Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga account ko

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga accoun

    I'm trading mobile par kare ya phir computer Par Kisi Se Koi Jyada difference nahi hota Kaise kam to introduce rotating karna asaan Lage unko Waise Hi trading Karni chahiye main to Forex trading Mein Ek Saal se kam kar raha hoon Aur Main Hamesha trading mobile Pehle Ki Hai Mujhe mobile pet reading karna bahut asaan lagta hai Kyunki ispe market ke Chahat ko aasani se sone ja ja sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga accoun

      Boss jab hum forex mien kaam kerty hien tu hamain as mien aa ker yeh kerna hota hai k aik acha trader ban ker sabit hoan hota hai q k aik acha trader he as mien aa ker success hasil ker sakta hai or mien forex mien jab posting kerta hoon ut jab mera limit issue aa jata hai tu mien as mien aa ker posting kerny ko stop ker deta hoon.
      • #18 Collapse

        Re: Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga accoun

        g haan bhai jaan agar hamre account main limit ala option bar bar ae tyu ham ko as main posting kam kar deny chahiy hai q k as se hamre account ko bhi khtra ho skata hai as liy ham ko as main mihnat bhi karni hahiy hai tu hi ham as main kamyab hsoa kte hain
        • #19 Collapse

          Re: Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga accoun

          Dear Assalam o alaikum to all. Ye problem takrebun her dusrey member ko darpaish hota hai jab '50 posts limit reached in 1440minutes' ka error message ata hai. 1440 minutes ka matlab hai 24 hours, Or iss message kat matlab hota hai kay aap kay 50 posts ka total time lap 1440 minutes ya 24 hours raha hai, or pak forex forum ka rule hai kay koi bhi member 1440 minute ya 24 ghantay mai 50 posts sey ooper ak bhi post nahi ker sakta hai. Iss tarah dusrey members ko kaam kernay ka space nahi milta hai or dusra reason ye bhi hota hai kay kahi koi autobots kay zariye to posts nahi ker raha hai. Jab ye message ajaey to uss kay baad posts nahi karey or aglay 24 ghantay jo kay last post time sey shuru hotay hai new post ya thread open nahi kia jaey.

          Dobara daily posts limit shuru kernay kay liye pooray 24 ghantay ka wait kerna hoga uss kay baad he posts ki ja saken gi.Humey chaiye kay hum daily ka aisa target bana lain jo safe ho or humara account lock nahi ho.Daikhay sada si baat hai kay agar aik din mai 50 posts ker li jaey or agla din posts hi nahi ki jas akey to 2 di ki posts total 50 hongi jis ka matlab hai aik din mai 25 posts ki hai. Iss liye behtar hai kay khud apnay account ki daily posts ki munasib limit set ker li jaey.Hope achi tarah samjh agai hogi.
          • #20 Collapse

            Re: Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga accoun

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
            Sir agar ap is mein zada posting karte hain to apko is mein zada se zada posts karte hain aur zada limit aa gae to apke account bann ka khatra to nahi hoga
            Assalamualaikum bhai Agar Apke Pas Bar Bar ki limit Bana notification Aata Hai tu ismein banane ki koi baat nahi hai Kyunki forum Mein fiffty0 post Se Zyada pose Nahi Ki Ja sakti forum main post ki limit Rakhi Gayi Hai Jo ke fiffty hai agar Apke Pas notification bar bar aata hai jis mein yaha likha hota hai ki aap Jyada post nahin kar sakte please aap ko ya aap ke account ko koi nuksan nahin hoga lekin aap ki post Sabhi e Aage post nahi honge jab Tak ke thoda time nahin Gujar Jayega Aapke Dil Mein Sirf fiffty pose kar sakte hain agar aap fifty Se Jyada Karne Ki Koshish Karenge. Notification aapke paas obviously a Jayega Shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga accoun

              Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha Pakistan forex forum pe daily post ki limit ha Mary khayal main ap daily k 50 post kar sakty han chae suhba karny ya sham ko ap 24 hours main ap 50 post kar sakty han or monthly 1250 post banty han is ley Pakistan forex forum k rules ko follow karny agr ap ny ziada post key to ap ka account banned ho sakta ha is ley ap daily 50 post sy ziada na karny ta k ap ka account banned na ho or ap ko bounce bi ziada sy ziada mily jis sy ap trading ache kar saken
              • #22 Collapse

                Re: Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga accoun

                bhai pahli bat tu yah hai k apko forum main daily posting ki limit main 50 posts ki limit di jati hai jis main apko aik din main 24 gnton main 50 posts ko karna hota hai es liye ap aghr 50 se zayda posts karty hain tu apko notification mil jta hai k apki limit pori ho chuki hai or ab ap mazeed posts nahi kar skty hain os k bad aghr ap posts likhty bhi hain tu apki har posts main apko notice milta rahy ga or apki posts submit nahi ki jay gi os se apka just time waste he hoga tu hmain yah try karni chahye k miyari or achi posts karen or quanitity se zayda apko quality ko ahmiyat deni chahye q k ap aghr apni trading main acha bonus eran karna chahty hain tu apko achi or miyai posts karna hoti hain na k zayda posts par focus rakhna chahye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Agar apke account par posts ki limit wala option bar bar aye to kiye ho ga accoun

                  aghr apki posts main limit pori hony ka option a arha hai tu apko chahye k wahen apni posting close kar den q k yah forum ki traf se notice hota hai jis ko folwo krna bohat zarori hota hai laken es se ap k account ko koi masla nahi parhta hai q k limit pori hony k bad apki posts koi bhi submit nahi hoti hai wo apka time waste karny k liye zaror count ki jay gi tu bahtr yahi hai posts ki quantity se zayda os ki quality par fovus krna chahye q k jub hmari posts kam hony k sath sath achi or miyari hungi tu bhi hmain acha bonus mil jay ga tu hmaisha kam postsing k sath os k miyar ko bahtr bnanay ki kosish karen jis se apko acha bonus mily or ap apni trading ko baht se bahtr bna saken

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X