Loss ko kaisay roka jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kaisay roka jaye?
    Forex market main jab trader trade kerta ha to ager wo apni trading kay doran apnay loss ko kam ker lay aur profit ko zayda ker lay aur lagatar loss ko kam hi rakhay to wo kamyab trader hay. Sawal ye peda ho ta hay kay loss ko kam kaisy ki jaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko kaisay roka jaye?

    jee bhai forex trading main sub sa zyda zruri ha ka is kam ka bary main insan ko is kam ka bary maion knowlegde honi chaiya r bunyadi asul pata hona chaiya r jab insan trade lagta ha tu sab sa pehla kam trade sa start kary agr wo shuro sa e bari trade lagy ga tu is sa usko is sa kafi lose ho sakt ha islea is busnisess main lalach sa door rehna zaruri ha r is main kam krna ka learning be bhut zaruri ha taky ap ko experince ho ka trade kab r kis chez ki lagni ha r lose sa kesa bachna ha in sab baton ka khyal rakh ka e ap ak achy trader ban sakty han r lose sa bach sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko kaisay roka jaye?

      Bhai loss ko rokny ka yehi trika hai k ap us mistake ko door krain jis ki wjah se loss ho raha hai jab apny wo mistake door kr li to apka loss hona band ho jaye ga.loss hona barhi bat nahin hoto forex mein sb ko hi hota hai.lekin loss se seekhny waly bndy kamayab hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko kaisay roka jaye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
        Forex market main jab trader trade kerta ha to ager wo apni trading kay doran apnay loss ko kam ker lay aur profit ko zayda ker lay aur lagatar loss ko kam hi rakhay to wo kamyab trader hay. Sawal ye peda ho ta hay kay loss ko kam kaisy ki jaye?
        Agar aap Chahte Hain Kya aapko Forex trading Madrid Karke loss Na Ho To uske liye zaroori hai ki half hard working Karke trading Kare aur trading ke baare mein jyada Se Jyada knowledge gain Kare jitni Jyada aapko trading ki knowledge or experience Hoga aap Itni achi trading kar Sakenge aur Forex trading Mein acche aur successful traders band Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko kaisay roka jaye?

          Assalamu alaikum bhai mera aapko Ye advise Hai Ke hai agar aap Soch Samajh Kar Chale Lagate Hain uske baad aap Bina Kisi problem tale usko rok sakte hain
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko kaisay roka jaye?

            dear forex mein loss tabhi hota ha jabhi ap kay pass acha experience knowledge or paisa na ho is liye market mein achi earning kay liye zarori ha kay ap market mnein acha work kareen or har cheez say door raheen
            jesy kay

            kam knowledge

            forex mein jabhi apkay pass kam knowledge hoga to apko market mein information kam hogi to ap is menin loss he loss karo gay is liye hamesha hard work or acha experience bohat he zarori ha is liye forex mein kamyab earning kay liye zarori ha kay ap is mein hard work kareen or forum say acha experience hasil kareen market mein chart ko read karna learn kareen tabhi ap loss ko recover kar sakty hein

            equity kam hona
            jabhi ap market mein work kartay hein to ap kay pass kam balance honay ki wja say ap is mein loss kar sakty hein is liye backup kay liye acha balance ka hona bohat he zarori ha kiyon kay jabhi ap kay account menin backup kay liye balance hoga to ap loss say bach sakty hein

            greedy hona
            jabhi ap market mein enter hotay hein to zyada profit ki lalich mein ap bari trad lga dyty hein jiski wja say ap loss mei parh jaty hein is liye ap market mein jabhi enter houn to lalich ko door rakheen kiyon kay ap kay andar jitni lalich hjogi ap itna he market mein bari lot lagayen gay or fir loss kar betheen gay
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko kaisay roka jaye?

              Loss ko rokny key ley traders ko every trades me risk ko manage karna zarori hay, loss ko rokny key ley stop loss option ko be use kia ja sakta hay magar me zarori samjta hon key trade ko es technique key base par open karna chaye key hamary open key gaye trade me kabi loss na ho, esy trades open karna loss ko asani se rok sakty hey jo key complete market analyzing key base par open key gaye ho, technical techniques par be loss ko roka ja sakta hay aur fundamental analysis key base par be loss ko rokna bahot hi asaan hay.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                forex trading me nuqsaan ka hona aik normal bat ha. aik new trader ko is k bare me samjna nihayt zaroori ha. aksar traders ko forex ka mukaml elam nae hota is waja se wo apni strategy se nuqsaan uthate hain. is lia zroori ha k ap pehle forex k mutaliq basic knowledge gain kren phr demo account me practice ho. us k bad ap trading tools ka istimaal jante hon.ye chand cheezain krne se ap ko trading me command hasal ho gi or ap nuqsan se bach paen gay. jitna ap ka knowledge bare utna nuqsan kam ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
                  Forex market main jab trader trade kerta ha to ager wo apni trading kay doran apnay loss ko kam ker lay aur profit ko zayda ker lay aur lagatar loss ko kam hi rakhay to wo kamyab trader hay. Sawal ye peda ho ta hay kay loss ko kam kaisy ki jaye?
                  Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Main Usko stop karna bahut jyada Mushkil kaam hai iske liye aap ko bahut jyada mehnat Karne Ki Zaroorat hoti hai aur agar aap ek tradeco open karte hain to aapko Maloom hona chahiye ke aapne kis. Par usse open Kiya Hai qk Agar aapko entry point ke baare mein Maloom Nahi Hoga to aap ke trade Hamesha loss Mein Rahegi aapka entry. Achha hoga to trade Hamesha profit Mein Rehne Ke Jyada Chahte Hain Jab aap trend karte hain portrayed lagaane se pehle analyse karna Zaroori Hota hai aur jab aap se laga de chuke Ho uske baad bhi aapke market ke analyse zarur karna chahiye tha ki aapki trade profit Mein Hi Rahe
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                    dear forex trader asslam o alikum umed karta hoon aap kheriyat say hon gay main ap ki baat say agree karta hoon forex trading main sub sa zyda zruri ha ka is kam ka bary main insan ko is kam ka bary maion knowlegde honi chaiya r bunyadi asul pata hona chaiya r jab insan trade lagta ha tu sab sa pehla kam trade sa start kary agr wo shuro sa e bari trade lagy ga tu is sa usko is sa kafi lose ho sakt ha islea is busnisess main lalach sa door rehna zaruri ha r is main kam krna ka learning be bhut zaruri ha taky ap ko experince ho ka trade kab r kis chez ki lagni ha r lose sa kesa bachna ha in sab baton ka khyal rakh ka e ap ak achy trader ban sakty han r lose sa bach sakty han in sab baton ko daikhty huay vtabhi hi ham rok sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                      Agar ap ko loss ho raha hai to ap ko chahiye k ap kisi or pair par trading kar ly jis sy ap ko pata hai k profit ho jaye ga kisi or pair par trading kary analysis k sath or agar ap trading sahi kary gy yani analysis theek tarha sy kary gy to hi ap ko pata lagy ga k market ki movement kis tarf hai or agar market ki movement ka ap ko pata lag jaye ga or ap sahi trading kar ly gy ap ko loss nahi hoga or agar pehly huwa hoga to wo b recover ho jaye ga.
                      Is liye analysis bohat zroori hai agar ap ko loss ho raha hai or agar ap ko analysis nahi aty to ap ko analysis seekhny chahiye agar ap analysis seekhy gy to hi ap ko aye gy or trading achi hogi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                        Loss sy bchny k liya bhot hardwork our mhnat ki zarorat hoti hy ham ko kio k jb ham kam krty hy to us my ham ko loss ko rokny k liya ya sahi trade lgany k liya bhot zeada mhnat chiya mtlb k ham ko sahi zeada earning tb hoti hy jb pta hoga market ki movemint ka k ab market kis sid pr jany walli hy our ya kitni jaye gi esy ham phr sab sekh sgty hy our jb patren ham smjh jaye gy to ham sahi kam kr sgty hy patren jo bry hy ba b aye to b khyr hy pr jo basic hy who waly ham ko pta hony chiya sahi chi trha sy phr is jam my kamyab ho sgty hy our loss ko olcountrol my rakh sgty hy ham
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                          Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han aur forex trading business mein agr profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy aur forex trading business mein agr hum profit earn kartay han tu apni mehnat aur hardwork kar k aur forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar k kartay han aur jab loss hota hy tu kise mistake se hota hy aur forex trading business mein hum loss ko khtam nhi kar saktay lakin hum forex trading business mein mehnat aur hardwork karain aur mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil karain tu achi trading kar k hum loss ko Kam kar saktay han aur forex trading business mein hum ko js mistake se loss hota hy us mistake ko cover karain aur us ko bar bar na karain tu bhi loss se bach saktay han aur stop loss aur take profit ko laga kar trading se hum loss ko Kam kar saktay han aur profit earn kar saktay han aur koi achi strategy bana kar hum trading karain tu is se bhi loss se bach saktay han aur greed se Bach kar trading karain aur jald bazi mein trade na open karain tu bhi loss se bach saktay han aur sab se zaroori hy sabar agr hum sabar se trading karain tu bhi loss se bach saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                            Assalamualaikum bhai Mere Khayal mein agar Hum logo ko log Ko rokna Hai To Phir iske liye Hum logo ko stoploss ko istemal karna chahiye Agar Hum Log Star Plus Koi istemal karte hain uska Hum logon ko bahut fayda Hota Hai isliye Hum logo ko stop-loss ko istemal karna chahiye Hum Log ko rok sakte hain aur Jyada nahi hoga Hum logo ko
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko kaisay roka jaye?

                              Dear friend agr aik trader ko forex k mutaliq sb kuch achy sy pta ho achi learning ki hoe ho to wo apna loss km kr skta hy q k jb kisi ko apny kam k bary m hi sahi pta ni ho ga jo k wo kr ra hy to zahir c bt hy wo apny kam ko kasy achy sy kry ga dunya m hr business hi difficult hota hy hr kam m hi bot zyada mehnat ki zarort hoti hy mgr forex aik asa business hy jo k difficult hony k sath sath risky b hy is m hamy best risk management or market ko sath ly kr chlna hota hy tb kahin ja k ham forex trading main successful ho sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X