Traders key fail hony kia waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Traders key fail hony kia waja

    Traders Surat wale Hote Hai Jab Woh hard work nahi karte hai isliye Hum logo ko Har Baar karna chahiye Phir Hum Logon Ko Phir Hum Logon se baat karni ho sakti hai aur hum logo ko bahut kamyabi Milegi isliye Hum logo ko bada karna chahiye Jyada Se Jyada Hum Log Kafi kamyabi Hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Traders key fail hony kia waja

      chand barri wajoohat
      lack of knowledge, Lack of training, emotional trading. greed, dont know the use of trading tools, trading with fake information ye cand barri wajoohat hain. agr aik trader apne kaam k mutaliq puri maloomat he nae rakhta to trading kamyab kese ho gi. or agr without training kam kia jae ga to bhi is nuqsaan k elawa kuch hasal na ho ga. or start me agr emotional trading start kr di gae to ye bhi nuqsan ka baes bnti hai. is liay proper elam hasal kr k phr agr is field me qadam rakha jae to nuqsaan k chances kaffi kam ho jate hain
      • #18 Collapse

        Re: Traders key fail hony kia waja

        G han bilkal tek kaha ap ny ye bt to bilkl drust hy k poor risk management ki wja sy hr trader ko loss hota hy or zyada tar ye new traders k sath hota hy k wo aksar ye soch ly kr forex m aty han k unan jaldi or bot sa pasa kma kr jaldi ameer ban na hy is wja sy wo poor risk management krty han or loss kr k trading m fail hoty han aksar dakha jaiy to kamyab or kafi arsy sy kam krny waly traders b aksar poor risk management krty han is sy wo kbi b profit hasil ni kr skty unan hmasha loss hi hota hy is liay koshish Karan k apni risk management ko tek rakhn ta k ap ko ziada loss na uthana pary
        • #19 Collapse

          Re: Traders key fail hony kia waja

          forex mai hum apne galtiyo ke waja sy fail hoty hain hamy mahnet karne chahey or hamy apne galtiyo ko durust karna chahey pher he hum kamyab ho saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar sakty hain forex trading students ky liye ache job hain agar hum koi job karty hain to hum forex mai part time kam kar sakty hain or hum agar hum job less hain to hum full time trading kar sakty hain forex trading bohat sy mumalik mai ke ja rahe hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne family walo ko or apny ralitives ko be invite kar sakty hain yai pakistan mai lega business ban cuka hain
          • #20 Collapse

            Re: Traders key fail hony kia waja

            forex aik bohat bara business hain jab hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohta acha business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to be hamy loss ho jy ga forex aik unique business hain
            • #21 Collapse

              Re: Traders key fail hony kia waja

              Forex trading main aor Forex trading market main bohat say traders fail ho jatay hain jin main ziada tar tadad new traders ki hoti hay khas kar woh traders jinhon nay first time trading start ki hoti hay Forex main traders kay fail honay ki kai wajohat hain jin main say chand aik jo maray knowledge main hain darj zail hain.
              1: Knowledge ki kami
              Forex trading kay liay traders kay pas Forex trading ka knowledge hona bohat zarori hay aksar new trader poori taran Forex trading ka knowledge hasil nahi kartay aor trade start kar datay hain jis say knowledge ki kami ki waja say trading main fail ho jatay hain.
              2: Experience ki kami.
              Forex trading main Forex kay knowledge aor learning kay sath sath experience ki bhi bohat zarorat hoti hay kai traders knowledge aor learning to complete kar latay hain lakin demo account main Forex trading ki practice nahi kartay jis say real trade main un ko mushkil pash aati hay aor un ko loss ho jata hay jis say woh business main fail ho jatay hain.
              3: lalach(greed).
              Forex trading main aksar traders jo fail hotay hain woh ziada profit hasil karnay kay lalach main lot size ziada set kar datay hain jis say trade ko sanbhalna un kay liay bohat mushkil ho jata hay aor woh nakam ho jatay hain.
              4: Risk management.
              Fail honay walay traders main un traders ka bhi shumar hay jo risk ki management kamzor kartay hain ya bina risk manage kiay howay trading kartay hain.
              5: Fear of loss.
              Forex main traders ko bil kul fear nahi karna chahiay lakin kai log trading main loss honay kay dar say trading main kai mistakes kar jatay hain jis say woh trading main nakam ho jatay hain.
              6: Indicators ka bad use
              aksar trader knowledge ki kami ki waja say indicators ko thek taran say reed nahi kar patay ya phir indicators ko reed kiay baghair hi trade laga datay hain jis say un ko market ki movement ka pata nahi chalta aor jald bazi main wrong trade lag jati hay jis say un ko loss ho jata hay aor woh trading main fail ho jatay hain
              7: Analysis na karna
              Kuch log yehni traders Forex trading aor Forex market kay analysis nahi kartay jis say bhi woh Forex business main fail ho jatay hain
              is kay ilawa bhi kai wajohat hoti hain jin say traders forex main fail ho jatay hain aor yeh bhi zarori nahi hay k new traders hi fail hotay hain kai expert traders bhi kabhi kabhi apnay business main fail ho jatay hain lehaza haman koshish karni chahiay k ham mohtat aor achi trading karan ta k hamari koi mistake hamaray fail honay ki wajah na ban sakay
              Last edited by ; 07-07-2019, 04:08 PM. وجہ: Hiding clear not show
              • #22 Collapse

