Re: Buying from bottom and selling form higher
je bilkul yeh aik ashi trading strategy h jis ki madad se ham ashi trading kar saktay hain q k jab market oversold ho jaye to lazmi ha market ne buy ki taraf jana ha aur jab market overbought ho jaye to market na trend badal kaar k buy ki tarf jana ha is lye buy karna chaye jab bottom pe ho, aur jab higher pe ho to sell karna chaye lakin support aur resistance k levels ko bhi dekh kar aur candles ki formation ko bhi check karna chaye, is k ilwaah jo indicators use hotay hain woh agar overbought aur oversold k signals dain to prh hamain market ma entry lenni chaye jaisay stochestic oscillator aik behtreen indicator ha is strategy ko use karnay k hawalay se, to hamain baghair soche samjhay market ma entry ni leni chaye balke saray tools ko check kar k market ma enter houn

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим