Re: Jaiza: Successful traders
Forex mai successful traders ki bohat si aisi qualifications hain jinn kay barey mai bat ki jaa sakti hai aur iss barey mai forum pay aksar kisi na kisi thread mai baat bhi hoti rehti hai. Forex trading business mai her roz hazaaroo traders in ho rahey hotay hain laikin Agar kaamyabi ya success ratio ki baat ki jaey tou woh bohat Kamm nazar aati hai. Agar analyze kia jaey tou ziada ter weak area consistency ka fuqdaan ya kammi hoti hai. Traders jab forex ko join kertay hain tou unka khayaal hota hai kay yeh bohat asaan business hai aur traders forex ko bhi dusray online businesses ki Tarah he samajhtay hain kay sirf invest ker kay profit kamaya jaa sakta hai laikin jab woh iss business model say waaqif hotay hain tou unhain samajh aati hai tou woh iss business ko chore jatey hain. Iss Tarah consistency na honay ki wajah say success aur loss mai bohat faraq ajata hai. Successful traders mai consistency he unhain successful banati hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим