Lower time frame ko kinu importance nahi di jati
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lower time frame ko kinu importance nahi di jati
    Lower time frame ko professional traders kabi be importance nahi dety, es ka reason ye hay key agar demo account me 5 mint, 30 mint aur 1 hour time chart me indicators signals ko note key jaye to bahot se fail signals traders ko mil sakty hey, jo key kabi be market key future trend ki identification nahi kar sakty esy time frame ko esi waja se na to useful samja jata hay aur na hi professional traders es par depend karna zarori samjty hey,

    Large time frame 4 hour, weekly time frame other lower time frame se bahot hi powerful aur reliable signals provide karny me hamesha hi kamayb samjy jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lower time frame ko kinu importance nahi di jati

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum ji Bhaijaan aapne bilkul sahi Kaha lower time frame ko ek professional kabhi bhi importance nahi deta Kyunki agar aap lover timeframe betrayed karna chahte hain toh woh scalping strategy ke liye to both achha hai lekin ek acche aur senior trader ke liye uski Koi importance nahi hoti Kyunki usme small small profit aap ko Hasil ho sakta hai agar aap flight time frame par Apne analysis Karte Hain Chaar ghante wali timeframe par Apne analyse karna Mere Khayal Mein sabse Jyada achha Hota Hai Jis Se aap ko proper trend ki movement ki maloomat Haseen Ho Jati Hai Aur Ye aapko Ek powerful signal be provide kar deta hai jo aapko Hamesha kamyabi ki taraf Lekar jata hai aur aap accha aur majboot profit Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Lower time frame ko kinu importance nahi di jati

      bhai apki bat se main agree karta hun laken mera yah khna hai k forex trading main jo low time period par trading karty hain wo es liye karty hain q k wo trading main new hoty hain or jo trading main new hoty hain wo short time perid main trading karny ko tarhjeh dety hain un ka yahi basic hota hai k hum low risk main rahty howe trading karen or kam se kam profot se he market ko chor kar bahar a jaen laken main yahi khunga k hum jis bhi time period main trading karen hmain os ka knowledge hona zarori hai aghr tu hmra expiernce or knowledge acha hoga tu hum har trading method main achi trading kar skty hain yah sari hmari apni trading ability hoti hai baki trading method koi bhi galat nahi hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Lower time frame ko kinu importance nahi di jati

        Assalamualaikum bhai aapne Jo question Kiya Hai kumbaya my location ke Hame aap kis ke baare mein Jaana Jata Hoon ke hum logo ko chahiye ke hum trading ke har time for importance day jane ka time ho Hame chahiye kya Hum Uske Har cheez aur Baat Ko seriously le
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Re: Lower time frame ko kinu importance nahi di jati

          ap ne bilkul theek bat ki ha k bohat saray traders lower time frame ma trade ni kartay hain, wo ziadah time frame ko tarjeeh detay hain q k
          == lower time frame ma market ki movement taiz hoti ha aur market jaldi jaldi trend change karti rehti ha, is lye order lagnay ma mushkil ho jati ha,
          == Big time frame ma trend ziadah clear rehta ha is lye trend ko identify karnay ma bohat asani hoti ha
          == Indicators ziadah accuracy se result detay hain is lye bohat saray traders baday time frame ma kaam karna pasand kartay hain
          == Market ko ziadah watch ni karna padta ha aur risk bhi kam ho jata ha,
          == profit k chance ziadah hotay hain aur loss kam se kam hota ha
          == Big time frame ma forex ko ziadah time ni dena padta ha bas din ma aik do dafa market ko dekh lena kafi hota ha
          == News ki tension ni hoti ha q k market aik trend ma chalti ha is lye trades ki itni tension ni hoti ha
          • #6 Collapse

            Re: Lower time frame ko kinu importance nahi di jati

            dear forex trader asslam o alikum umed karta hoon aap kheriyat say hon gay main ap ki baat say agree karta hoon jo bhi kaam short time kay liay kia jaye wo ap ko loss main hi lay kay jata hay kun kay short time main ham sahi say market ka analysis nahi kar saktay aur na hi sahi say lot laga sakty hain is liay ham jab bhi trade open karen to long tine period kay liay karen kun kay us say ham achi tarha control kar sakty hain jis main ham different tools use kar sakty hain aur in ki madad say profitable trading kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Lower time frame ko kinu importance nahi di jati

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Lower time frame ko professional traders kabi be importance nahi dety, es ka reason ye hay key agar demo account me 5 mint, 30 mint aur 1 hour time chart me indicators signals ko note key jaye to bahot se fail signals traders ko mil sakty hey, jo key kabi be market key future trend ki identification nahi kar sakty esy time frame ko esi waja se na to useful samja jata hay aur na hi professional traders es par depend karna zarori samjty hey,

              Large time frame 4 hour, weekly time frame other lower time frame se bahot hi powerful aur reliable signals provide karny me hamesha hi kamayb samjy jaty hey.
              Nova timeframe ko isliye Radha importance nahi Gujarati kyu puch main market ka friend ka acche se intazar nahi hota Kyunki lower time frame main market ek do minute mein ok down Hoti Hai Jise market ka pata nahi chalta isliye jyadatar traders for Hawa wala chart use karte hain jis mein market ke trend ka Kaise Pata lag jata hai aur Marzi se friend ka Sahi tarike se intazar ho jata hai isliye jyadatar traders Samana time frame use nahi karte isse se market ke jaise hi pata nahi chalta
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Lower time frame ko kinu importance nahi di jati

                Mere Khayal mein agar Hum logo ko forex market Mein Zyada Se Zyada profit banana Hai To Phir Hum Logon Ko long term trading hi Karni chahiye short term trading Mein Hum Log Kafi achha profit nahi bana sakte hain isliye Hum Log long term trading Karke Kafi achha bana sakte hain aur hum logo ko Kafi Jyada kamyabi milti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                  Mere Khayal mein agar Hum logo ko forex market Mein Zyada Se Zyada profit banana Hai To Phir Hum Logon Ko long term trading hi Karni chahiye short term trading Mein Hum Log Kafi achha profit nahi bana sakte hain isliye Hum Log long term trading Karke Kafi achha bana sakte hain aur hum logo ko Kafi Jyada kamyabi milti hai
                  Lowe time frame zaida tar scalping kay leye use kiya jata hai es leye es ko zaida importance short term trade mai nahi di jati hai or na he es ko long term trade mai importance di jati hai.esleye koshish karain jab be ap trade karian tu ap apna time frame kam sy kam 1 day ka use karain or ager short term trade karty han tu kam sy kam h4 ka use karain.es sy kam use kar kay ap ko koi faida nahi hoga or na he result sahi mily ga ager ap scalping kar rahy hain tu ap ko M5 sy bara time frame use nahi kar skaty hain.esleye sahi time frame ap ko acha profit dy sakta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X