Optional ya laazmi verify hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Optional ya laazmi verify hona
    Asslam o alekum to all the forum users jese ke aap sab logo ko pata hai ke insta forex account ka verify hona bohat laazmi hai kyun ke bina verify ke hum trading to kar sakte hain lekin jo trade ke baad hum logo ko faida hota hai to ya profit milta hai wo hum withdraw nahi kar sakte hain uska main reason ye hota hai ke hum humara account verify nahi hota to withdraw amount ke liye account verify karna laazmi hai till 2nd level verification lekin us ke baad 3rd level bhi verification ka option aata hai jo ke optional hai agr aap nhi bhi karoge to tab bhi apko withdraw mil sakte hain and apni taraf se bhi deposit kar sakte hain in case agar aap ko last and 3rd level bhi verify karna hai to aap ko apni photo and hath cnic wali selfie nikal ke client cabinet mein upload krni hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Optional ya laazmi verify hona

    Dear jab ap forex k kisi bhi broker par apna account banaty hai to aus mai ye ni hai k ap ki apni marzi hoti hai k ap aus account ko verify karwaye ya na karwye aus mai ap ko lazmi apna account verify karwana parta hai ais mai ye hai k jab ap ais mai koi account banaty hai to ais mai ap ko ye pata hota hai k ais mai jab deposit karwana ho aus time to ap ka deposit ho jata hai magar jab ap ne ais market mai se withdraw lena hota hai to aus time ap ko tab hi withdraw milta hai agar ap ne ais mai account verify ni karwaya to ap ais mai se withdraw ni le sakty beshak ap ne ais mai apni investment ki ho ais liay jab ap ais market mai koi bhi account banaty hai to aus ko phly verify karwa ley aus k baad aus par kaam kary ta k ap ko baad mai masla na aye.
    • #3 Collapse

      Re: Optional ya laazmi verify hona

      Dear ye zarori nahi key 3rd level account verification optional hi ho, some time verification department se es ko important kar dia jata hay, mera personal trading account high level verify ta magar verification depart se profit withdrawal process ko es ley reject kar dia gia tak key 3rd level ka account verify nahi ta, traders key ley 3rd level ki verification be bahot important hay es ki verification bahot simple aur easy hay, jo document ham ne 1st level key ley beja hota hay es ki face key sath picture send karna hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Optional ya laazmi verify hona

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
        Asslam o alekum to all the forum users jese ke aap sab logo ko pata hai ke insta forex account ka verify hona bohat laazmi hai kyun ke bina verify ke hum trading to kar sakte hain lekin jo trade ke baad hum logo ko faida hota hai to ya profit milta hai wo hum withdraw nahi kar sakte hain uska main reason ye hota hai ke hum humara account verify nahi hota to withdraw amount ke liye account verify karna laazmi hai till 2nd level verification lekin us ke baad 3rd level bhi verification ka option aata hai jo ke optional hai agr aap nhi bhi karoge to tab bhi apko withdraw mil sakte hain and apni taraf se bhi deposit kar sakte hain in case agar aap ko last and 3rd level bhi verify karna hai to aap ko apni photo and hath cnic wali selfie nikal ke client cabinet mein upload krni hai.
        Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading co Imam Ali business nahi hai yeh ek bahut hi Bada aur Bhala Hua business hai uske 3 level Hai verification Ke Jhonke aapko pass karna Zaroori Hota Hai Third Level optional nahi hai agar aap ka Third Level verify nahi hota kabhi aap apna account verify nahi karwa Sakte falakata mujhe kuch Maloom Nahi Hai Lekin abhi Third Level verification Ke Baad Hi amount mil sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Optional ya laazmi verify hona

          g han bhai apki bat bilkul sahi hai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmary account k verifaction krwna zarori hota hai q k hum trading tu kar skty hain laken jub hmain profit milta hai tu hum without verifiaction osko withdraw nahi ly skty hain tu account ki verifiaction boht zarori hoti hai es liye har trador ko chahye k apni verification k sub he level pahly achi trha se clrae kar len q k os k bad apko jub profit milta hai tu ap k pass option ho withdraw ka nahi tu hum kbhi bhi apna profit withdraw nahi ly skty hain es k bad jo hmra thord level hota hai os main hmain apny cnic k sath apni selfie bhi clisk kar k upload karni hoti hai os k bad hum apni verification kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Optional ya laazmi verify hona

            forex trading k account ko humary liye verification krwana lazmi hai yah optional hae hmary liye q k jub tak hum apna account verify nahi krwaty hain um tab tak apny profit ko withdraw nahi krwa skty hain qk withdraw k liye apk account ki verification boht zarori hai es k liye hmain thord level ki verification k bad hmra account mukamal tour par forex k sath attch hota hai erfication k liye hmain apny account ki verification k liye jo jo documnents ki zarorat parhti hai main ap k sath shre krta hun..
            1: nationl i.d card.
            2: nationl identity card.
            3: utility bill jo k 3 month se zayda porna na ho.
            4: bank statment with account holder.
            5: i.d card front and back pic with selfie style.

            • #7 Collapse

              Re: Optional ya laazmi verify hona

              اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
              Asslam o alekum to all the forum users jese ke aap sab logo ko pata hai ke insta forex account ka verify hona bohat laazmi hai kyun ke bina verify ke hum trading to kar sakte hain lekin jo trade ke baad hum logo ko faida hota hai to ya profit milta hai wo hum withdraw nahi kar sakte hain uska main reason ye hota hai ke hum humara account verify nahi hota to withdraw amount ke liye account verify karna laazmi hai till 2nd level verification lekin us ke baad 3rd level bhi verification ka option aata hai jo ke optional hai agr aap nhi bhi karoge to tab bhi apko withdraw mil sakte hain and apni taraf se bhi deposit kar sakte hain in case agar aap ko last and 3rd level bhi verify karna hai to aap ko apni photo and hath cnic wali selfie nikal ke client cabinet mein upload krni hai.
              Traders ke liye Apna trading account verify karwana bojhona important hota agar traders Apna Forex trading account verify nahi karwayenge tone Govinda nahi milega aur Apna trading account ke Tino level welfare karwane important hote hain Agar Apne account levels verify nahi karenge Agar traders Apne account gatineau level verify nahi karwayenge Tungabhadra nahi ayega isliye Apne trading account ke teeno levels verify karwaye
              • #8 Collapse

                Re: Optional ya laazmi verify hona

                insta account ki verification opetionl nahi lazmi hai q k es k bgar hum apny profoit ko withdraw nahi krwa skty hain es liye hmain paly apny account ki verification krwa leni chahye q k jub verifucation ka amal rok jy tu os k bad rejection ka amal samny ata rahta hai es liye hmain jitny bhi verfication k level hain sub ko clear kar leny chhahye hmain pahly level mai apny i.d card ki pic k sath apny domicile ko upload karna hota hai os k bad jo secend level hota hai os main adrees ki verfication k liye apny eletricity bill k sath sath apny bank statemnt upload karni hoti hai jub hum pahla level clear kr lety hain tu dosra level clear karny k bad hmain thrd level main apni i.d k sath apni selfie bi upload karni parhti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Optional ya laazmi verify hona

                  Dear forex trader asalam o alikum umeed karta hoon aap kheriyat say hon gay main ap ki baat say agree karta hoon ap nay sahi kaha kay kay ham jab bhi forex trading kartay hain onnline hay to is main hamaray pass different step hotay hain verification kay jo kay bahit zaruri hoty hain agr smaal level pa kar rahy hain to itna masla nahi banta magaer jab ap big level pa trading kartay hain to us main zaruei hota hy kay ap khid ko verify karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Optional ya laazmi verify hona

