Jaiza; Trader become serious with time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Trader become serious with time
    Friends aj hum is baat per thori roshni dalty hain ky aik trader akhir kab tak aik kamyab aur mature trader banta hai.
    Shoro mein jab aik trader trading start kerta hai hai to us ko profit kamany ki jaldi hoti hai. Aur wo chahta hai ky jald se jald aur ziyada se ziyada profit hasil ker saky.
    Is chaker trader aik din mein kafi sari ghalat trade laga bethta hai. Kuch to ghalat hoti hain aur kuch ko wo khud ghalat bana deta hai. Ap pochein gy ky ye kasy ?
    To wo is trah ky kuch trade to bilkul hi trend ky mukhalif simat mein lagata hai wo to bilkul hi loss mein jati hain.
    Dosri wo trend to teek hota hai lakin wo market ky support ki bajaye rasistance per trade laga deta hai. Market jab jab apny support level ko touch kerny ky liye murti hai to wo samajhta hai ky loss mein ja rahi hai. Aur wo is trah choty choty loss apny hathoon se close ker deta hai. Jo ky kafi ho jaty hain.
    Lakin waqt guzerny ky sath sath trader mein maturity ati jai hai. Aur us mein loss ko berdasht kerny ka hosla bhi bher jata hai.
    Trader mein samajhdari ati jati hai. Wo stop loss aur take profit ky sath trading kerna shoro ker deta hai.
    Thanks to watch.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Trader become serious with time

    New traders jab trading ka start laite hain tu inkay liye forex trading mai bohot he ziada attraction hoti hai aur ziada tar new traders kay khayal mai forex aik aisa business hota hai jis mai woh laearing kiye baghir bohot he kam time mai bohot he jaldi ameer ho sakty hain. Aur new traders’ iss chakar mai na he learning per tawajo daite hain aur ne he forex trading kay doran market ke conditions per ghoor kar kay trade karty hain. Jis ke waja say loss hona start ho jata hai .
    Lakin per waqat guzarnay ke sath sath traders ko forex trading ka pata chalata hai ke yeh profitable tu kafi ziada hai lakin iss say earning karny ke liye bohot mehnat chaiye hoti hai tu phir woh b serious ho kar forex trading karny lag jatay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Trader become serious with time

      g bhai paki bat bilkul thek hai or main ap se agree bhi krta hun forex trading main boht se tradors ki yahi nature hai k wo boht sara hasil karny k liye ayse kam karty hain jis k bad un ko boht sara milny k bajay kam bhi nahi milta hai es trha wo buri tah anakam ho jaty hain aik tu wo apny account ko wash krwa bethty hain dosra wo apny expiernce ko bhi buri trha mutasir karty hain es liye hmain chahye k aghr hum forex main eraning krna chahty hain tu hmain chahye k pahly forex main lalach ko khtm karen jo hum karty hain apni trading k liye ayse humain zayadsa aik din zaror mily ga laken os k liye thora intzar krna parhy ga jesy hum jald bazi karty howe karty hain tu hmain os main hmain thora bhi nahi milta hai tu aysi baton ko mind main rakty howe trading karni chahye jis se ap acha kam kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Trader become serious with time

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
        Friends aj hum is baat per thori roshni dalty hain ky aik trader akhir kab tak aik kamyab aur mature trader banta hai.
        Shoro mein jab aik trader trading start kerta hai hai to us ko profit kamany ki jaldi hoti hai. Aur wo chahta hai ky jald se jald aur ziyada se ziyada profit hasil ker saky.
        Is chaker trader aik din mein kafi sari ghalat trade laga bethta hai. Kuch to ghalat hoti hain aur kuch ko wo khud ghalat bana deta hai. Ap pochein gy ky ye kasy ?
        To wo is trah ky kuch trade to bilkul hi trend ky mukhalif simat mein lagata hai wo to bilkul hi loss mein jati hain.
        Dosri wo trend to teek hota hai lakin wo market ky support ki bajaye rasistance per trade laga deta hai. Market jab jab apny support level ko touch kerny ky liye murti hai to wo samajhta hai ky loss mein ja rahi hai. Aur wo is trah choty choty loss apny hathoon se close ker deta hai. Jo ky kafi ho jaty hain.
        Lakin waqt guzerny ky sath sath trader mein maturity ati jai hai. Aur us mein loss ko berdasht kerny ka hosla bhi bher jata hai.
        Trader mein samajhdari ati jati hai. Wo stop loss aur take profit ky sath trading kerna shoro ker deta hai.
        Thanks to watch.
        Assalamualaikum bhai Forex trading Mein Jab new traders threading ko Shuru Karte Hain tab unke liye Forex trading 1 bohot hi Zyada interesting aur Aasan kaam lagta hai aur wo Forex trading co bahut asaan business samajh Lete Hain lekin Jaise Jaise woh Forex trading se waqif Hote Hain Forex trading Mein serious ho Jate Hain qk Forex trading aik bohat hi zyada complicated business hai Forex trading Jitna Assam Dekhne Mein ya sunne Mein lagta hai Kitna Aasan bilkul Bhi Nahi Hai bahut Sare log Forex trading ko syrup isliye join Karte Hain qk Forex trading on hai bahut Aasan aur attraction wala business Nazar aata hai Jaisa ke Haqeeqat mein bilkul Bhi Nahi Hai aur ye baat Woh Ahista Ahista Jaan Lete Hain jaise Jaise traders Forex trading se waqif Hote Jate Hain traders Mein samajh nahi aati Jaati Hai Woh stop loss or take profit ke sath trading karna Shuru kar dete Hain Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Trader become serious with time

          Expert aur mature trader banny me time to bahot zeyda lag sakta hay time guzarny key sath new traders me esi qualities peda ho jati hey jo key long time ki trading key bad mature traders be ban sakty hey aur trading me expert be ban sakty hey, trading ko start karny key sath hi bahot se traders me maturity ki kami hoti hay jes ki waja se zeyda profit earn karny ko apna aim samjna aur trading me unexpected mistakes ka karna ho sakta hay, esi unexpected mistakes ko control karny key ley traders ko long time ki trading practice ka period chaye hota hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Trader become serious with time

            G brother asslam oa alikum. I hope all forex forum members will be good and brother main apki baaton sa agree hoon. And apko btata hoon k sab sa pahli baat k ager ap tradde lgain to us sa kuch time pahly ap chart ki movments ko and chart k oopar all candles ki movments ko achi sa achi trha focus karain us sa faida apko ya hasil hoga k ap ko tradding k mutaalik kuch na kuch idea hasil ho jay ga. And expert tradder banny kaliye time to kaafi lgta hy. And mery khiyal main aj tak koi aysa members nahee hoga jiss na start sa la kr aj tak just proffit hi hasil kiya ho. Chahy ab wo kitna hi expert q na ho us na pahly loss ka samna zaroor koya hoga. And ham jo tradding main mistakes karty hain to hamain chaheye k hamain unko dobara dohrany ki bajay unko recover karna chaheye.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Trader become serious with time

              Trading business maen kamyaabi jalde nahe milte hy hum maen kafe traders ya member jo pak forum maen kam kerny ki neaat say atayhaen wo yahe samjhty haen k forex maen wo khuch month maen thora boht knowledge hasel karean gy our us k bad wo us maen ache earning start ker daen gy but dosto easa nahe hy new members ko thora forex ko samjhny maen time lagay ga wo shuro maen thori mistakes krrty he haen un ko pata nahe hota hy trade kesay kerni hy support say wo sell kerty haen our resistance say buy jerty haen but jesay jesay time guzarta hywo muture hoty haen to pherun ko market structure ka pata chalta hy our wo understand kerty haen kis level say buy yasell kerna hy kahan py stop loss ourtake profit lagana hy kitne deer trade ko hold ralhnahy our kesay kaam kerna hy to us k leayforex ko time daen tak jald say jald app professional trader ban sagaen jo bhe member aj time day gajitna zeada day gakal ko wo utny jald profit ko maximize ker paey ga
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Trader become serious with time

                Bilkull aise he baat haii k ak mature trader bnnai men hmain timer lg jata haii jbb bhee kii bhee new trader kaam ko sekh jata haii to usko us waqt yeh he jld bazzi hOtee haiii ...k mein jld se jldd munafa bnaOn aur ratoon ratoon ameer hO jaon aur phrr wo iss he chakarr mein aonaa bhtt saa nuqsaan bhe krtaa haii ghltt tradss lgaaa k ....usko kaam ataa hOtaa haii pr uskaa greed usko koi bhee achaa faislaa nhee krnaii detaa aur uska sbaar na honai ke wajah se wo ak k baad ak ghlt trade lgaa k apna nuqsan krta hai...pr jbb usko bhttt sa nuqsaan ho chukka hOta hai us k baad usko ahsaas hOta haii aur wo apnee mehnaat ziaya kr rhaa hai us k baad wo apnaii emotion ko controlee krtaaa haii aur tbb he wo matire hota gai aur dabr se kaam lee kr sane analysizee kr k axher tradess lgata haiiii
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Trader become serious with time