                Re: Traders key fail hony kia waja

                Traders kay fail honay ki sub say Bari wajah laalach aur jald baazi hoti hai. Forex trading mai traders jab market ki movement ko daikh kay baghair sochay samjhay trades open kertay rehtay hain tou aik he waqt mai kaafi ziada trades open honay say over trading ho jaati hain aur account balance consume hojata hai. Agar aik trade mai bhi lot size 0.01 hoto ziada trades mai lot size double hota Jata hai aur jitni ziada trades open ker li jaati hain utna he free margin aur margin bhi consume honay say account weak hota Jata hai. Jab trades loss mai ho jain tou margin calls Ana shuru ho jaati hain aur traders ko aik aik ker kay trades ko close kerna Parr jaati hain jiss say account loss mai Jana shuru ho jata hai aur phir account wash bhi hojata hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss say unhain apnay accounts ko safe rakhna hota hai. Traders kay fail honay ki big reasons mai greed bhi shamil hain kiyu kay traders jab aik he trade mai raato raat ameer honay ki koshish kertay hain tou unhain account balance ka khayaal kiye baghair bohat ziada lot size aik he trade mai laga daitay hain aur uss kay loss mai janay say account he wash hojatey hain
                • #23 Collapse

                  Re: Traders key fail hony kia waja

                  ASalam Walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                  Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki is platform per Kamyab hone ke liye Hamen acche knowledge aur experience ki bahut hi jyada jarurat Hoti Hai Iske bagair Na To Ham is platform per kam kar sakte hain aur na hi Achcha profit aur bonus Hasil kar sakte hain doston Jo new members hote hain vah is platform per kam start kar lete hain unhen Iske bare mein jyada pata nahin Hota doston Vahi log fail ho Jaate Hain Meri Unse request hai ki Achcha knowledge or experience share Karke is platform ko join Karen Taki unhen loss Na Ho Aur vah Achcha profit aur bonus Hasil kar sake doston is platform per traders ke fail hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ki vah rules ko follow Nahin Karte aur experience on Knowledge share Nahin karte hain doston is platform per Kamyab hone ke liye jaruri hai ki hamare pass Achcha knowledge or experience ho aur ham usko share Karke Achcha profit Hasil kar sake aur loss se bachake.THANKS
                  • #24 Collapse

                    Re: Traders key fail hony kia waja

                    Assalamu Alaikum Pyare doston agar aap factory Mein kam kar rahe hain to usmein Jab aap usmein fail ho Jaate Hain to uski Sabse Badi vajah Yahi hoti hai kya aapke pass acche experience vajud Nahin Hota To isliye jaruri hai ki aap hard worker mehnat Karen aur accha experience Hasil Karen Kyunki jab tak aapke pass Achcha experience Forex trading ke related maujud Nahin Hoga aap Kamyab Nahin Hote To sabse pahle aap ke liye jaruri hai ki aap demo account Banakar usmein acchi practis Karen ki jitni acchi practis Hogi utna hi jyada aapko experience Forex trading ke related Hasil Hoga jismein Aane Wale Waqt mein aap Kamyab Achcha profit Hasil kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Traders key fail hony kia waja

                      g bhai jan agr ham chata han ka hamri trad ko fail hona sa bachaya jay to es ka liya zarori ha ka hamy aik asa kam karna chahiya jis sa ham es ka fail hona sa bach jay es ka liya zarori ha ka hamy inforamtion ka hona lazmi ha jab hamra pas acha knowledge nai hu ga or ham apni trad lgata howa asi galti kar lata han jis sa markit ki movement badl jati ha or hamri trade fail hu jati ha es ka elawa analysis ka sahi istmal na karna sa bi hamri tarde fail hu jati ha or jab ham trading karta han to hamy jald bazi ka istmal nai karna chahiya q ka bohat dafa hamri jaldbazi sa trade fail hu jati ha es ka or es ka sath sath ham kisi bi kisam ka risk nai lana chahiya or bohat sa log start ma hi bari bari lot ga data han jis sa ham bad ma losse kar lata han or asi trade hamra account wash bi kar jati han or is ka elawa na hamy kisi kesam ka lalch karna chahiya agr hamy fail hony sa bachna ha to hamy hemat or hosla sa kam karna hu ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X