Trading Strategy :
Trading strategy us tarika kar ko kehtay hain jis kay teht trader trading kerta hay. us main trading ka koe bhi tarika kar ho skta hay. wo kisi bhi knowledge ki bunyad per ho sakta hay.
Hedging Strategy :
Hedging strategy main trader ko market main apnay trading kay zariye say market ko hedging kerna perti hay. Is main trader aik hi point per buy aur sell ker kay market ko hedge ker leta hay. aur us main aik trade positive ho jati hay aur dosri trade loss main chali jati hay. wo positive honay wali trade ko close ker leta hay aur negative honay wali trade ko chor deta hay. jo kay boht bhi khatarnak hota hay. hala kay ager trader market ko achi trah say analysis ker kay aik side say hi trade keray to wo achi trade ker sakta hay aur ager market kay opposite bhi trade chali jaye to stop loss say us ko secure ker lay to wo boht c tension say bach saktahay.
Nateeja :
Ager trader hedging ki strategy say trading kerta hay to wo kabi bhi kamyab nahi ho pata. aur na hi wo achi trading seekh pata hay. que kay market ko samagnay kay liye perhlay market ko samagnay walay ilam ko samagna perta hay. lakin hedging main wo bas hedging kerta hay aur kuch nahi seekhta.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим