Indicators use karny key fawayed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators use karny key fawayed
    Indicators use karny ki bat agar ki jaye to new traders ye samjty hey key fundamental analyzing agar ki jaye to indicators ko use karna enta important nahi magar mera ye opinion hay key M5, M15 aur M30 time key chart me market ki analyzing karny me agar traders ko asani ho sakti hay to es ki waja fundamental analyzing nahi technical indicators es se waja ho sakty hey, small time frame me indicators key help key baghir ham kabi be market ka acha jaiza leny me kamyab nahi ho sakty hey, short term ki trading key ley indicators ki ehmeyat meri nazar me bahot hi zeyda hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators use karny key fawayed

    Dear jaisy k ap ko ye pata hai k ais market mai ap ne analysis k liay kuch na kuch to use karna parta hai aus k liay agar ap ne ais market mai koi indicator rakha hoa hai jis ko dekh k ap trade lagaty hai to aus mai ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais mai ye hai k jab ap ais market mai kaam karty ho to ap ko ye pata chal jata hai k ais mai kon sa indicator hai jo market k trend k sath chal raha hai aor ap ko market k trend mai trade dy raha hai jaisy ap ne moving average ko dekha ho ga aus mai ap ne agar koi trade lagai ho to aus mai ap ko ye pata hona chaye k ais mai ap ne jo bhi trade lagani hoti hai wo touch par lagani hoti hai aus mai ap ko ye faida hota hai k aus trade mai ap ka take profit bahot zayda hota hai kun k trade ap ko trend mai mil rahe hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Indicators use karny key fawayed

      Indicators use karny key fawayed bahot zeyda hey, koi be indicator kinu na ho esi ko bahot hi technical technique key base par aur formula key base par banaya jata hay, market key future condition ki information kesi other source se be hasil ki ja sakti hay agar technical indicators na hoty to minimum time frame me kabi be market ki movement ka andaza etni asani se kabi be na hota, market current time me kes condition me hay es key ley me indicators ko important samjta hon aur scalping technique indicator ki waja se hi mumken ho sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Indicators use karny key fawayed

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Indicators use karny ki bat agar ki jaye to new traders ye samjty hey key fundamental analyzing agar ki jaye to indicators ko use karna enta important nahi magar mera ye opinion hay key M5, M15 aur M30 time key chart me market ki analyzing karny me agar traders ko asani ho sakti hay to es ki waja fundamental analyzing nahi technical indicators es se waja ho sakty hey, small time frame me indicators key help key baghir ham kabi be market ka acha jaiza leny me kamyab nahi ho sakty hey, short term ki trading key ley indicators ki ehmeyat meri nazar me bahot hi zeyda hay.
        Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading indicators par log Bahut Yaad Aate Hain lekin Maine Sabko Ye Kehna Chahun Ga Pe agar aap indicators fatrade kar rahe hain to aapko sabse Pehle Yeh dekhna Hoga ke kaunsa indicator best hai aaj kal market mein bol Sare fake indicator Baju Ke Hain Jis Se aap ko Bachana bahut jaroori Hota Hai Mere Khayal mein agar aap 4 hour time frame Mein Apne analyse Karte Hain To wo Jyada best hai
        • #5 Collapse

          Re: Indicators use karny key fawayed

          forex trading main indicators ko use karny ka basic point yah hota hai k um market k trend ko find out kar saken or jub ap indiactors ko use karty hain tu apko oska use bhi aana zarori hai q k indiactors hum apni trading ko asan bnnay k liye use karty hain or aghr hum chart main indicators ko use karty hain tu apko indiactors ki help se he trading main asani milti hai or apko apki trading main acha profit bhi milny k chances hoty hain forex trading main boht se indiactors hain jin se hum apni trading kar skty hain laken hmaisha he indiactors apko sahi result nahi deta hai es main apka expiernce or apki analysisation hoa bhi boht zarori hai
          • #6 Collapse

            Re: Indicators use karny key fawayed

            Hum logo ko indicator kam se kam istemal karna chahiye Kyunki indicator hundred percent correct nahi hote hain indicator Se Hum Logon Ko log bhi ho sakta hai isliye Hum logo ko indicator Nagar small karne Hetu pic Dekhkar istemal karne chahiye ho sakta hai
            Removed by Moderator.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Jo traders indicators ka use karty hain aik tu un ko technical analysis ka sahi pata hota hai. woh apni trade ko support or resistance ki madad sy sahi point pay entry or exit karty hain or sath main woh indicators ko use kar kay jo patterns apny pairs kay experience kar kay rahkty hoty hain un ka sahi use kar kay trade sy profit kama laity hain or sath main woh trend line ko start mai or bad mai analysis kar kay apni trade sy sahi earning kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X