                  Dear jo bhe profesdional business hy us maen time chahy hota hy shuro maen jo bhe forex maen apna career start kerta hy wo professional trader nahe hota hy ease choti bare mistakes ker k her koi forex maen maen day to day week to week and month to month time k sath learning better kertahy us maen success use trader ko milte hy jo apni mistakes ko repeat nahe kerta hy our learning kerta hy shuro maen jb forex ka bilkul bhe pata nahe thato pher maen ny bhe kafe mistakes ki haen support and resistance ka bilkul koi idea nahe tha trend kia hy kesay trade kerni hy but abhe alhumdollelah kafe ache learning ho gae hy our kafe forex ko kerny k aik business ko manage kerny k rules pata laggaey haen take profit kesay dena hy stop loss kua hy koin traders us ko apny account maen use kerty haen stop loss k faeday kia haen jb aj app forex ko time daen gy to dear kal to app us say ache earning ki umeed rakho gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Trader become serious with time

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                    Friends aj hum is baat per thori roshni dalty hain ky aik trader akhir kab tak aik kamyab aur mature trader banta hai.
                    Shoro mein jab aik trader trading start kerta hai hai to us ko profit kamany ki jaldi hoti hai. Aur wo chahta hai ky jald se jald aur ziyada se ziyada profit hasil ker saky.
                    Is chaker trader aik din mein kafi sari ghalat trade laga bethta hai. Kuch to ghalat hoti hain aur kuch ko wo khud ghalat bana deta hai. Ap pochein gy ky ye kasy ?
                    To wo is trah ky kuch trade to bilkul hi trend ky mukhalif simat mein lagata hai wo to bilkul hi loss mein jati hain.
                    Dosri wo trend to teek hota hai lakin wo market ky support ki bajaye rasistance per trade laga deta hai. Market jab jab apny support level ko touch kerny ky liye murti hai to wo samajhta hai ky loss mein ja rahi hai. Aur wo is trah choty choty loss apny hathoon se close ker deta hai. Jo ky kafi ho jaty hain.
                    Lakin waqt guzerny ky sath sath trader mein maturity ati jai hai. Aur us mein loss ko berdasht kerny ka hosla bhi bher jata hai.
                    Trader mein samajhdari ati jati hai. Wo stop loss aur take profit ky sath trading kerna shoro ker deta hai.
                    Thanks to watch.
                    Yeh Baat aap bilkul theek hai aap Forex trading Knight Riders time ke sath sath serious hote hain Ja sake new trailers hote hain Sone ko trading ke baare mein Itni samajh nahi hote lekin Jab Woh trading ke liye accha mind se banate hain to wo serious hokar trading Karte Hain Yehi Wajah Hai Ke Forex trading Mein traders Thode time ke baad successful hote hain Kyunki 1 difficult business Bihar aur bahut se traders Disco Sunny samajh mein nahi sakte
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Trader become serious with time

                      dear forex trader ap nay bilkul sahi baat ki hay main ap ki baat say agree karta hoon new anay walay trader aatay hi ameer ban nay waly chakron main hotay hain bina sochay samjhy trading start kar datay hainb jis sat aksar wo loss main jatay hain ya phir apna account wash karwa baithtay hain ku kay lalach ki waja say wo raton ma hi ameer ban nay ki aja say but time kay sath sath unko awal jati hay aur wo serious ho jatayu hain samjhtay hain seekhtay hain us k bad trading kartay hain aghr hum forex main eraning krna chahty hain tu hmain chahye k pahly forex main lalach ko khtm karen jo hum karty hain apni trading k liye ayse humain zayadsa aik din zaror mily ga laken os k liye thora intzar krna parhy ga jesy hum jald bazi karty howe karty hain tu hmain os main hmain thora bhi nahi milta hai tu aysi baton ko mind main rakty howe trading karni chahye jis se ap acha kam kar
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; Trader become serious with time

