Loss ko kaisay roka jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ko kaisay roka jaye?

    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey loss hamara ustad hain hum loss sy learning hasial kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex trading students or houe wife's ky liye bohat ache job hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik international or legal business hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ko kaisay roka jaye?

      forex aik bohatr bara business hain hum is mai kam kar paisa kama sakty hain jab hum kam karty howe market ky rules ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy los ko cover karna chahey forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international or world wide business hain
      • #18 Collapse

        Re: Loss ko kaisay roka jaye?

        Forex trading main loss do taran kay traders ko hota hay aik woh jinhon nay first time trade start ki hay yehni woh new traders hain dosra woh jo pehlay say trading kar rahay hain new traders main aksar knowledge aor experience ki kami hoti hay jis ki waja say un ko first time aksar trading main loss un ki un mistakes ki wajah say hota hay jo woh knowledge aor experience ki wajah say kartay hain aor old traders yehni expert traders ko loss bhi un ki mistakes ki wajah say hi hota hay ja phir Forex market main kisi tabdeeli ki wajah say hota hay albata loss ko roknay kay liay donon qisam kay traders ko chahiay k woh first of all loss ki wajohat ko find karan agar wajohat main un ki mistakes shamil hain to un ko chahiay k woh apni mistakes find karan aor in mistakes ko dor karan is taran woh dobara mistakes nahi karan gay aor un ki mistakes na karnay ki wajah say trade bhi kamyab ho gi jis say un ko loss kay bajay profit hi ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Loss ko kaisay roka jaye?

          Assalamualaikum dost Forex trading Mein loss karne ke liye Agar Hame loss karne se roka Jaye Jane ko kaha Jaye to Hame Forex trading Nahin loss karne se Rog ka ek hi Surat Mein Ja sakta hai ki hum Forex trading Mela vegetarian karna Karon jab tak Hamare Seene Mein Koi signal Na Degi kya Humko Koi signal analyser Na kar lena tab tak mai apne Forex trading method open Nahin Karni chahiye aur Hamesha Baar karna chahiye
          • #20 Collapse

            Re: Loss ko kaisay roka jaye?

            Business mai loss ko rok Lia jaey aur control ker Lia jaey tou iss say profit ko barhaya jaa sakta hai. Forex trading mai bhi yehi phenomenon kaam kerta Hai. Jo traders apnay loss ko control ker laitay hain unkay profits khud ba khud barh jatey hain. Loss ko control kernay kay liye traders ko apna experience barhana chaiye. Forex trading mai experience barhanay ka Matlab demo account mai achi practice kerna hota hai. Demo trading account mai traders ko woh sub moqay mill jatey hain jinn say traders apni strategies aur planning ko develop ker laitay hain aur unhain baar baar practice ker kay achi Tarah asaan Bana laitay hain. Forex mai jitni ziada practices hoti hain utni he ghaltioo pay control ajata hai. Koi bhi trader jaan bhooj kay ghalti bhi nahi kerta hai bulkay ghalti ki wajah koi na koi wrong planning hoti hai jiss say loss hojatey hain. Loss ko control kernay ka Matlab profit mai acha izafa hota hai. Loss ko roknay kay liye apni jald baazi aur laalach pay control kerna bhi bohat zaruri hai kiyu kay unn say bhi Loss ko control kernay mai bohat madad milti hai
            • #21 Collapse

              Re: Loss ko kaisay roka jaye?

              Ji loss se bachne ke liye aapko Kuchh Jankari Hona bahut jaruri hai Jaisa stop loss candle pattern ine chizon ka Agar aapko Idea hoga to aap phr sahi tarah se trade kar sakte hain aur tabhi aap jakar earning sakte hain sabse pahle aapko acchi Tarah Se learning Karni chahie Uske bad bhi trade Lagani chahie to loss kam hoga
              • #22 Collapse

                Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                Loss ko rokny ka terminal me sab se powerful aur useful tool (stop loss) ko samja jata hay magar me samjata hon key traders ko stop loss tool key elawa be loss ko rokny key ley koshish karni chaye, ham ne agar apni strategies ko risk minimize karny key base par banai ho gi to ham apni strategies aur planing se be risk ko stop karny ka advantages le sakty hey, new traders etni powerful strategies nahi bana sakty key loss stop ho jaye esy traders stop loss tool ko hi agar perfect use karny me kamyab ho jaty hey to kesi had tak loss ko stop karny me help mil sakti hay, loss ko rokna hamary trades entry point par be depend hota hay, har trade market key esy points par entry karni chaye key loss asani se stop ho jaye.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                  Dear forex treding m loss phly hy r profit bad m forex m sub ko hi loss hota hy loss hona koi bra esho nhi loss sy sekhna boht bri bat hy q k jo log loss sy sekh jaty hen un ko kbi loss face nhi krna prta es liye jb b loss ho tu apni mistak ko note karen k hmy q loss howa hy apni mistak sy sekh k hi hm loss hony sy rok skty hen r jo loss ko rok ly wo hi forex m kamyab treadr hy .
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                    Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                    ji han doston aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai ji han doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki Pak Forex Ek bahut bada International online business Hai Doston ismy loss Hona Ek Aam si Baat Hai Doston Los Ka Shikar Vahi members Hote Hain Jo is kam ko bagair experience ke aur knowledge ke start karte hain Hamen chahie ke is platform ko join karne se pahle acchi knowledge or experience Hasil Karen doston Agar Ham Chahte Hain Ki Ham is platform Se Accha profit aur bonus Hasil Karen aur Hamen loss Na Ho To Hamen is kam ko start karne se pahle Achcha knowledge or experience Hasil karna hoga doston Ham Achcha knowledge or experience old member ki post ko read Karke Hasil kar sakte hain aur use experience aur knowledge share Karke achha profit Hasil kar sakte hain aur Is Tarah loss se bhi bach sakte hain.THANKS
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                      Assalamu Alaikum Pyare doston agar aap Forex trading kar rahi hai aur ismein aap Jyada loss kar rahe hain to uski Badi vajah Yahi hoti hai kya aapke pass Achcha experience Nahin Hota To isliye Apne loss ko recover karne ke liye aur usko kam karne ke liye jaruri hai ki aap sabse pahle acchi trading skilled Hasil Karen Forex trading ke related Achcha experience aur Achcha knowledge aapko aapke loss Mein Kami Karva sakta hai jaise ki agar aap acche backup ke sath Forex trading Mein kam Karen aur low risk risk management ko use karte hue trading Karen kam lot size use Karen apni leverage ko kam rakhen yah Sabhi chijen aisi hai jinko pura karne se aap apne dost ko recover kar sakte hain aur lalach Kabhi Bhi Mat Karen Kyunki lalach Se Hi aapka account loss ki taraf jata hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                        g tarader bhai jab agr ap losse pa losse karta han to es sa bachna ha ya ham asi trad ko lga data han jis sa hamy losse hu raha ha to esy hamy apna account wash hona sa bachna chahiya taky losse hu jay but asa losse na hu ka hamra account wash hu jay es ka liya ham hosla or himat sa kam karna hu ga ya business asa ha jis ma aik achy trader ko bi losse hu jata ha q ka har busines ma losse or profit hota ha ham agr bohat achy trader bi han to hamy stop losse lazmi estmal karna chahiya jis ka lga dana sa hamy aik had tak losse hu ga jo ham bardasht kar sakta han or es ka lgana sa hamra kabi bi account wash nai hu ga or hamy mazid es losse ko recover karna ka liya bohat mehnat karni hu gi taky hamy bohat sara knowledge hasl hu saky jis sa hamy losse hony sa rok sakta ha
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                          Asalam o Alikum dear forex members umeed kartaa hon kay ap sab khairiaat say hon gay jesa kay ham sab he janty han kay forex ak bahut he lajawab business ha is jesa koi bhi business nai ha is ko karny kay leye hammy bahut ziada mehnat ki zarorat ha is ko achi tarhaa samjhany kay leye hammy is kay barry main achaa knowledge hasil karnaa chaeye ta kay ham is kay barry main sab kuch jan sakee is ki prectise ko achy say demo accont pa karee ta kay is ki markit kay bary main achi jan karii hasil kar sakee or jab bhi koi entry is main leni ho to is ki markit ko pehly achy say analys kar kay hee is main entry lain ta kay is kay loss say bach sakee or ak tareqy loss ko rokny ka ye ha kay is main entry lety waqat stoop loss bhi laga dena chaheye ta kay ak barry loss say bach sakee or achaa profit hasil karee or apni trade ko ak achi trade bana kar he expert trader ban sakteen han
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                            loss ko sirf or sirf hum log apniu mehnat ko jaari rakh kar rok skaaty ah sia ka bagair thora yeh akaam mushkil haojaye ga kyu ka ajb hum pehlay step par he haar amaan lengy toh si tarah pata chalta aka isna kitna buzdil ha
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                              Bhai ap ko such bataon tu is market main ap loss ko rok nai saktay because loss is market kai sath sath hai lakin ap yeh kar saktay hain kai calculated risk lai kai loss ko kam aur profit ko zaida kar saktay hain us kai liyay ap ko market main buhat mehnat karni ho gi aur analysis bar bar karna ho ga jiss main fundamental analysis aur technical analysis shamil hota hai fundamental analysis news say honay walay impact ko bola jata hai tu ap ko har waqt pata hona chahiyay kai market main kon si high impact news anay wali hai is kai ilawa technical analysis wo analysis hota hai jis ko ap support aur resistance ki madad say entery point ko find kartay hain mostly senior traders technical analsysis kai oper hi trade karna pasand kartay hain because technical analysis ki trades main ap apnay loss ko calculated kar saktay hain means volatility market main kam hoti hai aur market zaida move nai karti tu ap entry point kai kareeb stop loss laga kar thoray thoray target kai sath profit earn kar saktay hain aur agar stop loss hit ho bhi jaye tu wo atleast ap dobara cover bhi kar saktay hain next trades main jabkay agar hum news kai oper trade karain tu market main volatility zaida hoti hai jis ki waja say market main loss honay kai chances zaida hotay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                                Assalamu Alaikum dear friend loss ko Rokne ke liye traders ko every trade Meri score marriage karna jaruri hai usko Rokne ke liye stop loss option ko bhi use Kiya Ja sakta hai magar main Jaruri samajhta Hun Ki trade co is takniki base per open karna chahie ki Hamare open kiye Gate rate mein kabhi loss Na Ho ISI trade open karna loss ko Sunny se rok sakti hain Jo ke complete market analysing ke base per open ki Gai Ho technical technique pabi loss ko roka Ja sakte hain aur fundamental analysis ke base per bhi loss ko rokana bahut hi Aasan hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X