                    Assalamualaikum bhai aapne Jo question Kiya main aapko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke last me verify hi hona chahiye Agar verify class Me Ho Gaye Hum logo ko Apne account ko aasani se bata sakte hain aur aur Se Hum logon ko bahut hai successful hone ka woh Kabhi mil sakta hai usne Hame chahiye kya Hum Apne account for Rajni verify karwale
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Optional ya laazmi verify hona

                      forex trading business mein agr ap insta forex k bonus account mein trading kartay han tu bonus account ki verification zaroori hy verification karain gay tu hum trading kar k jo profit earn kartay han us ko withdraw karwa saktay han aur agr bonus account ki verification nhi ho ga tu withdraw nhi milta aur agr verification k baghair profit ko withdraw karne ki request kartay han tu withdraw request cancel tu ho gi lakin account bhi disable ho sakta hy is liye jab first month posting karain tu account high level verify karwa laina cahaiye aur is k bad third level verify ki zaroorat hoti hy jo is liye zaroori hota jab ziada amount withdraw karni ho tu phr third level ki zaroorat hoti hy aur is k liye apni picture I'd k sath upload kar k account verify karwa saktay han aur withdraw hasil kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: Optional ya laazmi verify hona

                        G bilkul agar ap trading karna chahty hai to ap ko chahiye k ap apna account zroor verify karwaye agar ap apna account verify nahi karwaye gy to ap ka account kabhi b band ho sakta hai ap kai sahooliyat sy mehroom rahy gy jis me sab sy bari sahoolat withdraw ki hai agar ap ny withdraw lena hai to ap ko chahiye k ap apna account verify karwaye or agar ap forum par posts kar rahy hai to ap apna account forum par tab tak attach na kary jab tak ap ka account verify na ho jaye agar ap ny attach kar liya to ap ka bonus unverified account me chla jaye ga or ap ki trading khrab ho jaye gi is liye zroori hai k ap account ko verify karwa kar hi attach kary or attach b last day par kary ta k ap ko us ka faida ho nuqsan na ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Optional ya laazmi verify hona

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
                          Asslam o alekum to all the forum users jese ke aap sab logo ko pata hai ke insta forex account ka verify hona bohat laazmi hai kyun ke bina verify ke hum trading to kar sakte hain lekin jo trade ke baad hum logo ko faida hota hai to ya profit milta hai wo hum withdraw nahi kar sakte hain uska main reason ye hota hai ke hum humara account verify nahi hota to withdraw amount ke liye account verify karna laazmi hai till 2nd level verification lekin us ke baad 3rd level bhi verification ka option aata hai jo ke optional hai agr aap nhi bhi karoge to tab bhi apko withdraw mil sakte hain and apni taraf se bhi deposit kar sakte hain in case agar aap ko last and 3rd level bhi verify karna hai to aap ko apni photo and hath cnic wali selfie nikal ke client cabinet mein upload krni hai.
                          Hamara Forex trading ka account ka verify Hona bahut jaroori hai agar Hum Apna Forex trading ka account verify nahi karenge to hum withdrawal nahi le Sakenge kaun hai apne account mein koi dikkat hai Jise Hamari trading karne ka koi fayda nahi hoga aur account verify Re karwana Hamare Liye Hai Bada hota hai Kyunki Agar Hamara account verify nahi hoga to koi bhi Hamare funds ko use kar sakti ka aur beta Karva Lega
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Optional ya laazmi verify hona

                            Bhaiya aapne bilkul theek baat ki Hai Is Tarah Se Agar Hum Log trading karte hain toh phir Hum Logon Ko uska bahut hi jyada fayda hota hai aur hum logo ko Is Tarah Se trading Karke Kafi acha profit hassil kar sakte hai aur hum logo ko kamyabi Milti Hai Is Tarah Se Agar hum log
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Optional ya laazmi verify hona

                              dear members ap kaccount ka verify hona bht zaruri ha is k bger ap withdraw nae kr sakte. ap ka bonus ap k trading yani Insta forex kacoount me transfer ho jata ha. ab ap us se agay use withdraw tab he krwa saken jb account verify ho ga. account verify hone k do level hain. Pehle me ap ko identity doucuements upload krna hote hain second me ap ko residentional documents upload krna hote hain. 2nd level verify k baad ap apna withdraw hasal kr sakte hain. verify ki baqi ninstruction instaforex ki website pr daikhi ja sakti hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X