                        dear ek acha trader tabhi is mein kamyab ho sakta ha jab kay us kay pass acha experience or knowledge hoga is liye forex mein achi tradfing karnay kay liye apko serious hona parta ha kiyon kay agar ap is work ko ek luck kay sath kareen gay to ap loss he loss kareen gay is liye apkay pass acha experience or knowledge ka hona bohat he zarori ha then he ap market say bohat he achi earning hasil ka sakty hein forex ek different business ha is liye is mein agar apna time diya jayen or waqt mein achi trading ki jayen to bohat he acha profit earn kiya ja sakta ha is liye hard work or acha experience he life change work ho sakta ha so hard work to get success easy in forex
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; Trader become serious with time

                          ge haan dear aap nay theek kaha hai jo bateen aap nay share ki hai ye sab he practically kar chuky hai aor ye experience takreeban sab ka he guzar chuka hai siwaee un loogoon ky jo proper knowledge and practice ky bad market main real trading karty hai aor koin ky pakistan main takreeban her referral he dosroon sy sun ky ais field main aata hia aor boht kam hai jo ky ais ki proper training lay ky aye hoon ais liye hum sab he demo main kuch cheezien jo ky basic hai seekh ky real trade shooroo kar daity hai jis tarah sy aap nay bataya ye sary experiences hum apny real account main karna pasand karty hia jis ka result ye nikalta hia ky hum kafi arsa apna account he wash karwaty rehty hia aor phir kaheen ja ky kuch humara serious attitude hoota hia trading ky mamly main
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza; Trader become serious with time

                            yah bat apki bilkul thke hai or main bhi es point ko manty howe bat karunga k forex trading main bot seayes tradors hain jin ki yahi nature hai qk jub tak ap apny kam main khud ko serious nahi rakhty hain ap tab tak acha kam nahi kar skty hain tu hmain chahye k apni trading main koi bhi ayse galti nahi larni chahye jis se hmain loss ho or hmain apny accout ko khtry main dal den es k liye zarori hai k trading main khas time ko follow karen har kam ko time par karny ki adat dalen q k jub ap har kam ko os k time par karengy tu ap kafo had tak apni trading main loss ko kam kar k acha profit gain akr skty hain laken es k liye apka mind fresh hona zarori hai q k jald bazi main ap kbhi bhi acha kam nahi kar skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza; Trader become serious with time

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                              Friends aj hum is baat per thori roshni dalty hain ky aik trader akhir kab tak aik kamyab aur mature trader banta hai.
                              Shoro mein jab aik trader trading start kerta hai hai to us ko profit kamany ki jaldi hoti hai. Aur wo chahta hai ky jald se jald aur ziyada se ziyada profit hasil ker saky.
                              Is chaker trader aik din mein kafi sari ghalat trade laga bethta hai. Kuch to ghalat hoti hain aur kuch ko wo khud ghalat bana deta hai. Ap pochein gy ky ye kasy ?
                              To wo is trah ky kuch trade to bilkul hi trend ky mukhalif simat mein lagata hai wo to bilkul hi loss mein jati hain.
                              Dosri wo trend to teek hota hai lakin wo market ky support ki bajaye rasistance per trade laga deta hai. Market jab jab apny support level ko touch kerny ky liye murti hai to wo samajhta hai ky loss mein ja rahi hai. Aur wo is trah choty choty loss apny hathoon se close ker deta hai. Jo ky kafi ho jaty hain.
                              Lakin waqt guzerny ky sath sath trader mein maturity ati jai hai. Aur us mein loss ko berdasht kerny ka hosla bhi bher jata hai.
                              Trader mein samajhdari ati jati hai. Wo stop loss aur take profit ky sath trading kerna shoro ker deta hai.
                              Thanks to watch.
                              Assalamualaikum ji Bhaijaan Mere Khayal mein Forex trading business ko start Karte Hain To aap ko ye bahut hi Aasan Nazar Aata Hai lekin aisa nahi hai Forex trading equity critical business hai Iski critical Ness baare mein Hame Aastha Ahista time guzarne ke sath pata hai kitna bada aur Kitna Mushkil kaam hai agar aap starting Mein isme lost Ka Saamna Karte Hain To aap ko chahiye Ek aap apne Pehle wali trade co acche tarike se analyse kare K aapne kis jagah mistake ki hai To aapko samajh aa Jayegi ke Aapne next time us mistake se bachna hai sabse Jyada Jaroori Baatein Hain ke aapko friend ke baare mein pata hona chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X