Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
    Dear Pakistan forex forum members aj hum is baat per thori c discuss kerty hain ky hum apny balance ko kaisy manage kerein.
    Akser ye ye new members ky sath hota hai ky un ko first month posts kerny ky baad bonus to mill jata hai.
    Lakin kam experience aur kam knowledge ki wajah se 90% new trader ka account wash ho jata hai. Koi aisi rah nikali jaye jis se hum apny balance ko bhi bacha sakein aur ager ho saky to thora bahut profit bhi hasil ker sakein. Kuch tips hain jo mery zehn mein hain. Wo thora discuss ker lety hain.
    LOT SIZE KO KAM RAKHEIN.
    New members ko jab bonus milny wala hota hai to un ky ander josh aur jazba hota hai trade ker ky profit kamany ka.
    Jis ki wajah se wo jald se jald aur ziyada se ziyada profit ky chaker mein bari lot laga deta hai. Kam experience hony ki wajah se loss ka chance bhi ziyada hota hai. To agr loss howa to account wash ho jata hai.
    New trader ko choti lot se trading start kerni chaye.
    JALDBAZI SE KAAM LENA
    Ye masla bhi akser new trader ky sath hi hota hai. Us ko trade kerny ka shoq hota hai. Aur is liye wo jaldbazi kerta hai. Jis ka nuksaan ye hota hai ky wo market ko sahi analyse nahi ker pata aur trade ghalat malat laga dets hai.
    Trader ko hsly se kaam lena chaye. Aur jab sahi time ho trade lagany ka to tab trade lagain. Chaye un ko aik week tak hi wait na kerna pery.
    Agar Hum Log lot size ko kam se kam rakhte hain toh phir Hum Logon Ko iska fayda hota hai aur hum log Apne account ko manage kar sakte hain isliye Hum logo ko lot size ko kam se kam Rakhna chahiye tha ke hum Logon Ko is ka fayda ho sake Aur Hum Log Kafi achha profit bana sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

      dear forex members balance ko manage krna aik important aspect ha. balance ko mukhtalif tareeqay se manage kia jasakta ha. Trading me zaruri ha k ap trade ka lot siza chota rakhain. Ziada prifit ka hasool nuqsan ka baes bhi bn jata ha. or baaz members lot size bra hone se account khali kr bethte hain. Choti trades me agr ap profit ne bhi hsal krte to is soorat me bhi ap ko nuqsaan km hota ha jis se ap forex me mojud rehte hain. Jitni ap ki risk management mazboot ho gi utna he ap k market me in rehne k chances brte rahain gay
       
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

        .
        foreign exchange trading fundamental balnce ko mange karny se murad yah hai okay jub hum apni buying and selling karty hain tu os essential ham lot size se make investments karty hain jis se hmain loss or income hota hai or mange hum ayse kar skty hain k jub hum apni buying and selling karen or lot suize set karen or aghr hmain hmari buying and selling foremost losss bhi ho jay tu hmara account wash na ho hmary account foremost loss okay awful equity ho jis ko hum use kar okay apna loss get better kar sken forex buying and selling most important boht se tradors apni trading main lot size apny account balances se lot size zyada lga dety hain jis okay abd loss hony par un ka account wash ho jta hai tu es chez ka khas khyal rkhna chahye okay jub bhi hum apni lot set karen tu apny capital ok hisab se set karen ta ok hmain loss ho tu hum os loss ko bardasht kar saken
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

          g han bhai jan ye b ik bohet he bara kam k hum ismy apny bounce ko kasy mange kr skaty hn tak agr humy is my loss ho to humara account us ko bardashet kr saky or agr humary pass bounce bohet he km k hum us sy treading nahe kr skaty to humy ismy zayda bounce k liay zayda sy zayda posting krni chahye.likn agr hum ismy bounce zzadya mill saky to he hum is sy treading kr skaty hn.or agr hum ismy new hn to humy sub sy phly is my practice k liay demo account ko use krna ho ga.or us my apny balance ko real account k balance ki tarha he mange krna pary ga.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

            Instaforex real trading accounts mai 2 tarah ka balance ho sakta hai. Aik woh balance hota hai jo kay real. Personal investment hoti hai jiss pay instaforex aur bhi incentive bonus daita hai. Dusri balance type woh hai jo kay pak forex forum say monthly posting bonus ya phir contest mai posting ker kay 2 months kay baad accounts mai transfer hota hai.

