Hedging ki strategy kay sath trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging ki strategy kay sath trading?
    Mera tamam dosto say yeah sawal hay kay kia hamen trading kay liye hedging ki strategy istamaal kerna chahye ya nahi. kia ye strategy hamen earning day sakti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
    Mera tamam dosto say yeah sawal hay kay kia hamen trading kay liye hedging ki strategy istamaal kerna chahye ya nahi. kia ye strategy hamen earning day sakti hay?
    Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Ne Mangi Sangi strategies hai bahut acchi hai lekin agar aap Kisi bhi strategy ko Lagana Chahte Hain To uske liye aapko Ustad ji ke baare mein Mukammal information Hasil Karne Ki Zaroorat hoti hai agar aap hatching strategy ko small karna chahte hain to aapko Uske analyses karne Honge ya nahin strategies ke mutabik analyses karne Honge agar aap scalping strategy use karte hain to aapko Uske baare mein proper information Hasil karne ke baad usse use karna hota hai agar aap without information or without knowledge of that strategy make a thread in the thread will be give you lost
    • #3 Collapse

      Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
      Mera tamam dosto say yeah sawal hay kay kia hamen trading kay liye hedging ki strategy istamaal kerna chahye ya nahi. kia ye strategy hamen earning day sakti hay?
      Hedging V traders a 1 RK trading strategy hoti hai addgene Karke B traders market trend ko jodne ki koshish karte hain Saajan traders ki ek acchi trading strategy Hoti Hai Jise traders Kothrud karne mein Aasan Nahi Hoti Hai Aur usse market ke gand Ka Pata Chal jata hai lekin traders ko chahiye kya kabhi bhi news ke time pe Chad Ke Na Kare Kyunki US time market Bahut Paas hun Batiya for traders call off hone ke bahut jyada chances Hote Hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

        Dear jab jas wqt koi humri trade loss main ja rahi thoti hai to us wqt hum apny account ko save karny ka lay apny account ko hedge karny hai yani ka agher hum nay buy ki trade open ki hai aur loss main ja rahi hai to hum us ka sath main ak sell ki trade open kar dian ga jas say humra account save to ho jata hai lakn as say hum profit nai lay sakty aksar dost ya khal rakty hai ka hedge kar ka hum profit earn kar sakty hai lkan mary khal ka mutabk ya galt hai kuch logo nay hedge kya hota hai aur jab dakty hai ka market boht zyda move kar gai hai to pher wo apny account say hedge hata daty hai lakn us ko ya knowledge nai hota ka market kas traf move kary gai jas say wo apna account wash kar jaty hai agher ap nay apny account ko save karny ka lay hedge use karna hai to pher jah say ap nay apny account main hedge lagy hai us price pay morket ko anay dian pher us ka bad apna hedge lo close karny ta kay ap ka account save rahy.
        • #5 Collapse

          Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

          Agar deka jaye to koi be trading strategy esi nahi jes ko ham fazul ya loss deny wali keh sakty hey, har trading strategy ka koi na koi faida zaror hota hay, hedge trading strategy key benefits be bahot hey, first ye key loss ki recovery kesi other trading strategy me etni asani se nahi ho sakti jetni key hedge trading strategy me ho sakti hay, second account ki safety aur risk ko manage be hedge trading strategy se hi kia ja sakta hay, traders agar hedge trading karty hey to es key fawayd be bahot hey expert traders be some time scalping aur hedge trading strategy key base par trading karty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

            Bhai jan apko is mein kabhi bhi hedging nahi karni chahye apko aik hi point par buy or sell karte hain to apko is mein zada se aik point par trade karni chahye agar ap aik hi place se trade kare ge to ap is mein aik hi point se buy or sell nahi karna chahye ye hedging kahlata hain apko i mein hedging nahi karni chahye ye rules k khalaf hain aur apko forum k rules ko follow karna chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain
            • #7 Collapse

              Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

              Assalamualaikum Bhai mera haal hai agar Hum Log strategy ko use karte hain toh usse Hame profit ho sakta hai aur hum ek achi earring bana sakte hain Jis Se Hum Log Apne profit mein bahut he is a fir bhi kar sakte hain I think strategy lazim Karni chahiye
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

                forex trading main aghr hadging tecniques main trading karen tu os main zayda risk hota hai q k es strtgy main hmain aik he time main buy sell donu order lgany hoty hain or basic yah hota hai har trador ka hmain aghr aik order se loss hoga tu aik se profit mil jay ga jub k ayse aik do bar se zayda kbhi nhi hota hai es liye aghr hum trading main risk ko mange kar k karen tu hmain os main yah fida milta hai k hmra ccount save rhta hai jub ka aysi triks se hmain loss hota hao or loss hony kbad account bhi wash ho jata hai es liye aghr hmain trading main faidahasil krna hai tu ayse koi bhi techniques ko follow nahi karna chahye jis se hmain loss ho jay mera khyal hai k hadging aik unsecure trading method hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
                  Mera tamam dosto say yeah sawal hay kay kia hamen trading kay liye hedging ki strategy istamaal kerna chahye ya nahi. kia ye strategy hamen earning day sakti hay?
                  hedging traders ki woh trading strategy Hoti Hai jis mein trading trading Karke market ke trend ko Jaane Ki Koshish Karte Hain Yeh Bhi traders ki ek acchi trading strategy hoti hai lekin traders ko chahiye ke news ke time pe kabhi bhi hard gym Nakhre kyu Ke Uss time market bahut fast move karti hai aur uske Agencies increase ho Jate Hain isliye Kisi Aur Ka NSE trading strategy to use kare
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

                    dear forex trader asslam o alikum umed karta hoon aap kheriyat say hon gay main ap ki baat say agree karta hoon sahi kaha ap nay hedging sabse Pehle aapko aging ke baare mein pata hona chahiye ke bhajan Kya Cheez Hai hedging Kya Cheez Hai basic ke nahi Jab aap bullish or bearish entry Ek Sath Rehte Hain isko hedging kehte hain is condition mein aap market ka ranging behaviour on a car fayda uthate hain aur aapko both sides fiprofort Aata rehta hai jab Tak ke market ka ranging behaviour rehta hai aur market range Breakout nahi karti
                    Lekin kuch log hedging ko account save karnay kay liay karray hain traders agar hedge trading karty hey to es key fawayd be bahot hey expert traders be some time scalping aur hedge trading strategy key base par trading karty hey.
                     
                    • #11 Collapse

                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

                        Agar Hum Log hardwork karte hain aur achi plan nahi karte hain toh phir Hum logon ko bahut accha a profit bana sakte hain aur hum logo ko iska bahut bada hoga isliye Hum Logon Ko Zyada Se Zyada hard karna chahiye Phir Hum logon ko bahut fayda Hoga Aur Hum Log Kafi achha profit bana sakte hain Aise Logon Ko kamyabi milti hai aur hum log
                        • #13 Collapse

                          Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

                          Hedging Forex ki aik aisi strategy hai jiss Kay zariye apnay account ko loss kay bawajud stable rakha jaa sakta hai. Hedging ka Matlab rokna ya rukawat daalna hota hai. Forex mai hedging ka Matlab aik loss mai janay Wali trade kay opposite Dusri trade open kerna hota hai jiss kay profit say loss ko equal kia Jata hai. Forex trading mai hedging uss waqt faida daiti hai aur loss say bachati hai jab loss mai janay waali trade ka lot size aur loss dono he Kamm ho kiyu kay aik aur trade open kernay kay liye account balance, equity aur margins ki zarurat hoti hai. Hedging mai trade open kernay kay liye lot size ko ziada ter loss Waali trade say bhi double rakha Jata hai takay loss jaldi recover ker kay dono trades ko timely close kia jaa sakey. Hedging kay liye aik aur baat ka khayaal rakhna bhi bohat zaruri hai kay hedging kay liye trade ko jaldi open ker Lia jaey jabb loss ziada na ho chuka ho kiyu kay ziada loss ki soorat mai hedging waali trade bhi loss mai jaa sakti hai aur margins ziada consume hojanay say account wash ka khatra bhi ziada barh Jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

                            Bhai apko koi broker bhi headging strategy istemal ni krny dety qu ky yeh legal treeka ni ha. Apko wesy is ka istemal bhi ni krna chaeay qubky account ko headge krna seedhi sadhi mot ha account ky leay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hedging ki strategy kay sath trading?

                              Hedge bahot hi unique trading strategy hoti hay agar soch samaj kar es trading strategy key base par trading karny ki koshish na ki jaye to ye sab se zeyada loss deny wali strategy be ban sakti hay, hedge trading strategy ko me es waja se me unique samjta hon key es strategy ko loss ki recovering key ley use ki jati hay aur jab tak proper aur solid trading plan na ho aur achi techniques ka use na kia jaye to ye strategy work nahi kar sakti hay, buy and sell orders same time me lagany se ham es time tak profit earn nahi kar sakty jab tak hamy market trend key bary me proper achi information majood na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X