Jaiza: market sentiment feature

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: market sentiment feature
    Market Sentiment Feature

    Market sentiment feature ka use karna positional traders key ley bahot acha ho sakta hay, market sentiment feature ko use karny ka maqsad aur es key fawayed kia ho sakty es key bary me forum members ko aur new traders ko knowledge hona zarori hay es ka jaiza lety hey.

    Market sentiment feature ko use karny se overall traders key current positions ko understand karny me asani ho jati hay jes ko new traders follow be kar sakty hey, buying aur selling positions chart key dashboard par hi show ho jaty hey jes se new traders ko buying aur selling orders ki average ka andaza asani se ho jata hay.
    Click image for larger version

Name:	1bc0c98f0cabd0d201b6241b9897a7c1.png
Views:	1
Size:	232.3 کلوبائٹ
ID:	12462652
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: market sentiment feature

    Dear jab banda ais market mai analysis kar raha hota hai to aus time aus ko bahot sari cheazy zehan mai rakhni hoti hai aor aun k hisab se aus ko trade bannani hoti hai agar ap ne dekha ho to ais market mai bahot sary aisy traders hai jin ki waja se hum ais market mai trade kar sakty hai ais market mai ye hai k ap ko ye pata chal raha hota hai k ais time ais market mai zayda log ais pair ko buy kar rahy hai ya sell kar rahy hai jab ap ko ye pata chal jata hai to ap aus k hisab se trade lagaty hai ais mai ye hai k jab ap ais market mai koi trade lagaty hai to ap ko time se pata chal jata hai k ap ne ais mai sahe entry le hai ya ais mai ap ne jo trade lagai hai aus par ap ko loss ho ga ais liay agar ap ne ais market mai kaam karna hai to aus k hisab se target lagye jo ap ka apna dil ho.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: market sentiment feature

      gee bhai aap nay sahi kaha hay market main sentiment feature kaafi pehlay say introduce kiya jaa chukka hay or iss ko kaafi large level per use bhi kiyaa jaa raha hay khaas tor per professionals bhi iss say kafi faida utha rehay hain iss kay zariye ham market main traders ki current position kay baaray main jaan sektay hain jy majority buy per hay ya sell per or in ka ratio kiya hay is ko new traders jinko bilkull trading nahi aati follow kertay hain or her koi ker sekta hay lekin main aik baat bata do kay yeh ratio market main no. of positions kay hisaab say nahi hota belkay trading volume kay hisaab say hota hay to meray khayaal say to majority ko oppose kerna chaahoye q kay ager majority hamesha sahi ho toh broker kesay kamaaye usko nuqsaan ho jaaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: market sentiment feature

        Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon ap nay bahut hi kaam ki baat share ki hay ham jab bhi markrt ma trading kartay hain to market ka analysia kar kay tradingvkartay hain analysis main hamaen pata cgal raha hota hay kay buy walay ziada hain ya sale walay sentiment say hamen sahibamdaza laga laitay hain jis say ham trading kartay hain aur tab hi faiday main jatay hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: market sentiment feature

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Market Sentiment Feature

          Market sentiment feature ka use karna positional traders key ley bahot acha ho sakta hay, market sentiment feature ko use karny ka maqsad aur es key fawayed kia ho sakty es key bary me forum members ko aur new traders ko knowledge hona zarori hay es ka jaiza lety hey.

          Market sentiment feature ko use karny se overall traders key current positions ko understand karny me asani ho jati hay jes ko new traders follow be kar sakty hey, buying aur selling positions chart key dashboard par hi show ho jaty hey jes se new traders ko buying aur selling orders ki average ka andaza asani se ho jata hay.
          [ATTACH=CONFIG]6629[/ATTACH]
          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne Kafi achi information ko share Kiya Hai market ke sentiment futures ko use karne se overall trader ke liye current position go under stand karne mein Asani Ho Jati Hai Jis Se new trailer wala bhi kar sakta hai buying or selling position charcoal dashboard Patricia holiday hair this senator to go by and or selling orders the average ka andaja aasani se ho jata hai aur ye new trader Zaroori Hota Hai Ki wo is knowledge se mustafiz ho
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: market sentiment feature

            g dear brother ap ki bat ne theek ha es ki madad se hm acha analysis kr sakty haen agr hm technical analysis kr k market sentiment analysis bhi daikh laity haen tu es se hamari trade behter tareeqy se lag sakti ha hm ye asani se daikh sakty haen k Mery sath ktny log haen jo es currency ko buy ya sell kr rahy agr ye ap ko pta lag jata ha tu ap ko pta hona chaye k market ki up ya down movement es cheez pe ho rahi hoti ha k us currency ko ktny log buy ya sell kr rahy ha jis currency ki demand jitni ziada berhti ha wo utni hi strong hoti ha es lye hamaen es se kafi madad mil jati ha k mera analysis thk ha ya ghalt.kiya dosry log bhi yehi soch rahy haen jo mein soch raha hn.es trha ap ki trade k profit mein jany k chances berh jaty haen.me ap ko ye mashwara dn ga k es indicator ko ap zrur use krean ap dakhaen ge k ap ko kafi faida ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: market sentiment feature

              Hum Logon Ko market Mein Apne emotion pe bilkul hi control Rakhna chahiye Jitna Jyada Hum Log control rakhte Hain Itna Hai Jyada Hum logo ko fayda hota hai isliye Hum logo ko Jyada Se Jyada control car Rakhna chahiye Phir Hum logo ko fayda hota hai iska
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: market sentiment feature

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Market Sentiment Feature

                Market sentiment feature ka use karna positional traders key ley bahot acha ho sakta hay, market sentiment feature ko use karny ka maqsad aur es key fawayed kia ho sakty es key bary me forum members ko aur new traders ko knowledge hona zarori hay es ka jaiza lety hey.

                Market sentiment feature ko use karny se overall traders key current positions ko understand karny me asani ho jati hay jes ko new traders follow be kar sakty hey, buying aur selling positions chart key dashboard par hi show ho jaty hey jes se new traders ko buying aur selling orders ki average ka andaza asani se ho jata hay.
                [ATTACH=CONFIG]6629[/ATTACH]
                Hum logo ko market Mein Apna sentiments par Mukammal control Rakhna hota hai phir Hum Log Jab trading Karte Hain To Phir Hum Logon Ko Kafi fayda hota hai aur hum log Kafi achha Papad bana sakte hain trading Karke Jab Hum Log Apne sentiments par control Apne To
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: market sentiment feature

                  forex mai hamy expert ban ky market ky achy sy tajzia ly kar kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be katem na hony wala business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X