            Account balance investment ho ya bonus ka ho usay manage kerna bohat zaruri hota hai kiyu kay jab balance ko manage aur safe tareekay say rakha jaey ga tou he usay achay tareekay say trading mai use ker kay acha profit bhi earn kia jaa sakta hai. Account balance ko manage kernay kay liye money management ka hona bhi bohat zaruri hai. Iss liye traders ko real trading account mai trading say pehlay demo accounts mai trading ki achi practice zarur kerni chaiye.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

              dear forex trading main balnace manage krna boht zyda zarori hota hai q k bbalnce ki base par he hum apni trading ko bahtr kar skty hain or kamyab bna skty hain es liye hmain chahye k aghr hum chahty hain k hmain apni trading main loss hony ka khra na ho tu hmain apni trading main balance ko manage karna hoga osk liye hmai apni trading main otni invest akrni hoi jis se hmain loss hony k bad os loss ko recover karny ka chances hoty hain es liye hmain ayse trading karni hogi osk liye hmain apni trading mains mall lot ks ath trading karni hogi jub hums mall lot ks ath trading karengy tu he hum apny balance ko manage kar skty hain or apni kamyab trading kar skty hain tu hmaisha ap jis stratgy ks ath bhi trading karty hain jis pair main bhi trading karty hain apko apni trading main small lot k sath trading karni hogi ta k hmain loss na hony pay or hmra account bhi save rahy
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                ji Bhai aapane bahut achcha sawal kiya ke refraction mein kam kar rahe hain to aapko apne account ka mange rakhna hoga agar aap apne account mein nahin rakhna chahte Hain to iske liye jaroori hai ki ambani management ke sath chalen risk management ke sath chale aur ismein time management ki pabandi karo jitna jyada kisme time spend karenge aap market ka samay jaega ismein aap apne experience wale karenge jitna jyada experience jaruri hai aap ismein planning ke sathkyunki Ham agar koi bhi kam karte Hain to ismein hamen Ashwini kyon hoti hai chitra for aquarium experience ke sath apne account ko main nahin rakh sakte hain aur apni mummy ko sahi invest kar sakte hain aur ek accha profit aasan kar sakte hain ek successful people hamesha isme planning ke sath chalta hai tabhi vah kamyab hota hai
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                  Forex trading main agar dekha jay to kamyabi esi soorat main mumkin hay k trader ka account achi taran manage ho agar account manage na ho to trading main loss kay siwa kuch bhi nahi hasil hota aksar traders aisay hi dekhain hain jo just esi wajah say loss kar bethtay hain k un ko ko apna account manage karna nahi aata aor woh small account main bhi big trade open kartay hain jo k un say big profit kay lalach main hota hay. Forex Trading main kamyabi kay liay behtar hay k trader trade open karnay say pehlay apna account manage karay es kay liay trader ko pehlay apnay capital kay hisab say trade volume select karna chahiay yehni lot size set karna chahiay agar capital small hay to lot size bhi small hi hona chahiay esi taran kisi bhi trade ko open kartay howay stop loss and take profit ko zaror set karna chahiay aor kabhi bhi over trading nahi karni chahiay es taran kamyabi kay chances barh jatay hain aor loss say kafi had tak bacha ja sakta hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                    Bilkul aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein agar aap Jyada lot size use karte hain to Aapka Kaun baat ho sakta hai isliye kam lotsa use Karen Kyunki Itna Achcha aapke paas balance backup Hoga utani acchi aap trading kar sakte hain isliye Jyada Se Jyada Apne account Ki Kothi rakhen Taki aapko account manage karne mein aasani ho isliye Hamesha hard work Karen Aur mehnat Ke Sath ismein kam Karen tabhi aap ismein successful trader Ban sakte hain Kyunki jab tak aapke pass acchi earning Nahin Hogi tab tak aap Kuchh Nahin kar sakte to hamesha hard work Karen mehnat Karen jisse aap isliye success Hasil kar sakte hain aur Kamyab profit Kama sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X