraning hasil hoti hay or forex aik smandar hay leraning kar kay hi hum is ko aboor kar sakty hain or jo new comers hain market main un kam karny kay liye kafi reading karny ki zrort hoti hay is main phly to humain pairs kay bary main leraning karna ho gi or or stratgy ka use karna ho ga or stratgy ko b sikhna ho ga is ksay sath sath jitni basic leraning hoti hay us ki help lay kar humain kam karna ho ga ta kay market main achi earning hasil ho sakay magr humain demo ko avoid nai karna ho ga is main hum trade karny ki practice karty hoty hain market ko jinta achy say sikh kar kam karty hain to trade main earning karna huamry liye utna hi asan ho jat a hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex beginner level learning

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Forex business me trading karny ka first step beginner level hota hay, Forex trading ki education ka ye basic foundation hota, beginner level ki learning kia ho sakti hay esi ka jaiza lety hey,

                    1. Foreign exchange market ka introduction beginner level me hi study karna zarori hay, traders ko knowledge hona chaye key foreign exchange (Forex) kia hay.

                    2. Most popular curreny pairs aur currency pairs key types ka complete knowledge traders ko beginner level me hasil karna be zarori hay.

                    3. Terminal me trading kes technique se ki ja sakti hay aur tools ko be samjna es level me bahot zarori hay.
                    Forex trading bhejo usages Aate Hain unke liye beginner level ki learning karna bahut Jada important hai Kyunki Jab new traders Forex trading Mein Aayenge aur trading Karenge to Jitna Jyada unke basics achche Honge aur basics ki Nali Jaisi Hogi wo usme bhi acchi trading kar Sakenge aur Forex trading set rate Karke water tanker Sakenge isliye new trailers ko chahiye ke woh apni basics ko achi Tarah Se learn Kare Taki wo trading Karke profit gain kar sake
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex beginner level learning

                      Assalamualaikum bhai aapne Jo information Hum logo ke sath share Ki Hai Main usse Puri Tarah agree karta hoon aap ne Hame bahut hi acchi information Di Hai aur aapne bilkul theek kaha hai yeh Charo trading mein both important point hai Rose karte hain profit bana sakte hain
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex beginner level learning

                        biggner me level sab se important ye ha ap ko pata ho forex market ha kia. ye kesa plateform ha or kese work krta ha. basic information k bad ye jan na zaroori ha k tradind kin products me hoti ha. crruncey pairs ki maloomat hasal ki jaen. aik biggner member ko currence pairs ka jitna elm ho ga utna is kam ki samaj ziada aae gi.trading tools ko jana jae jese stop loss take profit etc. in basics k badd aik biggner demo account pr is kam ki mashaq kre is se use market me hone wale trading or trends ka pata chale ga us k bad investment kr k real trading start ki ja sakti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex beginner level learning

                          Dear brother !forex main beginners kailey sub se pehley to forigon exchange markeet ko samajhna chahiey our mt4 for ki technike ko seekhna chahiey ,us ke allawa basic level ki maloomat kailiey kise taecher ko touch kena chahiey .
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex beginner level learning

                            je forex trading ko proper seekh kar hi ham aik ashay trader ban saktay hain to is lye forex ko hamain learn karna chhaye is lye new traders k lye forex ki basic education hasil karna bohat zaruri ha jis ma chand cheezain qable zikara hain jaisay
                            == Forex ka introduction: Forex do alfaz ka combination ha For= Foreign aur Ex= Exchange matlab ha Foreign Exchange jis ma mukhtalif currencies ka tabadalah ka business hot ha, forex aik complete market ha jis ma different currencies, metals etc ki trade hoti ha,
                            == Chart ko samjhna bohat zaruri ha jis ma ham chart ko read kartay hain trend ko identify kartay hain chart ki aqsam ko dekhtay hian
                            == Meta trader ko chalana seekhtay hian aur is k different functions ko jananay ki koshish kartay hian
                            == Different indicators ko istemal karna seekhtay hain jo hamain trading karnay ma help kartay hain
                            to hamain forex ki basic teachings ka pata hona chahye ta ke ham ashay se forex trading kar k profit kama sakain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex beginner level learning

                              forex trading main kamyb hony k liye zarri hai k hum forex ko biggner level se learn krna satrt karen jis main forex ki basic information hmain mil jay or actual main trading hai kiiya hai or es business ka faida kiya hai or es ko kesy hand over krna hai yah sub hum forex ki biggner leraning se hasil kar skty hain es liye hmain chahye k aghr hum apni trading ko abhtr karna chahty hain tu pahly real account ko use karny se pahly demo account par apni ki gai leraning ko test karen or jub hum osko test kar len os k bad hum real account main trading karen ta k hmain trdaing ka expiernce mil jay or hum os expiernce se yah fida otha saken k real account main achi or miyari trading karen ta k humain acha profit mil saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X