Loss ko kaisay roka jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss ko kaisay roka jaye?

    Dear members forex aik online business hain jo all of the world main phala howa hain loss ko hum tab he rok saktay hain jab hamara knowledge or experience acha ho ga or hamary pas is main ache strategy ho pher he hum is main kamyab ho saktay hain or loss ko rok saktay hain loss hamay apnay khud ke waja say hotra hain jab hum jald bazi kartay hain tab he hamay loss ho jata hain or lalach be jab a jata hain pher us waqat ham sochtay hai kay bs hamay profet ho is liya loss ho jata hain loss tab he roka ja sakta hain jab hum din rat mahnat kartay hain or is mai dil laga kay kam kartay hain tab he loss ni hota is liya aik kamyab trader bannay kay liya bar bar practice kar kay jab hum is mai tarin ho jain pher he hum is main kamyab ho jatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss ko kaisay roka jaye?

      ji Bhai hafte mein batata chalun kya agar aap kisi bhi chij mein loss ho raha hai to usko rokane ke liye Chand baton ko dhyan mein rakhna bahut jaruri hai khaskar paragraph Forex mein kam karen to ismein agar aap to loss ko rokana hai to aapko ine baton per Amal karna hoga tab hi apne dost se control kar payenge aur ismein kamyab Ho sakenge aur ek mein ek accha profit on sale Ho sakengesabse pahle aapko ismein jyada jyada experience ki jarurat hoti hai kyunki experience ke prakar office mein profit hasil nahin kar sakta dusri baat ismein aapko mehnat karni hogi jitni jyada mehnat karenge utna hi kamyab honge aur teesri baat aapko ismein money management aur time management ke sath chalna hogaDelhi bases for market ko analyse karna hoga aur ismein proper planning ke sath chalna hoga emotional ke sath train nahin karni agar aapko kisi tarah aadmi loss Ho jaaye to aapko apni mistake se sikhana hoga aur aapko ismein hua mistake dobara nahin dobara nahin tabhi aap ismein kamyab honge ine baton per Amal karke aap ek successful trader Ban sakte hain
      • #33 Collapse

        Re: Loss ko kaisay roka jaye?

        Dear member Forex trading aik business aur is business mein profit or loss donon ko sath sath lekar chalna hoga kyunki yah donon he is business main parallel chalte Hain kisi train mein aapko profit a jata hai aur kisi trade main aapko loss uthana padta hai lekin ek acche credit ki judgement is tarike se ki jaati hai ki agar loss to profit ratio nikaali jaaye to profit zyada ho to vah trader ek successful trader kahlata hai. Agar trading mein nuksan se bachana hai to aapko chahie ki sabse pahle trading ki learning Hasil karte rahen aur uske sath sath Jab aap knowledge full Ho jaate Hain to fir aap up counter tance ke sath trading start kar len lekin hamesha yah baat sahi mein honi chahie ki aapko money management karte hue kam lot size use karna chahie.
        • #34 Collapse

          Re: Loss ko kaisay roka jaye?

          Dear friend agar aap Forex trading Mein loss ko rokna chahte hain to uske liye bahut hi acchi chij yahi hai ki aapko kuch rules ko follow karna chahie uske liye aisa hai ki aap Forex trading tips ko Hasil Kare jaise ki agar aap reading karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki sabse pahle Forex trading ki basic learning aur professional learning donon Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aap demo account mein practis nahin Karte aap Kamyab Nahin ho sakte Dam account mein kam se kam aap ko 2 se 3 month acchi practis ki jarurat hai aur usmein Sabhi trading tools ko use karna chahie demo Kaun main aap Sabhi e-trading tools ko use karna Sikh Jaenge aur uske bad Teesra option yah hai ki Jab Bhi aap kam Karen acche balance ke sath start karen aur aap kabhi bhi risk trading na Karen lalach ko Dur karte hue kam Karen aap apne dost ko Dur kar sakte hain aur accha profit Haasil kar sakte
          • #35 Collapse

            Re: Loss ko kaisay roka jaye?

            Dear member mai ye samjhta hun k agar ham nai khud ko loss se bachana hai to hamain daikhna ho ga k ham kr kia rhy hainham un rules ko follow kr rhy hain jo seniors AR Forex forum hamain btata hai ar ap nai b suna ho ga k slowly and steady wins the race to hamain sabar k sath trade krni chahiey start ma sari raqam kisi b trade p nilagabi chahiey ar na hi aik trade py apna sara bonus lagana chahiey isi tarag ham loss ko kam kr k roak skty hn
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
              Forex market main jab trader trade kerta ha to ager wo apni trading kay doran apnay loss ko kam ker lay aur profit ko zayda ker lay aur lagatar loss ko kam hi rakhay to wo kamyab trader hay. Sawal ye peda ho ta hay kay loss ko kam kaisy ki jaye?
              Dear Forex trading main loss traders ko apni mistake ki waja sy hota hai. Jo trader jab koi demo pay loss kar kay apni mistake ka review nahi karty hain tu woh aksar loss karty hain or loss ki bari waja be yeh he hai kay ap apni purani mistakes ko theek nahi karty hain or us ki waja sy new mistakes be hoti hai. Apni trading ka review kiya karain har week kay bad or proper strategy aik bana lain usi pay work karain gy tu ap ko apni trading sy faida hasil ho skata hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X